Friday, 19 September 2014

D


Devi bhajo durga bhavani


Lyrics -

Devi bhajo durga bhawani
jagat janani mahisasur mardini

jai jai jai durge maate bhawani
daitya kul nashini mahishasur mardini
ramdas sharan rahe bhawani dayani shivani

De chhaya 




Lyrics -

De chhaya maa de chhaya achhe guno ki de chhaya
durguno ki dhoop mein jhulas rahi ha kaya

maa daya dharam ki de chhaya
maa nek karam ki de chhaya
maa sabke bhale ki de chhaya
kuchh bhav ujale ki

paap gunahit se kahe kitno ko tumne hai maa maaf kiya
bhare buraiyon ke chhiton se bade cholon ko saaf kiya
path se bhakte huon ko rasta tune maa dikhlaaya

antar man ki bagiya mein koi dwesh ka ankur phute na
prem pyar sadbhaav ki poonji koi  lutera lute na
hume bhi vaisa ras de jaisa harishchandra pe barsaaya

aisa de vardaan ki sach hum sangram haare na
kisi ki kutiya tod ke maiya apna mahal usare na
maa tere bin dosh bhawan se sabne sachha sukh paya

Dwaar mandir ke khol


Lyrics-

Dwaar mandir ke khol bhawani bhakt bulayee
ni le chal ke aaye hai karne darshan saare

jai chandra ghanta jai kaalratri jai Kushmanda jai sidhhidatri
jai mahagauri jai jai katyanani jai shailputri jai brhmacharini
jai ismadi bol gaaye sab bhajan manane

divya prem bhakti mein raaji ho jayo shree jagdamb maa ji
punyit kare bhagat  din raati sabpar kripa karo yahi bhanti
kismat ke pat khol pade hain sharan tihare

Durge Bhawani By Basavi Mukherjee


Lyrics - 

Durge bhawani daya karo mata 
hanth kadda trishul sohe gale sohe mund maal 

Daras det kyun nahi maa


Lyrics - 

maa mohe daras det kyun nahi 
man mandir mein tuhi virajat 
parakh let kyun nahi 

vipada hai mope ati bhari 
harat let kyon nahi
kahani thi so kah di mata 
samajh let kyon nahi 



De maa nij charnon ka


Lyrics -

De maa nij charnon ka pyar
purna prem de amar sneha de
divya shanti ka anant dher de
puja karoon sada main teri
de sumiran ka aadhar

tujhko chahun tujhko manu
tujhpar hi nij jeevan vaarun
dhyan rahe tera hi nis din
de bhakti ka uphaar

hridaya abhipsa se jagrit ho
Abhaya asta mere sir par ho
divya prem se ot prot ho
jeevan ka paravar


De chhaya 

Lyrics -

De chhaya maa de chhaya achhe guno ki de chhaya
durguno ki dhoop mein jhulas rahi ha kaya

maa daya dharam ki de chhaya
maa nek karam ki de chhaya
maa sabke bhale ki de chhaya
kuchh bhav ujale ki

paap gunahit se kahe kitno ko tumne hai maa maaf kiya
bhare buraiyon ke chhiton se bade cholon ko saaf kiya
path se bhakte huon ko rasta tune maa dikhlaaya

antar man ki bagiya mein koi dwesh ka ankur phute na
prem pyar sadbhaav ki poonji koi  lutera lute na
hume bhi vaisa ras de jaisa harishchandra pe barsaaya

aisa de vardaan ki sach hum sangram haare na
kisi ki kutiya tod ke maiya apna mahal usare na

maa tere bin dosh bhawan se sabne sachha sukh paya


Durga kavach mangalacharan 

Listen to Durga kavach mangalacharan


Lyrics -


Om..


Shinghastha shashishekhara marata ta prakhyeshchaturbhirbhujaih

shankham chakra dhanuhscharascha dadhati netraistridhih shobhita 
 tam uttangad haarkankana ranah kanchi dhrannupura
durga durgatiharini bhawatu no rattnolasad kundalaam 

bhrittashool halanishankhamusale chakram dhanuhshayakam 

hastamchai dadhati dhanantvilasad chhitansitulayaprabham 
gauri deh samudbhavamvijagatah  madarambhutanmaham
purvamattrasaraswati mannbhaje shumbhadidaityadini

kalharuttapalnagate sarsaro jakhyavali malati

mallikairavaketakadi kusumairattausmaradidih
pushpairmalya bharenya vaiksurvina nanyarasashrotasa 
tamram bhojnivasinim bhagwatim shree chandikam pujayet

vidyutam samatprabhamrigpati  skandhsthitam bhishanam

kanyadighikarvalketvilasad hastabhirasevitham 
hastraischakragadasiketvishihah chapam gunam tarjanim 
vibhranam manlatvikam shashidharam durgam trinetram bhaje 




Durga Kavach

Listen to Durga kavach



Lyrics -

Om namas chandikaya
Maarkandeya uvacha -
yadweyam param loke
sarwa raksha karan maya
yanma pashachatirakhyatam
tanme bruhi pitamahah

Brahmo uvacch -

asti guhyatamam vipra
sarva bhutopakarkam
divyastu tav chanpunyam
tasya vishwa mahamuni

Prathamam shailaputri cha dwitityam brahmacharini
 tritiyam chandra ghanteti  kushmandeti  chathurthitam
 panchamam  stanmateti shashtham katyayiniti cha
saptamam kalratritimahagauriti cha ashtamam
navamam siddhidatri cha navdurgah prakirtita

uttaan yetanninamani brahmena mahatmana
agnita dahyamanastu shatru madhye gato rane
vishme durgme chaiva bhayartah sharanam gatah
na tesha jayate  kinchid shubham ranasankate
napadam tasya pashyami shok dukha bhayam na hi
yaistu bhaktya smrita nunam tesham vriddhi pajayate
ye twam smaranti d deveshi rakhshase tanna shanshayah
pret sanstha tu chamunda varahi mahisasana
endri gajsamanarudha vaishnavi garudasana
Maheshwari vrisharudha kaumari shikhivahana
laxmi padmasana devi padmahasta hari priya

shweta roopdhara devi ishwari vrishvahana
brahmi hans samarudha sarvabharan bhushita
etyeta matarah sarvah sarvayogsamanvitah
nanbharanshobhadya nanratnopshobhitah
dyashante rathmarudha devyah krodh samakalah
sankham chakram gadam shaktim halam cha musalayudham
khetakam tomaram chaiva parashum pashmeva cha
kantayudhah trishulam  cha sharangamayudham
daityanam dehnashaya bhaktanam bhaya cha
dharyantyayudhanityam devanam cha hitaya vas

Namastestu mahraudre mahaghorparakrame
mahawale mahotsahe mahabhayavinashini
trahimam devi dushprekshe  shatrunam bhayavadhina
prachyam rakshatu mamendri agneyyamagni devata
dakshineavatu varahi nairityam khadagdharini
pratichyam varuni rakshed vagvyam mrigvahini
udiccham patu kaumari aishanyam shooldharini
urdhwam brahmani me rakshedastad vaishnavi tatha
evam das dishe rakshechamunda shavvahana
jaya me chagratah patu vijaya patu prishthatah

Ajitam vaamparshwe tu dakshine chaparajita
shikhamudyotini raksheduma murdhinam vyavasthita
maladhari lalate cha bhuvo rakshed yashasvini
trinetra cha bhuvormadhye shrotrayordavaarvasini
kapolo kalika rakshet karnamoole cha shankari
nasikayam sugandha cha uttarosthe cha charchika
adhare chamritkala jihvayam cha saraswati
dantan rakshatu kaumarikanthadeshe tu chandika
ghantikam chitraghanta cha mahamaya cha taluke

kamakshi chibukam raksed vacham me sarvamangala
grivayam bhadrakali cha prishthavanshe dhanurdhari
neelgriva bahih kanthe nalikam nalkubari
skandhayao khadagini raksed bahu me vajradharini
hastayordandini raksed ambika changulishu cha
nakhamchhuleshwari rakshetkrisho rakshet kaleshwari
stano rakshenmahadevi manah shokvinashini
hridaye lalita devi udare shooldharini
nabho cha kamini raksed guhyam guhyeshwari tatha
putana kamika medhum gude mahishvahini

Katyam bhagwati rakshejjanuni vidhyavasini
janghe mahabala rakshetsarvakaampradayini
gulfayornarsinghi cha paad pristhe tu taijasi
padangulishu shree rakshetpadadhastalvasini
nakhan dramshtrakarali cha keshahshachaivordharvakkeshini
romkupeshu kauberitwacham vagishwari tatha
raktamjjavasamaansanyasthimedansparvati
antranikaalratrischa pittam cha mukteshwari
padmawati padmakoshe kafe chudamadistatha
jwalamukhi nakhjwalambhedya sarvasandhishu

shukram brahmani me rakshechhayam chhateshwari tatha
ahankari mao buddhim rakshenme dharmadharini
pranapanau tatha vyanmudanam cha samanakam
vajrahasta cha me rakshet pranam kalyanshobhana
rase roope cha gandhe cha shabde sparshe cha yogini
satatavam rajastamshchaiva rakshennarayani sada
aayu rakshati varahi dharmam rakshati vaishnavi
yasham kirtim cha lakshmi cha dhanam vidya cha chakrini
gotramindrani me rakshetpashunme raksha chandike
putranrakshenmahalaxmi bharyam rakshatu bhairavi
                                                        panthanam supatha rakshenmargam kshemkari tatha 

                                                              raajdwre mahalaxmirvijaya sarvatah sthita 

                                                          rakshaheenam tu yatasthanam varjitam kavachen tu
tatsarvam raksha me devi jayanti paapnashini 
padmekam na gachhetu yadichhechhubhamatmanah 
kavachenavritonityam yatra yatraiva gachhati 
tatra tatrarthlaabhascha vijayah sarvakamikah
yam yam chintayate kaamam tam tam prapnoti nishchitam
parmeshwaryamatulam papsayate bhutale puman 
nirbhayo jaayate martyah sangrameshwaparajitah
trilokye tu bhavetpujyah kavachenavritah puman



0 comments:

Post a Comment