G
Gokul baaje badhai
Lyrics -
Gokul baaje badhai janam liyo hai krishna kanhayi 
daudi daudi baandi aayi 
raja nand ko khabar sunayi 
motiyan haar nichhavar paayi 
raaj mahal mein khushiyaan chhayi 
mangal gaan suhayi 
bhado ki rain ghata andhiyaari 
hulsat phire sakal nar naari 
prabhu avataar jaani sur harshe 
nabh se vividh suman bahu barse 
jamuna bahe bal khayi 
nache mor papihe bole 
lata bel apne ras ghole 
bijali chamke barse paani 
dhanya hui maata nandrani 
chanda so sukh payi 
gali gali mein toran saaje 
kahi dhol kahi dudunbhi baje 
dhoop sugandh nagar sab dooba 
mandir mandir aarti pooja 
ghee ke deep jalayi 
Gokul dham viraj ka vasi 
Lyrics -
Gokul dham biraj ka vasi kanha nandkishore 
koi kahe cit chor koi kehta maakhan chor 
chor chor maakhan chor chhaliya maakhan chor 
neh laga ke gaiya mujhko aap hi doodh pilati 
pakad pakad gokul ki gopi maakhan aap khilati
                                                                     Govind Jai Jai
Lyrics-
Govind jai jai gopal jai jai 
radha raman hari govind jai jai
brahma ki jai jai vishnu ki jai jai 
uma pati shiv shankar ki jai jai 
radha ki jai jai rukmini ki jai jai 
mor mukut bansi wale ki jai jai 
ganga ki jai jai yamuna ki jai 
saraswati triveni ki jai jai
ram ji ki jai jai shyam ji ki jai jai 
dashrath kunwar charon bhaiyon ki jai jai 
krishna ki jai jai laxmi ki jai jai 
krishna baldev dono bhaiyon ki jai jai  
Gokul mein bajat kahan badhai
Lyrics- 
Gokul mein bajat kahan badhai
Bhir bhai hai nand ji ke dware
Ashta maha sidhhi aayi
Brahmadik rudradik jaki 
Charan renu nahi payi
Soyi nand ji ko putra kahavat
Kautuk suno mori mayi
Dhruva ambrish prahlad vibhishan
Nit nit mahima gayi
Soyi adi parmanand ko thakur
Brijjana .......
Govind ke gun ga le
Govind ke gun ga le re o bhole prani
man mein raam rama le re o bhole prani
jeevan ka har pal yun jaaye
nikali swans nahi phir aaye
prabhu ko sheesh jhuka le re o bhole prani
is jag mein sab beh jata hai
prabhu ka hi sab rah jata hai
prem ki jyot jala le re o bhole prani
hari narayana sumiran karle
hoke sharan bhavsagar tar le
bhule man ko mana le re o bhole prani 
Govind jai jai
Lyrics - 
Govind jai jai gopal jai jai 
radha ram hari govind jai jai 
brahma ki jai jai vishnu ki jai jai 
umapati shiv shankar ki jai jai 
radha ki jai jai rukmini ki jai jai 
mor mukut bansi wale ki jai jai 
ganga ki jai jai yamuna ki jai jai 
saraswati triveni ki jai jai 
ram ki jai jai shyam ki jai jai 
dashrath kunwar charon bhaiyon ki jai jai 
krishna ki jai jai laxmi ki jai jaia 
krishna baldev dono bhaiyon ki jai jai 
Lyrics -
Gopal Gokul Ballabhi priya gop gosut vallabham
Charnarvind aham bhaje bhajneeya sur muni durlabham
Ghanshyam kaam anek chhavi lokabhiram manoharam
Kinjalk vasan kishore murati bhuri guna karunakaram
Sir keki paksha vilol kundal arun vanaruh lochanam
Gunjamatans vichitra sab ang darun bhava bhaya mochanam 
Kach kutil sundar tilak bhuraka mayank samananam
apaharan tulsidas tras vihar vrindakananam
Gadh se to meerabai utri
Lyrics -
Gadh se to meerabai utri karva linho saath
gaanva to chodyo meera medh ko pushkar dhava jaya
Ram Krishna hari jai jai ram krishna hari ...
mero man lagyo hari ke naam
hari ke naam rahasya sadha ke saath
rana ji othi bhejya dijo meerabai re haath
ghar ki malan as tari mudar chali rathod
laaj pehar saansaro
laaj tero to parivar
laje meera ji thada maaya aur baap
maaya aur baap chautho vansh rathor
meera bai kakad bheja dijo rana ji re haath
Govind damodar madhaveti 
Lyrics -
Kararvinde na padarvindam
mukhar vinde vinve shayantam
vatasya patrasya pute shayanam
balam mukundam mansa smarami
shree krishna Govind hare murari
hey nath Narayana Vasudeva
jihve pibasva murutame tadev
Govind Damodar madhaveti
Govind Damodar madhaveti
Vikretu kamakil gop kanya
murari padarpit chitta vritthi
dadhyaadikam moh vashad vochad
Govind damodar madhaveti
Gruhe gruhe Gop vadhu kadamba
sarve militwa sam vapya yogam
punyani namani pathanti nityam
Govind Damodar Madhaveti
Sukham Shayanam nilaye nijepi
namani vishnuh pravadanti martyaha
te nicshitam tanmayatam vrajanti 
Govind Damodar madhaveti  
Jihave sadaivan bhajsundarani
namani Krishnasya manoharani
samasta bhaktarti veenashani
Govind Damodar madhaveti
sukhavasami idmev saram
sukhavasane idmev gneyam
deha vasane idmev japyam
Govind Damodar Madhhaveti
Shree Krishna Radhavar var gokulam
Gopal Govardhan nath vishnuh
Jihve Pibasva mrutame tadev
Govind damodar madhaveti
Tvameva yache mam dehi jihave
samagte dand dhare krutante
vaktvya mevam madhuram subhakta
Govind damodar madhaveti
Jihve rasagne madhur priya twam 
satyam hitam tvam parmam vadami 
aavarana yetha madhuraksharani 
Govind Damodar Madhaveti 
Gopala Niranjanam
Jai dev vande gopalam prabhu vande gopalam
jagmag shobhit bhalam bhuvna traya paalam
Nirgun sagunakaran prabhu samhrit bhudharam
Nirhar nandkumaram smarhar sukhkaaram
Vrinadavan sancharam kaustubh mani haram
kripaya paaravaaram govardhan dharam jai vande gopalam
Murali vadan sheelam saptaswar geetham
sthalachar vanchar gochar jalchar sah geetam
stambhit yamuna toyam aganit tav charitam
gopijan manmohan daatam shreekantam
Raas kridamandit vrishtit vrajlalanam
madhye tandav mandit kuvalaya dal dalanam
kusumit kanan ranchit  mand smit vadanam
faniwar kaliyadamanam yaksheswar pramanam
Abhi navneetam choram kar ghrit dadhi golam
leela natwar khelam brijkanchan chelam
nirjal daljal shailam bagulit roop kulam
bhagwantam paripalaya jai jai jai gopalam
Aaradhikam tav prernanadam mangalya devalaye
leela sahitam radhe krishnam nath natham simhavaram
keshavam pranamyaham nath natham simhavaram
Ghanshyam hridaya ke aangan mein kab aaoge 
Lyrics-
ghanshyam hridaya ke aangan mein kab aaoge
kab apni daya ka sheetal jal barsaao ge
radha gopi ke jeevan dhan 
man ko bana lo mere vrinda 
kab mere man mein jyoti jagane
jyoti jagane aao ge 
tum giridhar meerabai ke 
tum saanwariya ho narsi ke
ab kab meri jeevan naiya
naiya paar lagao ge 
Govind lino mol 
Lyrics -
Govind lino mol  mayi 
koi kahe mehenga koi kahe sasta 
linho taraju tol 
koi kahe ghar mein koi kahe ban mein 
radha ke sang kilol 
meera ke prabhu giridhar naagar 
ayo prem ke mol 
Gopi geet
Main dhundh siri jag sara 
mujhe mila na preetam pyara
chit lai gayi mero murali 
ab sudh mohi nahi kachhuri
meri aankhan ka woh tara 
mujhe mila na ....
main shyamal rang rangi ri 
aur krishna ke prem pagi ri 
kahan mile woh kanha kara 
mujhe mila ...
main kunjan kunjan bhatki 
aur vrindaban aa ke atki 
kab mile ye nand dulara 
mujhe mila na ....
jayati te dhikam janmana vrajah
srayata indira sasvad atra hi
dayita drsyatam diksu tavakas
tvayi dhrtasavas tvam vicinvate
sarad-udasaye sadhu-jata-sat-
sarasijodara sri musa drsa
surata-natha te sulka-dasika
vara-da nighnato neha kim vadhah
visa-jalapyayad vyala-raksasad
varsa-marutad vaidyutanalat
vrsa-mayatmajad visvato bhayad
rsabha te vayam raksita muhuh
na khalu gopika nandano bhavan
akhila dehinam antaratma drk
vikhanasarthito visva guptaye
sakha udeyivan satvatam kule
viracitabhayam vrsni-dhurya te
caranam iyusam samsrter bhayat
kara-saroruham kanta kama-dam
sirasi dhehi nah sri kara graham
vraja janarti han vira yositam
nija jana smaya dhvamsana smita
bhaja sakhe bhavat-kinkarih sma no
jalaruhananam caru darsaya
pranata dehinam pap karsanam
trna caranugam sri niketanam
phani-phanarpitam te padambujam
krnu kucesu nah krndhi hrc-chayam
madhuraya gira valgu vakyaya
budhamanojshaya puskareksana
vidhikarir ima vira muhyatir
adhara sidhunapyayayasva nah
tava kathamrtam tapta jivanam
kavibhir iditam kalmasapaham
sravana mangalam srimad atatam
bhuvi grnanti ye bhuri-da janah
prahasitam priya-prema-viksanam
viharanam ca te dhyana-mangalam
rahasi samvido ya hrdi sprsah
kuhaka no manah ksobhayanti hi
calasi yad vrajac carayan pasun
nalina-sundaram natha te padam
sila-trnankuraih sidatiti nah
kalilatam manah kanta gacchati
dina-pariksaye nila-kuntalair
vanaruhananam bibhrad avrtam
ghana-rajasvalam darsayan muhur
manasi nah smaram vira yacchasi
pranata-kama-dam padmajarcitam
dharani-mandanam dhyeyam apadi
carana-pankajam santamam ca te
ramana nah stanesv arpayadhi-han
surata-vardhanam soka-nasanam
svarita-venuna susthu cumbitam
itara-raga-vismaranam nrnam
vitara vira nas te 'dharamrtam
atati yad bhavan ahni kananam
truti yugayate tvam apasyatam
kutila-kuntalam sri-mukham ca te
jada udiksatam paksma-krd drsam
pati-sutanvaya-bhratr-bandhavan
ativilanghya te 'nty acyutagatah
gati-vidas tavodgita-mohitah
kitava yositah kas tyajen nisi
rahasi samvidam hrc-chayodayam
prahasitananam prema-viksanam
brhad-urah sriyo viksya dhama te
muhur ati-sprha muhyate manah
vraja-vanaukasam vyaktir anga te
vrjina-hantry alam visva-mangalam
tyaja manak ca nas tvat-sprhatmanam
sva-jana-hrd-rujam yan nisudanam
yat te sujata-caranamburuham stanesu
bhitah sanaih priya dadhimahi karkasesu
tenatavim atasi tad vyathate na kim svit
kurpadibhir bhramati dhir bhavad-ayusam nah
Gopala Niranjanam
Jai dev vande gopalam prabhu vande gopalam
jagmag shobhit bhalam bhuvna traya paalam
Nirgun sagunakaran prabhu samhrit bhudharam
Nirhar nandkumaram smarhar sukhkaaram
Vrinadavan sancharam kaustubh mani haram
kripaya paaravaaram govardhan dharam jai vande gopalam
Murali vadan sheelam saptaswar geetham
sthalachar vanchar gochar jalchar sah geetam
stambhit yamuna toyam aganit tav charitam
gopijan manmohan daatam shreekantam
Raas kridamandit vrishtit vrajlalanam
madhye tandav mandit kuvalaya dal dalanam
kusumit kanan ranchit  mand smit vadanam
faniwar kaliyadamanam yaksheswar pramanam
Abhi navneetam choram kar ghrit dadhi golam
leela natwar khelam brijkanchan chelam
nirjal daljal shailam bagulit roop kulam
bhagwantam paripalaya jai jai jai gopalam
Aaradhikam tav prernanadam mangalya devalaye
leela sahitam radhe krishnam nath natham simhavaram
keshavam pranamyaham nath natham simhavaram
Gopal Gokul ballabhi  
Gopal Gokul Ballabhi priya gop gosut vallabham
Charnarvind aham bhaje bhajneeya sur muni durlabham
Ghanshyam kaam anek chhavi lokabhiram manoharam
Kinjalk vasan kishore murati bhuri guna karunakaram
Sir keki paksha vilol kundal arun vanaruh lochanam
Gunjamatans vichitra sab ang darun bhava bhaya mochanam 
Kach kutil sundar tilak bhuraka mayank samananam
apaharan tulsidas tras vihar vrindakananam
Geeta ka hai ye gyan 
Lyrics -
geet ka hai yeh gyan param kalyani
bole arjun se krishna madhur ye vaani
sabse pehle dinkar ne isko paya 
maine hi usko geeta gyan sunaaya 
kamal nayan ki baat suni chakraya 
yah moh grasta arjun ki samajh na aaya
dinkar hai bahut purana tum ab aaye 
yeh madhur vachan hai kaise use sunaye
bhed na yeh samjhu main hoon agyani
yagayon se gyan ka amrit jo pata 
we yogi mere param dham aata hai 
hey arjun tu yadi paapi kehlaye ga 
gyan roop nauka mein tar jata 
andhkaar se janme har shanshaya ko 
gyan roopi talwaar se khandit kar do 
tum utho nyaya ke liye lado he gyani
Gyanon mein param gyan
Lyrics -
gyanon mein param gyan 
main karunga phir bakhan
muniyon ne liya jaan 
mukt ho gayen sujan
satguna sukh mein lagaye
karam rajoguna sikhaye 
tama pramad ko jagaye 
har le sab atma gyan
trishna sau kriyakar 
prani hove na mukt 
rajo guna kaamjanit 
vishyavaasana pradhan
tam ke hain yeh prasad 
nidra alas pramad 
vastu gyan ka abhava 
yeh patan ka hai pramana 
gunatit jo kahaye 
meri bhakti marg aaye 
mujhme aakar samaye 
satchidanand jaan
 






0 comments:
Post a Comment