1

Power of Soul

2

Peace Of Mind

3

Knowledge and Devotion

4

Love of God

5

Its all we need .... Come and find .

Tuesday 28 February 2012


Nehanjali by Nitin Mukesh 







Main to ramta jogi

Listen to main to ramta jogi

Lyrics-

main to ramta jogi ramta jogi ramta jogi ram
mera duniya se kya kaam

haad maans ki bani kuthariya upar jadiya chand
dekh dekh sab log rijhave mero tan upram

maal khajane baag bagiche sundar mahal mukaam
ek palak mein sab hi chhute sang chale nahi daam

maat pita aru meet piya re bhai badhu sut bhaam
swarath ka sab khel bana hai nahi inme aaraam

din din pal pal chhin chhin kaya ksheejat jaye tamaam
brahmanand bhajan kar prabhu ka main paaun vishram

Jasoda hari paalne jhulave

Listen to Jasoda hari paalne jhulave

Lyrics-

jasoda hari paalane jhulawe
halrave dulrayi malhave
joi soi kachhu gaave

mere laal ko aao ri nindariya kahe na aani suave
tu kaahen nahi begahi aave toko kanha bulave

kabahu palak hari mundi let kabahun adhar phadkaven
sohat jaan maun hvavarahi kari kar sain batave

ihi antar akulahe hari jasumati madhuri gaave
jo sukh soor amar mooni durlabh so nand bhamini paave

Sumiran karle

Listen to sumiran karle

Lyrics-

Sumiran kar le mere mana
teri beeti umar hari naam bina

koop neer bin dhenu ksheer bin
dharti meha bina
jaise taruvar phal bin heena
taise prani hari naam bina

deh naina bin raina chandra bin
mandir deep bina
jaise pundit ved vihina
taise prani hari naam bina

kaam kridh mad lobh vikaro
chhod jagat tu sant jana
kahe nanak suno bhagvanta
is jag mein koi nahi apna

Janam tera baton hi beet gayo

Listen to janam tera baaton hi beet gayo

Lyrics-

Janam tera baaton hi beet gayo
re tune kabahun na krishna kahyo

paanch baras ka bhola re bhala ab to bees bhayo
makar pachisi maya kaaran desh videsh gayo

tees baras ki ab mati upaji lobh badhe nit nayo
maya jori lakh karori ajahun na tripta bhayo

vridh bhayo tab aalas upaji kaff nit kanth rahyo
sangati kabahun na kini birtha janam liyo

yah sansaar matlab ka lobhi jhutha thaath rachyo
kahat kabir samajh man murakh tu kyu bhool gayo

re tune kabahun na krishna kahyo

Tu dayalu deen hau

Listen to Tu dayalu deen hau

Lyrics-

tu dayalu deen haun
tu daani haun bhikhari
haun prasidhh pataki
tu paap punj haari

nath tu anath ko anaath kaun moso
mo samaan aarat nahi aartihar to so

brahma tu haun jeev tu hai thakur haun chero
taat maat guru sakha sab bidhi hitu mero

tohi mohi naate anek maaniye jo bhaavai
jyon jyon tulasi kripalu charan sharan aave

Bhaye prakat kripala

Listen to bhayen prakat kripala

Lyrics-

bHAYE PRAKAT KRIPALA deendayala kaushlya hitkari
harshit mahtari muni manhari adbhud roop vichari
Lochan abhirama tanu ghanshyama nij aayudh bhuj chari
bhushan banmala nayan bishala shobha sindhu kharari
Kah dui kar jori astuti teri kehi vidhi karu ananta
maya gun gyanatit amana ved puran bhananta
karuna sukh sagar sab gun aagar jehi ganwahi shruti santa
brahmand nikaya nirmit maya rom rom prati ved kahe
Mam ur so basi yah uphasi sunat dheer mati thir na dhare
Upja jab gyana prabhu muskana charit bahut vidhi kinhi chahe
kahi katha sunayi matu bujhayi jehi prakar sut prem lahe
mata puni boli so mati doli tajahu taat yah roopa
kije shishu leela ati priya sheela yah sukh param anoopa
suni vachan sujana rodan thana hoyi balak sur bhoopa
yah charit je ganwahi hari pad panwahi te na pari bhava koopa


Aarti Om jai Jagdeesh

Listen to Om jai Jagdeesh

Sunday 26 February 2012

Brightest blind eyes where Krishna resides:  "Bhakt Surdas " Creations .






Charan Kamal bando hari rai
Jaki kripa pangu giri langhey Andhare ko sab kachhu darsai
Bahiro sune mook puni bole Rank chale sir chhatra dharai
Surdas swami karunamaya Barambar namo sir naayi

Surdas ji .....a legend of medeivial India , a contemporary of Tulsidas , Meerabai , Raidas , Raskhan , was a Krishna Lover who was so much impressed with "Krishna Baal leela" .Almost his all creations illustrate the Childhood events in sri Krishna's life .He was blind but was happy with his blindness .He refused to have eyes saying that if by having eyes he has to see this ugly world which is made up of sorrow , calamities , death etc it would be much better to be blind where atleast he can see the Lord sitting inside his eyes . It is so strange that he couldnt see but just by hearing his Lord's actions he has written so many extremely beautiful songs in his appraisal .It is not an exaggration to say that he spoke by eyes of mind that was energized and enlightened by Krishna's devotion .See the following Picture made by an artist who shows how little Krishna used to entertain his devotee .




Let us start unravelling his compact creation with his one of the best columns.

Ab ki rakh lehu bhagwaan
Hau anath baitho drum dariya Paradhi sadhe baan
Take dar se bhagyo chahat Upar dhakyo hai sachan
Duhu bhanti dukh bhayo aani hai kaun ubare pran

Sumirat hi ahi dasyo paradhi kar chhutyo sandhan

Surdas gun kah lag barno Laagyo teer sachan 


jai jai kripa nidhan

Here Surdas ji says-


Oh God !Save me this time .

I,an orphan bird,is sitting on the branch of a tree and a hunter has pointed me on his arrowhead .Panicked of this I want to flew away but a kite is sitting on the treetop .From both the sides I am in trouble, who will save me ?Just remembering the lord a snake bites the hunter, the bow is released from his hands and the arrow hits the kite .Surdas ji felicitates this saying "jai jai kripanidhan(treasure of mercy and grace )"

Listen to his heart touching compositions by selecting the  starting alphabet of the song .

A B C D G H J K L M N P R S T U W 






Wednesday 8 February 2012

50 Glorious Years pf Popular Bhajans Volume 2 







Shlokas by P D Jalota ji

Listen to the shlokas by P D Jalota

Lyrics-

Om purnamadah purnamidam
Purnaat purnamudachyate
Purnasya purnamadaaya
Purnameva vasishyate

Hari Om

Isavasyamidam sarvam
yat kim ca jagatyam jagat
tena tyaktena bhunjithah
ma gridhah kasyasvid dhanam

yam brahmavarunendra marutah
stuvanti divyaih stavair
vedaih sanga pada kramopanisadair
gayanti yam samagan

dhyanavasthita tad gaten
manasa pasyanti yam yogino
yasyantam na viduh surasura gana
devaya tasmai namah

Mukam karoti vaachalam
pangu langhyate girim
yat kripa tamah vande
parmanand madvam

Yakundendu tushar haar dhavala
ya shubhra vastravita
Ya veena var dand mandit kara
ya shwet padmasana
Ya brahma chyut shankar prabhitibhir
devayi sada vandita
samampatu saraswati bhagwati
nihshesh zadgyapaha

Om,sahanavavatu sahnobhunaktu
sah veeryam karvavahe
tejaswi na vadhitamastu
ma vidwishavahe

Om shnati shanti shantih

Ud jayega hans akela

Listen to ud jayega hans akela

Lyrics-

ud jayega hans akela
jag darshan ka mela
jaise paat gire taruvar se
milna bahut duhela
naa jane kidhar girela
lagya pawan ka rela
jab howe umar puri
jab chutega hukum huzuri
jam ke doot bade mazboot
jam se pada jhamela
das kabir har ke gun gave
wah har ko paar na paave
guru ki karni guru jayega
chele ki karni chela

Ghoonghat ka pat khol

Listen to ghoonghat ka pat khol

Lyrics-

Ghoonghat ka pat khol re
tohen piya milenge
ghat ghat mein woh saayin ramta
katuka vachan mat bol re
tohen piya milenge

dhan joban kaa garva na kije
jhootha inaka mol re
jaa ke jatan se rang mahal mein
piya paayo anamol re
soone mandir diya jalaa ke
aasan se mat dol re

Tere bharose hey nandlala

Listen to tere bharose hey nandlala

Lyrics-

Ter bharose hey nandlala
koi ro ro baant nihare

meet bana ke tum to bhule
sakhiyan karen thitholi
lok laaj se dare na bole
man mein jalti holi

bindh jaye so moti kanha
baki kankar hove
preet deewani aas na khove
chahae jeevan khoye

le kanha le naina more
dekh agar tu paaye
jogan ke asuvan mein pal pal
mathura dubi jaaye

mohe chakar rakho ji

Listen to mohe chakar rakho ji

Lyrics-

Mohe chakar rakho ji
prabhu mohe chakar rakho ji
chakar rahun main baag lagaun chun chun kaliyan laaun
nit uth tere darshan paun charnan maal sajaun
seva karu rahun sang tere ban kar teri dasi
naam ji bhar ke lijo tab kate janam janam ki phansi
chal banu nahi mukh se bolun na kahin aaun jaaun
jo pehna de woh hi pehnu jo deve so khaun
palko se main houngi ghayal pat ke hridaya bichhaun
kunj galin mein hoye diwani gobind gobind gaun
yogi aaya yog karan ko tape dhyan mein dheera
naam japan ko sadhu aaya prem bhajan ko meera
mor mukut pitambar sohe gale baijanti mala
vrindavan mein aan milo ab mohan murali wala
meera ke jo hridaya niwase nayan rahen kyun adheera
aadhi raat prabhu darshan daihu prem nadi ke teera
mohe chakar rakho ji

Ram kaho rehman kaho

Listen to ram kaho rahman kaho

Lyrics-

Ram kaho rehman kaho
parasnath kaho kou brahma
sakal brahma swayamev hi

bhaajan bhed kahavat nana
ek mritika roop ri
kaise khand kalpana ropit
aap akhand swaroop ri

nij pad rame ram so kahiye
raham kare rehman ri
karte karam paan so kahiye
mahadev nirvaan ri

parase roop paras so kahiye
brahma chinhe so brahma ri
ihi vidhi sadho aap anand ghan
chetan maya nikarma ri

Apnapan rakhna mere ghanshyam

Listen to Apnapan rakhna mere ghanshyam

Lyrics-

Apnapan rakhna mere ghanshyam

ghadi ghadi pal pal naam tiharo
rate meri rasana mere ghanshyam

lali lal dou hai garbahen
humare hiyrn basna
bhav hindore daal hiye
jhulaun nit jhulna mere ghanshyam

dayi uphaar ye haar asuvan ko
bana loon tujhe apna mere ghanshyam
kaise hun kari kripalu prabhu apno
puran ho mam sapna mero ghanshyam

Hari tum haro by M S Subbalakshmi

Listen to Hari tum haro by M S Subbalakshmi

Lyrics-

Hari tum haro jan ki peer
Daupadi ki laaj rakhi
Tum badhyao cheer
Bhakt kaaran roop narhari
Dharyo aap sharir
Budhate gajraaj rakhyo
Kiyo bahar neer
Dasi meera laal Giridhar
Dukh taha jaha peer

Paaon padun tore shyam (very b'ful heart touching song)

Listen to Paaon padun tore shyam

Lyrics-

Paaon padun tore shyam
brij mein laut chalo

suni kadamb ki thandi chhaiyan
khojen dhun bansi ki
vyakul ho ke braj na dubo de
lehrein jamuna ji ki

dudh dahi se bhari matukiya
tode kaun murari
asuvan jal se bhare gaghariya
panghat pe paniharin

bilakh rahi hain maat yasoda
nand ji dukh mein dube
kuchh to soch arey nirmohi
brij ka kan kan roye

Jinke hirdaya sri ram base

Listen to Jinke hirdaya sri ram base

Lyrics-

Twameva mata cha pita twameva
twameva bandhu scha sakha twameva

Jinke hirdaya sri ram base
un aur ko naam liyo na liyo

koi mange kanchan si kaya
koi maang raha prabhu se maaya
koi punya karen koi daan karen
koi daan ka roz bakhan kare
jin kanyadhan ko daan diyo
un aur ko daan diyo na diyo

koi ghar mein baitha naman kare
koi hari mandir mein bhajan kare
koi ganga jamuna snaan kare
koi kashi jaake dhyan dhare
jin maat pita ki sewa ki
un teerath snaan kiyo na kiyo

Ali re mere naina baan padi

Listen to ali re mere naina baan padi

Lyrics-

ali re mere naina baan padi

kab ki thadi panth niharun
apne bhavan khadi

chitta chadhi mere madhuri murat
ur bich aan adi

meera giridhar haanth bikani
log kahen bigadi

Ghanshyam hridaya ke aangan mein kab aaoge

Listen to ghanshyam hridaya ke aangan mein kab aaoge

Lyrics-

ghanshyam hridaya ke aangan mein kab aaoge
kab apni daya ka sheetal jal barsaao ge

radha gopi ke jeevan dhan
man ko bana lo mere vrinda
kab mere man mein jyoti jagane
jyoti jagane aao ge

tum giridhar meerabai ke
tum saanwariya ho narsi ke
ab kab meri jeevan naiya
naiya paar lagao ge

Eri main to prem diwani (b'ful meerabai song)

Listen to Eri main to prem diwani

Lyrics-

Eri main to prem diwani
mera dard na jaane koi

ghayal ki gati ghayal jaane
jo koi ghayal hoye
jauhari ki gati jauhari jaane
kije na jauhari hoye

suli upar sej humari
sovan kis vidhi hoye
gagan mandal par sej piya
kis vidhi milna hoye

dard ki maari ban ban dolun
vaidya mila nahi koye
meera ki prabhu peer mite gi
jab baidya saanwariya hoye

Maati kahe kumhaar se

Listen to Maati kahe kumhaar se

Lyrics-

Maati kahe kumbhaar ko tu kya raunde mohe
ek din aisa hoye ga main raundungi tohe

aayen hain so jaayenge raja rank fakeer
ek singhasan chadhi chale ek bandhe janzeer

durbal ko na sataiye ja ki moti haaye
beena jeev ke swans so loh bhasma hoye jaaye

chalti chaki dekh ke diya kabeera roye
do patan ke beech mein baki bacha na koi

dukh mein sumiran sab karen sukh mein karen na koi
jo sukh mein sumiran

patta toota daal se le gayi pawan udayi
ab ke bichhade kab milenge door padenge jaaye

kabira aap thagaiye aur na thagiye koi
aap thage sukh upaje aur thage dukh hoye

Sumiran kar le mere mana re

Listen to Sumiran kar le mere mana re

Lyrics-

Sumiran kar le mere mana
teri beeti umar hari naam bina

koop neer bin dhenu ksheer bin
dharti meha bina
jaise taruvar phal bin heena
taise prani hari naam bina

deh naina bin raina chandra bin
mandir deep bina
jaise pundit ved vihina
taise prani hari naam bina

kaam kridh mad lobh vikaro
chhod jagat tu sant jana
kahe nanak suno bhagvanta
is jag mein koi nahi apna

Radhe radhe Govind Dhun(kirtan) by P D Jalota ji

Listen to Radhe radhe Govind Dhun by P D Jalota ji

Lyrics-

Radhe radhe Govind Gopal radhe (kirtan)

Monday 6 February 2012


50 Glorious Years of Popular Bhajans Volume 1







Ganapati vandana

Listen to ganapati vandana

Lyrics-

Vakrakund mahakaya suryakoti samaprabhah
Nirvighnam kurumein dev sarva kaaryeshu sarvada

Vaishnava jan to

Listen to Vaishnava jan to

Lyrics-

Vaishnav Jan to tene kahiye
Jay peer paraaye janney ray
Par dukkhey upkar karey teeyey, man abhiman na aaney ray
Sakal lokma Sahuney bandhey,
Ninda Na karye kainee ray
Baach kaachh, Man nischal Raakhey, dhan-dhan jananee tainee ray
Samdrishi nay trishna tyagee, par-stree jaynay mat ray
Vivihva thaki asatya na bolay, par-dhan nav jhaley haath ray
Moh maaya vyaayey nahin Jeynay, dridth vairagya jana manma ray
Ram nam shoom taalee laagee,
Sakal teerth seyna tanma ray
Vanloohee nay kapat rahit chhay,
Kaam, Krodh nivarya ray
Bhane Narsinhyo tainoo darshan karta kul ekotair taarya re

Jab janki nath sahaya

Listen to Jab janki naath sahaya

Lyrics-

Jab janki nath sahaya kare
tab kaun bigad kare nar tero
Suraj mangal som bhrigu sut
Budh aru guru vardayak tero
rahu ketu ke nahi gamyata
Sang sanishchar hoya uchero

Jamuna ke teer

Listen to Jamuna ke teer

Lyrics-

Jamuna ke teer kanha aao
ro ro pukare radha
mithi mithi bansiya bajao

Gaiya pukare tohen gwal pukare
bhul gayen kyun hume nand dulare
yasoda ke laal hume pyara pyara mukhada dikhao

Kadam ki chhaiyan gale mein baiyan
dale hum dolte thein
Lapak jhapak kar laaj bhara mera
ghunghat tum kholte the
Maakhan churaane wale
chori chori man ko na churaao

Bhajman Ram Rahim

Listen to bhajman ram rahim

Lyrics-

Alak ilahi ek hain naam dharaya doya
Raam rahim ek hain naam dharaya doya
Krishna karim ek hain naam dharaya doya
Kashi kaba ek hain ek ram rahim
maida ek pakwaan bahu baith kabira jeebh
Bhajman ram rahim ....
jo hi raam so hi rahim
jo hi krishna so hi karim
bhajman ram rahim

Pag ghungharoo baandh

Listen to pag ghungharooo baandh

Lyrics-

Pag ghoongharoo baandh kar naachi

Baap kahe meera bhayi baanwari
Log kahen kulnashini

Nis din barsat nain humare

Listen to nisdin barsat nain humare

Lyrics-

Nis din barsat nain humare
sada rahat paawas ritu humpe
jab se shyam sidhare
anjan thir na rahat akhiyan mein
kar kapol bhayen kaare
Kanchuki pat sukhat nahi kabahun
ur bich bahat panare

Ansu salil bhaye pag thake
Bahen jaat sit taare
Surdas ab dubat hai braj
kahen na let ubare

Payo ji maine

Listen to payo ji maine

Lyrics-

Payo ji maine ram ratan dhan payo
vastu amolik di mere satguru kirpa kar apnayo

Janam janam ki punji payi
jag mein sabhi gavayon

Kharche nahi ko chor na loote
din din badhat rahayo

sat ki naav khevatiya satguru
bhavsagar tar aayo

meera ke prabhu giridhar naagar
harash harash jas gaayo

Thumak chalat ram chandra

Listen to thumak chalat

Lyrics-


Thumak chalat ram chandra
baajat paijaniya

kilak kilak uthat dhave
girat bhumi latpataye
dhaya maat god let
dashrath ki raniya

anchal raj ang jhari
vividh bhanti so dulari
tan man dhan vaari vaari
kahat mridu vachaniya

vidwam se arun adhar
bolat mukh madhur madhur
subhag nasika mein charu
latkat latkaniya

tulasidas ati aanand
dekh ke mukharvind
raghuvar chhabi ke samaan
raghubar chhavi baniya

Main nahi maakhan khayo

Listen to main nahi maakhan khayo

Lyrics-

Maiya mori main nahi makhan khayo

Bhor bhayo gaiyan ke pachhe
madhuban mohi pathayo
char pahar bansivat bhatkyo
saanjh pade ghar aayo

Main balak bahiyan ko chhoto
chhika kehi bidhi payo
gwaL BAL SAB BAIR paden hain
barbas mukh laptayo

yah le apni lakuti kambaliya
bahut hi naach nachayo
surdas tab bihasi yasoda
lai ur kanth lagayo

Mere to giridhar gopal

Listen to mere to giridhar gopal

Lyrics-

More to giridhar gopal dusaro na koi
jaake sir mor mukut mero pati soyi
prabhu... sankh gada padma kanth maal hoyi
taat maat bandhu bhrat apna na koi
chhad dayi kul ki ghani kya karega koi
prabhu... asuvan jal sinchi sinchi prem beli boyi
dasi meera prabhu lagan lagi honi ho so hoyi

Chalo man ganga jamuna

Listen to chalo man

Lyrics-

chalo man ganga jamuna teer
ganga jamuna nirmal paani
sheetal hot shareer
bansi bajavat gaavat kanha
Snag liye balbeer
Mor mukut pitambar sohe
Kundal jhalkat dheer
Meera kahe prabhu giridhar naagar
charan kamal parseer

Ter mandir ka hoon deepak

Listen to ter mandir ka hoon deepak

Lyrics-

Tere mandir ka hoon deepak jal raha
Aag jeevan mein main bhar kar chal raha

kya tu mere dard se anjaan hai
teri meri kya nayi pehchan hai
jo bina paani batasa gal raha
Aag jeevan mein main bhar kar chal raha

Ek jhalak mujhko dikha de saanware
Mujhko le chal tu kadamb ki chhaon re
Oh re chhaliya kyun mujhe tu chhal raha
Aag jeevan mein main bhar kar chal raha

Main to kismat bansuri ki baachata
Ek dhun pe sau tarah se naachata
Aankh se jamuna ka paani dhal raha
Aag jeevan mein main bhar kar chal raha

Niras mein aas prabhu mera

Listen to niras mein aas prabhu mera

Lyrics-

Niras mein aas prabhu mera

dukh ke din se kyun dar jaaon
hansate hansate kyun na bitaun
kab tak meri duniya ko barbad karega andhera

Kabhi to aansu hansi banenge
kabhi to apne din bhi phirenge
kabhi to meri dard bhari raaton ka hoga sabera

yeh woh aas hai jo nahi toote
iska sahara kabhi na chhute
doobane walon ka bhi isne paar kiya hai beda

Man man ki gati nyari

Listen to man man ki gati nayri

Lyrics-

Ek man hai vaasana ka bhookha
ek man prem pujari

man man ki gati nyari nyari
ek man jaane apni khushi
ek man peer parayi
ek man hai swarath mein dooba
ek man par upkari

ek man mein paane ka laalach
ek man dena jaane
ek man hai abhiman ka parvat
ek man hai phulwari

Raghupati raaghava

Listen to raghupati raaghava

Lyrics-

Raghupati raaghava raja ram patitapavana sita ram