Saturday, 6 May 2017

Rafi Bhajans"Y"


Yaa Kah De Hum Insaan Nahin

Ya Kah De Hum Insaan Nahi



Lyrics -


ye kah de hum insan nahi
ye man ja tu bhagwan nahi
ye kah de hum insan nahi
ye kah de hum insan nahi
ye man ja tu bhagwan nahi
hum apni khushi se aaye nahi
ye man ja tu bhagwan nahi

hum apni khushi se aaye nahi
dunia me hume tu laye hai
dunia me hume tu laye hai
kyu dur teri hi chaye hai
ye sach hai agar to fir hamse
kya hum tere mehman nahi

khusiyo ki kabhi barsat na di

ye kah de hum insan nahi
ye man ja tu bhagwan nahi
ye gum ki dhup to di lekin

ye gum ki dhup to di lekin
kya apna koi arman nahi
khusiyo ki kabhi barsat na di
jo chain ki nind me kat jati

ghabrake kabhi dil kahta hai

aisi to kabhi ek rat na di
ye kah de hum insan nahi
ghabra ke kabhi dil kahta hai
ye man ja tu bhagwan nahi
acha hai agar hum mar jaye
ye kah de hum insan nahi
acha hai agar hum mar jaye
marna bhi to tere hath me hai
ye kam bhi kaise kar jaye
ye man ja tu bhagwan nahi
jina bhi koi asan nahi
ye man ja tu bhagwan nahi
ye kah de hum insan nahi



Ye To Allah Ko Khabar


Listen to ye to allah ko hai khabar


Lyrics -

Thagte dekhe hai lakho mulla
Karodo pandit hazaro sayane
Jo khub socha samjh me aaya
Khuda ki bate khuda hi jane
Aake duniya me basar kam karna hai jo kar
Aake duniya me basar kam karna hai jo kar
Saph niyat hai agar phir na anjam se dar
Jane padti hai kidhar uski rehmat ki nazar
Jane padti hai kidhar uski rehmat ki nazar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar
Dekhte dekhte kyu khel bigad jate hai
Dekhte dekhte kyu khel bigad jate hai
Kyu baharo me bhare bag ujad jate hai
Pyar se pala jinhe apna lahu de dekar
Usi dali se wohi phul bichhad jate hai
Kisi zalim ka bache,kisi zalim ka bache
Lute mazlum ka ghar, lute mazlum ka ghar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar
Wo jo chahe to bura waqt bhi tal sakta hai
Wo jo chahe to bura waqt bhi tal sakta hai
Wo hi kismat ki lakiro ko badal sakta hai
Jat apr uski bharosa hai to bande ek din
Rat ke sine se suraj bhi nikal sakta hai
Aadmi ko kya khabar, aadmi ko kya khabar
Uski manjil hai kidhar, uski manjil hai kidhar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar
Jane kis bhent me kis mod pe wo mil jaye
Jane kis bhetn me kis mod pe wo mil jaye
Teri ummid ki har ek kali khil jaye
Dil se nikli huyi fariyaad me wo takat hai
Wo jo sun le to pahado ka bhi dil hil jaye
Mangte rahna dua, mangte rahna dua
Hoga kis waqt asar, hoga kis waqt asar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar
Zulm ki aag me zalim ko jalaya usne
Zulm ki aag me zalim ko jalaya usne
Ek majdur ka ghar phir se basaya usne
Naam leta huya uska jo swali aaye
Uske darbar se hargij na wo khali jaye
Uske ghar der sahi, uske ghar der sahi
Nahi andher magar, jane padti hai kidhar
Uski rehmat ki nazar uski rehmat ki nazar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar.



Yehi Hain Duniya Teri Bhagwan


Listen to yehi hai duniya teri bhagwan


Lyrics -

yahi hai duniya teri bhagwan yahi hai duniya teri bhagwan
to lega na koi bhi tera naam to lega na koi bhi tera naam
to lega na koi bhi tera naam
yahi hai duniya teri bhagwan to lega na koi bhi tera naam
o ho sab or khuda ki o ho sab aur rain ho tera
ja re dekh liya jag tera ja re dekh liya jag tera
o ho sab or khuda ki o ho sab aur rain ho tera
ja re dekh liya jag tera ja re dekh liya jag tera
arey bhagwan bade bhagwan are bhagwan bade bhagwan
o ho ye majburi o ho ye anyay o ho ye majburi o ho ye anyay
are bhagwan mite hum to rahega na nisha tera
yahi jo hota raha badnaam to lega na koi bhi tera naam
to lega na koi bhi tera naam
agar subho sham to lega na koi bhi tera naam
bhala kab tak saha jaye bhala kab tak saha jaye
bhala kab tak saha jaye bhala kab tak saha jaye
o bedardi o bedardi o bedardi o bedardi o bedardi
tujhe ek din lag na jaye kisi ki haye rahe ye zulm
arey bhagwan
to lega na koi bhi tera naam yahi hai duniya teri bhagwan
to lega na koi bhi tera naam to lega na koi bhi tera naam
are bhagwan bade bhagwan are bhagwan bade bhagwan




1 comments: