Saturday 6 May 2017

Rafi Bhajans "Z"



Zara saamne to aao chhaliye

Zara saamne to aao chhaliye

Lyrics -

Zara Samne to Aao Chhaliye, Chhup Chhup Chalne Mein Kya Raaj Hain, 
ara samne to aao chhaliye
Chhup chhup chhalne
Mein kya raz hai
Yun chhup na
Sakega paramatma
Meri atma ki ye aawaz hai
Zara samne to aao chhaliye
Chhup chhup chhalne
Mein kya raz hai
Yun chhup na
Sakega paramatma
Meri atma ki ye aawaz hai
Zara samne to aao chhaliye
Ham tumhe chahe
Tum nahi chaho
Aisha kabhi na ho sakta
Ham tumhe chahe
Tum nahi chaho
Aisha kabhi na ho sakta
Pita apne balak se bichhud ke
Sukh se kabhi na so sakta
Hame darne ki
Jag me kya bat hai
Jab hath me tihare meri laj hai
Yun chhup na
Sakega paramatma
Meri atma ki ye aawaz hai
Zara samne to aao chhaliye
Prem ki hai ye aag sajan jo
Idhar uthe aur udhar lage
Prem ki hai ye aag sajan jo
Idhar uthe aur udhar lage
Pyar ka hai ye taar piya jo
Idhar saje aur udhar baje
Teri prit pe bada hame naaz hai
Mere sar ka tu hi re sartaj hai
Yun chhup na
Sakega paramatma
Meri atma ki ye aawaz hai
Zara samne to aao chhaliye
Chhup chhup chhalne
Mein kya raz hai
Yun chhup na
Sakega paramatma
Meri atma ki ye aawaz hai
Zara samne to aao chhaliye.




Zara Mann Ki Kewadiya Khol, Sainyaa Tore Dware Khade


Listen to zara man ki kewadiya khol


Lyrics -


zara man ki kiwadiya khol, saiya tore dware khade
zara man ki kiwadiya khol, saiya tore dware khade
saiya tore, balma tore dware, o sajana tore dware khade
biraha ki raina, biraha ki rain
teri galiyo ke phere, teri galiyo ke phere
gori sun le balam ke bol, saiya tore dware khade
jogi ka rup liya pritam ne tere
jogi ka rup liya pritam ne tere
oo ho milana hai aaj tohe apne piya se
saiya tore, balma tore dware, o sajana tore dware khade
oo ho milana hai aaj tohe apne piya se
saiya tore, balma tore dware, o sajana tore dware khade
jane na bhed koi tere jiya ke
jane na bhed koi tere jiya ke
man man me sajaniya dol, saiya tore dware khade
jage hai bhag ab kahe ka rona
bigade na bat koi dhiraj na khona
bigade na bat koi dhiraj na khona
tera jivan bada anmol, saiya tore dware khade
jage hai bhag ab kahe ka rona
saiya tore, balma tore dware, o sajana tore dware khade
o zara man ki kiwadiya khol, saiya tore dware khade

Zara Rakhna Bharosa Bhagwan Mein


Listen to zara rakhna bharosa bhagwaan mein


Lyrics -


Zara rakhna bharosha
Bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Teri naiya chalegi tufan me
Ho tera danka
Bajega re jahan me
Ho tera jhanda udega
Tera jhanda udega
Aasman me ho ji
Ye dharam ka path hai rahi
Yaha rone ki hai manahi
Yaha sar ko hatheli par dharke
Chalta ja parbhu ke sipahi
Sahta ja sitam sahta ja jurm
Lut ta ja dharam ki shan me
Teri naiya chalegi tufan me
Zara rakhna bharosha
Bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Teri naiya chalegi tufan me
Ho tera danka
Bajega re jahan me
Ho tera jhanda udega
Tera jhanda udega
Aasman me ho ji
Kabhi dhup to kabhi chaya
Ye to hai parbhu ki maya
Ye khel hai bada purana
Jug jug se chalta aaya
Kato ki dagar par karle safar
Na rahega kabhi tu nuksan me
Teri naiya chalegi tufan me
Zara rakhna bharosha
Bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Teri naiya chalegi tufan me
Ho tera danka
Bajega re jahan me
Ho tera jhanda udega
Tera jhanda udega
Aasman me ho ji

Mat kar dukh se dil bhari
Na rahegi sada andhiyari
Tera koi na bigad sakega
Tera rakshak hai wo chakar dhari
Mat karna fikar tera
Parbhu hai jabar
Bada bal hai uske wardan me
Zara rakhna bharosha
Bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Teri naiya chalegi tufan me
Ho tera danka
Bajega re jahan me
Ho tera jhanda udega
Tera jhanda udega
Aasman me ho ji.


0 comments:

Post a Comment