Saturday 6 May 2017


Rafi Bhajans "S"



Saanwariya Bansiwala

Saanwariya Bansiwala


Lyrics -


Sawariya bansi wala nandlala
Matwala hai gokul ka ujiyala
Haye gokul ka ujiyala
Sawariya bansi wala nandlala
Matwala hai gokul ka ujiyala
Haye gokul ka ujiyala
Koi kahat hai krishn kanhaiya
Koi kahat hai dhenu charaiya
Koi kahat hai krishn kanhaiya
Koi kahat hai dhenu charaiya
Par lagane wala nandlala
Matwala hai gokul ka ujiyala
Haye gokul ka ujiyala
Haye gokul ka ujiyala
Sawariya bansi wala nandlala
Matwala hai gokul ka ujiyala
Haye gokul ka ujiyala
Koi kahat hai giridhar dhari
Koi kahat mohan banwari
Koi kahat hai giridhar dhari
Koi kahat mohan banwari
Par laga le.

Sab ke Jeevan Pran Adhar

Sab ke Jeevan Pran Adhar


Lyrics -

Sab ke jeevan pran adhaar karo tum vishwa ka kalyaan

hindu muslim sikh isai alag alag sab dharma banayi
jati pati ke bhed bhav se ujad raha sansaar

aapas mein katta marta hai karta kuchh na vichar
ek pita ke balak hum sab wahi hai jeevanhaar

bhed bhav sab man se mita kar bhai bhai sab mil kar
chamak uthe ga desh tumharaa tab hoga uddhhar

Sanchi Ho Jo Lagan


Listen to sanchi ho jo lagan


Lyrics -


Sanchi ho lagan jo man mein
Dukh dard mite pal chhin mein
Tera man to nirmal hai
Fir kahe pade uljhan mein
Sanchi ho lagan jo man mein
Dukh dard mite pal chhin mein
Mat neer baha tu udas na ho
Dhiraj na gawa yu nirasha na ho
Mat neer baha
Mat neer baha tu udas na ho
Dhiraj na gawa yu nirasha na ho
Teri peed mitegi bipda hategi
Aasha rakh jeevan mein
Sanchi ho lagan jo man mein
Dukh dard mite pal chhin mein
Jis maa ne hame hai janam diya
Us maa ki agar ho jaye daya
Jis maa ne hame
Jis maa ne hame hai janam diya
Us maa ki agar ho jaye daya
Mit jaye andhera aaye sawera
Aasha rakh jeevan mein
Sanchi ho lagan jo man mein
Dukh dard mite pal chhin mein.

Sanwariyan Bansiwala Nandlala Matawala Hain


Sanwariyan Bansiwala Nandlala


Lyrics -


Sawariya bansi wala nandlala
Matwala hai gokul ka ujiyala
Haye gokul ka ujiyala
Sawariya bansi wala nandlala
Matwala hai gokul ka ujiyala
Haye gokul ka ujiyala
Koi kahat hai krishn kanhaiya
Koi kahat hai dhenu charaiya
Koi kahat hai krishn kanhaiya
Koi kahat hai dhenu charaiya
Par lagane wala nandlala
Matwala hai gokul ka ujiyala
Haye gokul ka ujiyala
Haye gokul ka ujiyala
Sawariya bansi wala nandlala
Matwala hai gokul ka ujiyala
Haye gokul ka ujiyala
Koi kahat hai giridhar dhari
Koi kahat mohan banwari
Koi kahat hai giridhar dhari
Koi kahat mohan banwari
Par laga le.








Shyam Abhimani, O Shaym Abhimani

Listen to Shyam Abhimani


Lyrics -


Shyaam abhimaani
O shyaam abhimaani
Tum to bhae mathuraa ke
Raajaa roti rahi raadhaa raani
O deewani ari deewani
Raajaa huaa mai auro kaa
Lekin raadhaa mere mann ki raani
Achchhaa bataao saanvare
Kaahe chhodaa gokul gaanv re
Jis basi ke the sab baavare
Vo kar gai mann me ghaav re
Banate ho tum dino ke
Bandhu naari ki pidaa na jaani
Meri bansi me jitane git hai
Sab raadhaa ke manamit hai
Kab raadhaa alag hai shyaam se
Vo to jud gai hai mere naam se
Chandaa me jyoti sipi me
Moti saagar me jaise ho paani
Shyama niti ki baate chhod
Do dekho tute dil ko jod do
O kuchh aisi hi thi majaburiyaan
Jo badh gai apani duriyaan
Subah kaa bhulaa sadhyaa jo
Laute kahate hai sab usako gyaani
Shyaam abhimaani
O shyaam abhimaani


Raadha re kanhaa re
Raadha re kanhaa re raadha re.

Sree Ram Jai Ram


Sree Ram Jai Ram


Lyrics -


jai shri ram shri ram shri ram shri ram

jai jai raam jai shri ram
jai jai raam jai shri ram
do akshar ka pyara naam
do akshar ka pyara naam
ram ke japne se hi ban jate sab bigde kam
ram ke japne se hi ban jate sab bigde kam
jai jai raam jai shri ram
madhu katab do daityo ko
do akshar ka pyara naam
jai jai raam jai shri ram
do akshar ka pyara naam
sagar manthan me sabne kashyap roop banaya
maaya roop se mara
vedo ka uddhar kiya magan hua jag sara
hirnakashyap ko maar ke dharti
aapne pith madra jal parvat ka bhaar uthaya
prithvi ki raksha ke liye barah roop me aaye
do akshar ka pyara naam
jal ke upar laye
jai jai raam jai shri ram
do akshar ka pyara naam

jai jai raam jai shri ram
ko maar diya
bhakt parladh ki raksha ke liye
prabhu ne narsingh avtaar liya

parshuram avtar prabhu ka

abhimani atyachari hirnakashyap

bhimsen padh ke bali brahan roop virat kiya
prabhu ne uska uddhar kiya
bali ke sar pe pag dhar ke
parshuram avtar prabhu ka
treta yug me prabhu ne hi
jagat prishad kahlaye
jai jai raam jai shri ram
do akshar ka pyara naam
do akshar ka pyara naam
jai jai raam jai shri ram
sanhar kans ka karke jag ka santap
shri ram roop me janam liya
janak sabha me shiv ke dhanush ko
tod siya se bayah kiya
jab dvapar yug aayega avtar krishan
ka lenge prabhu
harenge prabhu
hoga kalsi avtar prabhu ka
jab jab ghar hinsa failegi
prabhu budh roop me aayenge
manav ko prem ahinsa ka
bhudam sharnam rakshami
prabhu bawan path padayenge

jai jai raam jai shri ram



jab ghor kalyug aaye
dharti pe adharm ki chaya kahi na rehne paye
jai jai raam jai shri ram
ram naam ke japne se hi
do akshar ka pyara naam
ram naam ke japne se hi

do akshar ka pyara naam

ban jate sab bigde kam

do akshar ka pyara naam
jai jai raam jai shri ram
do akshar ka pyara naam
do akshar ka pyara naam
jai jai raam jai shri ram

jai jai raam jai shri ram

jai jai raam jai shri ram

do akshar ka pyara naam



Sree Ramchandra Ashrit Parijatah


jai ragunandan jai siyaram


Lyrics -


Shri ramchandar aasrit parijatah
Samast kalyan gunabhiramah
 Sita mukham Guruchancharikah
Nirantarm mangal matanut
Jai raghunandan jai siyaram
Jai raghunandan jai siyaram
Hey dukh bhanjan tumhe pranam
Hey dukh bhanjan tumhe pranam
Jai raghunandan jai siyaram
Jai raghunandan jai siyaram
Bhat bhat ko hai parmeshawar
Shneh tumhi sikhlate
Bhat bhat ko hai parmeshawar
Shneh tumhi sikhlate
Nar nari ke prem ki jyoti
Jag me tumhi jalate
Ho naiya ke khewan hare
Japu mai tumharo naam
Jai raghunandan jai siyaram
Jai raghunandan jai siyaram
Tumhi daya ke sagar prabhu ji
Tum hi palan hare
Chain tumhi se paye bilkal
Manwa sanjh sakare
Jo bhi tumhari aash lagaye
Jo bhi tumhari aash lagaye
Bane usi ke kam
Jai raghunandan jai siyaram
Jai raghunandan jai siyaram.



Sun E Dharthi Gagan Paatal Meri Binati Sakega Nahin Taal


Sun E Dharthi Gagan Paatal 


Lyrics -


Sune dharti gagan patal
Meri binti sakega nahi tal
Meri sakshi ka aaya hai sawal
Tujhe chalna padega gopal
Sune dharti gagan patal
Meri binti sakega nahi tal
Meri sakshi ka aaya hai sawal
Tujhe chalna padega gopal
Sun re kanhaiya sabki naiya
Aaj padi majdhar mein
Sun re kanhaiya sabki naiya
Aaj padi majdhar mein
Apna mandir chhodke chal
Insano ke darbar mein
O waha jhut ne chali hai aisi chal
Tujhe chalna padega gopal
Aankho dekhi baat agar
Tu jag ko na batlayega
Aankho dekhi baat agar
Tu jag ko na batlayega
Agar pada main jhuta to
Tu bhi jhuta kahlayega
O aaj laaz tu hi apni sambhal
Tujhe chalna padega gopal
Aisi ghadi mein tu jo agar na
Aaya mere kaam re
Phir teri meri tutegi
Kabhi na lunga naam re
Meri laaz ka daman tune
Aaj liya na tham re
Mera to kuch na bigdega
Tu hoga badnam re


Chal dene gawahi gopal
Aaj mandir se lunga nikal
Chal dene gawahi gopal
Aaj mandir se lunga nikal
Tujhe chalna padega gopal
Tujhe chalna padega gopal
Tujhe chalna padega gopal.

Suniyo Araj Hamari, Prabhuji,


Suniyo araz huamri


Lyrics -


suniyo araj hamaari prabhuji
suniyo araj hamaari
duniyaa ki is bhari sabhaa mein
rakhiyo laaj muraari
suniyo araj hamaari
jal ke raakh hui re kaanhaa bhakto ki madhushaalaa
tod diyaa adhe haathon ne raam naam ka pyaalaa
suniyo araj hamaari prabhuji
dhamr ki aankhe andhi ho gayi pujaa ho gayi sasti
suniyo araj hamaari
paap ke mandir nis din banate jhut ki gagaa bahati
aas milan ki janam janam tak phir bhi rahe kunvaari
suniyo araj hamaari prabhuji
suniyo araj hamaari
har man me tum base hue ho jaane ye sasaari
suniyo araj hamaari
suniyo araj hamaari prabhuji

Suno Seeta Ki Kahani 


Suno seeta ki kahani


Lyrics -


Bol gayi dharti ki kaya
Papa gayo aakal
Bina dosh ke sita ko
Jab ram gayo vanvas
Suni sita ki kahani ke
Wo mahlo ki rani
Chhod ghar bar gayi
Vanvas kisi ne kadar na jani
Suni sita ki kahani
Ke wo mahlo ki rani
Chhod ghar bar gayi
Vanvas kisi ne kadar na jani
Dagar dagar bhatke
Vanvas pag pag thokar khaye
Bhukhi pyasi phire ho
Van me man me pir chhupaye
Pad gaye chhlae pavo
Me do nayan kamal murjhaye
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Pad gaye chhlae pavo
Me do nayan kamal murjhaye
Nayan kamal murjhaye
Kaise sune ye katha
Koi kaise koi sunaye
Ram siyaram siyaram
Ram siyaram siyaram
Kaise sune ye katha
Koi kaise koi sunaye
Chhalak pade nayan ki gagri
Cham cham barse pani re
Cham cham barse pani
Suni sita ki kahani
Ke wo mahlo ki rani
Chhod ghar bar gayi
Vanvas kisi ne kadar na jani
Dekho duniya walo
Sita sati ki prit mahan
Sati sita ki prit mahan
Jisne diya vanvas
Usi ke hi karti gungan
Usi ke hi karti gungan
Kahe parbhu se kuch
Mangu to mangu ye vardan
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Kahe parbhu se kuch
Mangu to mangu ye vardan
Mangu ye vardan
Apne pati ke charno
Me hi nikle mere paran
Ram siyaram siyaram
Ram siyaram siyaram
Apne pati ke charno
Me hi nikle mere paran
Ram siyaram siyaram
Ram siyaram siyaram
Apne pati ke charno me
Hi nikle mere paran.





Suraj Ghoome Chandra Ghoome 

suraj ghume chandra ghume


Lyrics -


suraj ghume chandra ghume ghume gagan tara
ghume gagan tara suraj ghume
ghume jagat sara suraj ghume
naino ki putli me ghume jagat sara
rituo ka chakkar ghume ghume dhara pyari
rituo ka chakkar ghume rituo ka chakkar ghume
ban kar phulwari
ghume dhara pyari matti ki maya ghume
matti ki maya ghume ban kar phulwari
suraj ghume chandar ghume ghume gagan sara
ghume pal vipal sakal gin gin man hara
gin gin man hara suraj ghume

aaya aaya aaya aaya
ghume gagan sara suraj ghume
aaya ritu raj aaj aaya ritu raj aaj
sundar kabhi rup madhur bali bali balihari
aaya ritu raj aaj aaya ritu raj aaj



0 comments:

Post a Comment