Friday, 5 May 2017


Rafi Bhajans "N"



Na jaiyo radhe chhedenge shyam

Na Jaiyo Radhe Chhedenge Shyaam

Lyrics -

Na jaiyo radhe chhedenge shyam
Na jaiyo radhe chhedenge shyam
Panghat pe kho jayegi gokul
Me ho jayegi tu badnaam
Na jaiyo radhe chhedenge shyam
Na jaiyo radhe chhedenge shyam
Gagri bachaye ke tu manwa sambhale
Gagri bachaye ke tu manwa sambhale
Naina churaye ke tu ghunghata nikale
Naina churaye ke tu ghunghata nikale
Tham tham ke chalna tera
Girna sambhalna tera aaye na kam
Na jaiyo radhe chhedenge shyam
Na jaiyo radhe chhedenge shyam
Bansi ki dhun pe tohe chhaliya pukare
Bansi ki dhun pe tohe chhaliya pukare
Paniya bharan ko aaja jamana kinare
Paniya bharan ko aaja jamana kinare
Kuchh der to jayegi bato me ho jayegi
Subha se sham
Na jaiyo radhe chhedenge shyam
Na jaiyo radhe chhedenge shyam

Naam Hari Ka, Jee Se Pyara


Naam Nahin, Koi Dhaam Nahin



sun lo purab paschhim uttar dakshin ke ae logo
jivan sabke liye saja hai, hasate hasate bhogo
kya raja kya rank yaha pe, sab hai ek saman
nam nahi koi dham nahi, hai number se pehchan
nam nahi koi dham nahi, hai number se pehchan
bhasha ko diwar banake, kyu tu bair kamaye
kya raja kya rank yaha pe, sab hai ek saman
nam nahi koi dham nahi
kya raja kya rank yaha pe, sab hai ek saman
bol pyar ki boli aisi, gair tera ho jaye
bhasha ko diwar banake, kyu tu bair kamaye
dil ki bhyasha sab ki bhasaha, jan le o anjan
bol pyar ki boli aisi, gair tera ho jaye
bura na dekho, bura na bolo, bura suno na bhai
nam nahi koi dham nahi, hai number se pehchan
kya raja kya rank yaha pe, sab hai ek saman
sab dharmo ka yahi hai maksad, yahi to hai sachchayi
nam nahi koi dham nahi
kya raja kya rank yaha pe, sab hai ek saman
bura na dekho, bura na bolo, bura suno na bhai
sab dharmo ka yahi hai maksad, yahi to hai sachchayi
chahe gita bibal padhalo, chahe granth kuran
kok se tune janam liya hai, maut ki god mein sona
nam nahi koi dham nahi, hai number se pehchan
kya raja kya rank yaha pe, sab hai ek saman
josh mein aake bhul gaya tu, tu hai ek khilauna
nam nahi koi dham nahi
josh mein aake bhul gaya tu, tu hai ek khilauna
kok se tune janam liya hai, maut ki god mein sona
nam nahi koi dham nahi
kandhe chadh ke jayega, nirbal ho ya balwan
kya raja kya rank yaha pe, sab hai ek saman
nam nahi koi dham nahi, hai number se pehchan
kya raja kya rank yaha pe, sab hai ek saman
Naam raam se jayada bhai

Naam Ram Se Zyada Bhai


Naam raam se jayada bhai
Naam raam se jayada
Sagar upar pathar tare
Raghuwar ko likhe ja
Sagar upar pathar tare
Raghuwar ko likhe ja
Raam naam ki dhum uthi
Jab jungle hua matka
Raam rahim se dur nahi hai
Ye jo hai to vo bhi hai
Naam raam se jayada bhai
Naam raam se jayada
Sagar upar pathar tare
Raghuwar ko likhe ja
Naam liya jab raam milega
Jamhi hua raaji
Naam liya jab raam milega
Jamhi hua raaji
Kahat kabira sun bhai sadho
Bankut ma bas baji
Kahat kabira sun bhai sadho
Bankut ma bas baji
Bankut ma bas baji
Naam raam se jayada bhai
Naam raam se jayada
Sagar upar pathar tare
Raghuwar ko likhe ja
Sagar upar pathar tare
Raghuwar ko likhe ja.

naiya ka meri tuhi khivaiya

Naiya Ka Meri Tu Hi Khivaiyya 



naiya ka meri tuhi khivaiya
tuhi khivaiya khivaiya
naiya ka meri tuhi khivaiya
den da’yal tu karishan kanheiya
naiya ka meri tuhi khivaiya
naiya ka meri tuhi khivaiya
tuhi khivaiya khivaiya
mai kahu dukh ko sukh me badal de
dukh ko uthalu itna bal the
mai kahu dukh ko sukh me badal de
dukh ko uthalu itna bal the
ho girdar parvat ke utheiya
ho girdar parvat ke utheiya
naiya ka meri tuhi khivaiya
naiya ka meri tuhi khivaiya
tuhi khivaiya khivaiya

jag tukraye sab lut jaye
fir bhee man meraa tere gun gaye
jag tukraye sab lut jaye
fir bhee man meraa tere gun gaye
ho geta ke amar gavaiya
naiya ka meri tuhi khivaiya
naiya ka meri tuhi khivaiya
tuhi khivaiya khivaiya
Narayan ki isi murti se hoga

Narayan Ki Isi Murti Se Hoga


Narayan ki isi murti se hoga
Dharti ka udhar
Dasho disha mein gunj uthegi
Govinda ki madhur pukar
Govinda ki madhur pukar
Govinda jai govinda
Govinda jai govinda
Shri devi chrjir puri mein
Var lakshmi dengi vardan
Hoga dharti ka kalyan
Govinda jai govinda
Govinda jai govinda
Mangha pur mein mangal dayini
Padmavati se abhyam milega
Dur hategi ghta dukho ki
Jag mangl ka suman khilega
Govinda jai govinda
Govinda jai govinda
Puny murti vatula ko kitna
Pawn prabhu se man mila
Vasul mal bankar lahrati
Parm bhagti ka phul khila
Govinda jai govinda
Balaji ka darsan pakar
Punyvan honge sansari
Jayegi jag ki andhyari
Govinda jai govinda
Patito ko pawn kar dete
Jivan me dete sanman
Danv ko manv ka jivan
Dete balaji bhagwan
Sutrbhat darshn var pake
Dhany hogya ye bala
Yug yug tak ab iske kul ka
Hai balaji rakhwala
Ye hai tirupati dash
Yahi hai ish dharti ka savrag nirala
Balaji bhagwan yahi par
Denge jivan ka ujyala.




0 comments:

Post a Comment