Friday, 5 May 2017

Rafi Songs "K"



Kahe ko bisara hari naam 


Lyrics -



Maati ke putale kahe ko bisara hari naam 

haad taan ka tan tera aaj hai kal na raihe 
hathi ghoda maal khajana koi na sath jaiye 
roop rang ke tadak bhadak ye nahi lagegi kaam

Kab tak tu bhagwan se




Lyrics -


Kab tak tu bhagwan se
Tu apna aap chhupayega
Tera likha ek din tere samane aayega
Kab tak tu bhagwan se
Tu apna aap chhupayega
Tera likha ek din tere
Samane aayega samne aayega
Jo sagar ke andar
Sipi deep chhupaye moti
Dekh rahi hai logo us malik ki jyoti
Jo sagar ke andar
Sipi deep chhupaye moti
Dekh rahi hai logo us malik ki jyoti
Are us malik ki jyoti
Jag ke bedi kya bande se
Dhokha khayega
Tera likha ek din
Tere samane aayega
Kab tak tu bhagwan se
Tu apna aap chupayega
Tera likha ek din tere
Samane aayega samne aayega
Jiski marji bin o murkh
Hil na paye tinka
Lekh likha hai pass usi ke
Tere ek ek din ka
Jiski marji bin o murkh
Hil na paye tinka
Lekh likha hai pass usi ke
Tere ek ek din ka
Tere ek ek din ka
Kaha tu uski najaro se
Bach ke jayega
Tera likha ek din
Tere samane aayega
Kab tak tu bhagwan se
Tu apna aap chupayega
Tera likha ek din tere
Samane aayega samne aayega

Kabira roye ya muskaaye


Lyrics -


Kabir khada bazar mein
Sab ki mange khir
Na to kisi se dosti
Na to kisi se bair
Ek jagah phul khile aur
Khilate hi mujhaye
Ek jagah phul khile aur
Khilate hi mujhaye
Is do rangi duniya ka raaj
Samjh na aaye
Kabira roye ya muskaaye
Kabira roye ya muskaaye
Arey ho ho ho
Ek dhan vale bazigar ne
Mahal ko banvaya
Jis nirdhan karigar ne
Apna khoon pilaya
Mehnat ke badale me usne
Hath apne katvaye
Kabira roye ya muskaaye
Kabira roye ya muskaaye
Arey ho ho ho
Chir ke is dharti ka sina
Bij kisi ne boya
Na din ko aaram kiya na
Raat ko palbhar soya
Khet pake to uske dane
Aur koi kha jaye
Kabira roye ya muskaaye
Kabira roye ya muskaaye
Arey ho ho ho
Badi purani ho gayi duniya
Aao ise jala de
Jal jaye to rakh se is ki
Dunia nayi basa de
Sab ka sathi is duniya ka
Har banda kahlaye
Kabira dekh dekh muskaaye
Kabira dekh dekh muskaaye
Kabira dekh dekh muskaaye.



kaha chhupe ho raja ram aaja ram


Lyrics -


nam tumhara hum ratte hai
man bhakat ka tum rahkte ho
aaj bcha ke suhaag sati ka
kaha chhupe ho raja ram aaja ram
mera vachan nibha sakte ho
dipak bujha jala ja ram
dipak bujha jala ja ram
kaha chhupe ho raja ram aaja ram
nar nari se hai sansar ek bina duja bekar
pati us par sati is par kaise par kare majhdar
nar nari se hai sansar ek bina duja bekar
pati us par sati is par kaise par kare majhdar
roko inhe nahi jane do apne ghar ko fir aane do
chhutta sath milaja ram dipak bujha jala ja ram
kaha chhupe ho raja ram aaja ram
do din to tum ithlane do teri daya par itrane do
dipak bujha jala ja ram
roko inhe nahi jane do apne ghar ko fir aane do
do din to tum ithlane do teri daya par itrane do
mera wachan nibhaja ram aaja ram
jai ram jai ram jai ram jai ram jai ram jai ram
dipak bujha jala ja ram
kaha chhupe ho raja ram aaja ram
ram raja ram ram ram jai jai ram ram
dipak bujha jala ja ram
raja ram raja ram raja ram jai ram jai ram jai ram
jai ram jai jai ram jai jai ram jai ram jai ram
jai ram jai ram jai ram raja ram raja ram raja ram
jai ram jai ram jai ram raja ram raja ram raja ram
raja ram raja ram raja ram jai ram jai ram jai ram
raja ram raja ram raja ram
jai ram jai ram jai ram raja ram raja ram raja ram
kaha gayi bhagwan bata do



Lyrics -

  

kaha gayi bhagwan bata do
karke suni kaya
meri bichad gayi hai chaya
meri bichad gayi hai chaya
bhatak raha hu rah dikha do
kaha gayi bhagwan bata do

manzil tak mujhko pahucha do
bhatak raha hu rah dikha do
bujha na dena tufano me
meri bichad gayi hai chaya
bujha na dena tufano me
man ka diya jalaya
meri bichad gayi hai chaya
nain diye par dekh na paya
kaha gayi bhagwan bata do
nain diye par dekh na paya
apna sab kuch aap lutaya
meri bichad gayi hai chaya
pathar ko mai samjha moti
pathar ko mai samjha moti
meri bichad gayi hai chaya
heere ko thukraya
khali hath na lauta dena
kaha gayi bhagwan bata do

ujda jiwan kismat ruthi
haye ujda jiwan kismat ruthi
ghayal man aashaye tuti
kaha gayi bhagwan bata do
khali hath na lauta dena
aasha lekar aaya
meri bichad gayi hai chaya
meri bichad gayi hai chaya







kaha tera insaf hai 



Lyrics -



jaag aankhe khol chup kyu hai bol
mere bhagwan ye kya ho raha hai
kaha tera insaf hai kaha tera dastur hai
mere bhagwan ye kya ho raha hai
main to hu majbur o bhagwan
kaha tera insaf hai kaha tera dastur hai
kaha tera insaf hai kaha tera dastur hai
main to hu majbur o bhagwan kya tu bhi majbur hai
kaha tera insaf hai kaha tera dastur hai
aisa zulm hua to hogi teri bhi ruswai
sab kahte hai tune har abla ki laaz bachai
aaj hua kya tujhko tere naam ki ram duhai
main to hu majbur o bhagwan kya tu bhi majbur hai
teri bhi ruswai
aankho me aansu bhare hai dil bhi gam se chur hai
kaha tera insaf hai kaha tera dastur hai
kaha tera insaf hai kaha tera dastur hai
bikte hai sansar me insa bhi bazar me
kaha tera insaf hai kaha tera dastur hai
kaisa atyachar hai shadi ya vayopar hai
daulat me sab zor hai dharam bada kamjor hai
duniya ki ye rit hai bas paise ki jit hai
mere samne aaye wo ye vishwash dilaye wo
aisa agar nahi hai to sach bhagwan kahi hai to
sach bhagwan kahi hai to
mere samne aaye wo ye vishwash dilaye wo
mere samne aaye wo ye vishwash dilaye wo
mere samne aaye wo ye vishwash dilaye wo


Krishna Krishna Man Mohana




Lyrics -


Raam koi bolai raam raam 
koi khudhaae koi saevai guseeaa koi alaahi 
kaaran karan kareem kirapaa dhhaar 
reheem koi naavai theerathh
 koi haj jaae koi karai poojaa 
koi sir nivaae koi parrai baedh 
koi kathaeb koi oudtai neel 
koi supaedh koi kehai thurak
 koi kehai hindhu koi baashhai bhisath 
koi suragindhoo kahu naanak
 jin hukam pashhaathaa prabh saahib kaa
 thin bhaedh jaathaa koi bolai raam raam 
koi khudhaae koi saevai guseeaa 
koi alaahi kaaran karan kareem

Koi bhor ko jaye re koi sham ko


Lyrics -


Koi bhor ko jaye re koi sham ko
Koi bhor ko jaye re koi sham ko
Jab tak sans hai sumir le
Radhe shyam ko koi bhor
Ko jaye re koi sham ko
Mitti me mitti mile
Na rahe naam bhi
Pancho pandav na rahe
Chal diye ram bhi
Mitti me mitti mile
Na rahe naam bhi
Pancho pandav na rahe
Chal diye ram bhi
Chalo koi bhi rashta
Sab rashte jaye param kam ko
Koi bhor ko jaye re koi sham ko
Koi bhor ko jaye re koi sham ko
Mere marne se agar
Koi bache pap se
Mujhko phir mamta
Hogi kyu apne aap se
Mere marne se agar
Koi bache pap se
Mujhko phir mamta
Hogi kyu apne aap se
Aaye ho jiske liye
Pura to karlo usi kam ko
Koi bhor ko jaye re koi sham ko
Koi bhor ko jaye re koi sham ko
Jisne diya hai janam
Hame wahi mare
Marte kisi se nahi uske dulare
Jisne diya hai janam
Hame wahi mare
Marte kisi se nahi uske dulare
Jab tak hai pran tan me
Mai to pukaru radhe shyam ko
Mai to pukaru radhe shyam ko
Radhe shyam radhe
Shyam radhe shyam
Radhe shyam radhe
Shyam radhe shyam.

Kaun raha hai kaun rahega



Lyrics -


Apne liye jiye tum
Jamane mein kya jiye
Jina wahi hai jo ho kisi aur ke liye
Kaun raha hai kaun rahega
Duniya aani jani
Rahta naam usi ka jisne
Di hai kuchh kurbani
Kaun raha hai kaun rahega
Duniya aani jani
Rahta naam usi ka jisne
Di ho kuchh kurbani
Mard wahi jo jurm ke aage
Sar na kabhi jhukaye
Mard wahi jo jurm ke aage
Sar na kabhi jhukaye
Jo auro ke dukh ki khatir
Apni jan lutaye
Dur hatega jaise koi
Uski yaad suhani
Rahta naam usi ka jisne
Ki ho kuchh kurbani
Kaun raha hai kaun rahega
Dunia aani jani
Rahta naam usi ka jisne
Di ho kuch kurbani
Sochna tune kurbani ka
Kya badla hai paya
Sochna tune kurbani ka
Kya badla hai paya
Wahi bahut hai tu duniya mein
Kam kisi ke aaya
Bacha bacha padhega ek din
Teri prem kahani
Rahta naam usi ka jisne
Di ho kuchh kurbani
Kaun raha hai kaun rahega
Dunia aani jani
Rahta naam usi ka jisne
Di ho kuchh kurbani 

Karam nahi mit ta



Lyrics -


Karam nahi mit ta
Dharam nahi bikta
Hazaro adchane
Ho badho re
Jagao kan kan ko
Hazaro janman ko
Badho re ho badho re
Ho karam nahi mit ta
Ho dharam nahi bikta
Mashal bankar tu
Andheri raho ko
Ujala deta ja
Ujala mita de hasti ko
Wo pahoche mazil ko
Badho re ho badho re
Ho karam nahi mit ta
Ho dharam nahi bikta
[http://www.lyricsming.com]
Naya ek majahab ho
Bana le jag aisa
Nayi ek duniya ho
Deewane watan ki puja ho
Praja hi raja ho
Badho re ho badho re
Ho karam nahi mit ta
Ho dharam nahi bikta
Ho karam nahi mit ta
Ho dharam nahi bikta.






Lyrics -

Kahi chaman khila diya
Kahi dhua uda diya
Dil mein jo aya apne kiya
Paap kiya ya punay kiya
Humse na puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Dil mein jo aya apne kiya
Paap kiya ya punay kiya
Humse na puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Dil mein jo aya apne kiya
Paap kiya ya punay kiya
Hum raho ke raja
Sahjade galiyo ke
Hum kate rakhwalo
Phulo ke kaliyo ke
Hum kate rakhwalo
Phulo ke kaliyo ke
Zulm kiya sitam kiya
Humne use khatam kiya
Dil mein jo aya apne kiya
Paap kiya ya punay kiya
Humse na puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Dil mein jo aya apne kiya
Paap kiya ya punay kiya
Hum barso ke sangi
Dukh sukh ke sathi hai
Sachayi ek deepak
Hum uski bati hai
Sachayi ek deepak
Hum uski bati hai
Rahenge sath marenge sath
Dam tute to chute hath
Dil mein jo aya apne kiya
Paap kiya ya punay kiya
Humse na puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Dil mein jo aya apne kiya
Paap kiya ya punay kiya

Kahe dunde ram ko dharti gagan me



Lyrics -


kahe dunde ram ko dharti gagan me
kahe dunde ram ko dharti gagan me
ram ko tu dekh le apne hi man me apne man me, kahe dunde
ram ko tu dekh le apne hi man me
ram hi muskate hai un phulo ki muskan me
phul jo chdaye charno me bhagwan ke
kahe dunde kahe dunde ram ko dharti gagan me
ram daras ke pyase jo ram base un nayanan me
ram base un nayanan me
hath me jo rekhaye bagy ki
path andhiyare me dikhate parbhu ram hi
deep ki lo banke jagmagate parbhu ram hi
jiski kirno se khilti dharti pe dhup hai
ram hi ram chhupe unme ram hi ram chhupe unme
kahe dunde kahe dunde ram ko dharti gagan me
kahe dunde kahe dunde ram ko dharti gagan me
aur kuch nahi vo suraj ram ka hi vo roop hai
sham salone ram hi base chanda roopi darpan me
chanda roopi darpan me
kahe dunde kahe dunde ram ko dharti gagan me
kyu itni adir hai tu ram ke milan ko
ram ka hi roop hai tu dekh apne tan ko
daso disaye ram mayi hai ram hai jag ke kan kan me
ram jai jai ram jai jai ram raja ram
ram ko tu dekh le apne hi man me apne hi man me
kahe dunde ram ko dharti gagan me
ragupati ragav raja ram patit pawan sita ram
ram jai jai ram jai jai ram raja ram
ragupati ragav raja ram patit pawan sita ram
ragupati ragav raja ram patit pawan sita ram
sita ram sita ram patit pawan sita ram
ragupati ragav raja ram patit pawan sita ram
sita ram sita ram patit pawan sita ram
ragupati ragav raja ram patit pawan sita ram
Kitna badal gaya bhagwan



Lyrics -


Dekh tere bhagwan ki
Haalat kyaa ho gayi insaan
Kitna badal gaya bhagwan
Kitna badal gaya bhagwan
Saani bole shaitaan
Dekh tere bhagwan ki
Haalat kyaa ho gayi insaan
Kitna badal gaya bhagwan
Kitna badal gaya bhagwan
Bhookhon ke ghar
Mein deraa na daale
Sethon ka ho mehmaan
Theekh hai bhagwan
Kitna badal gaya bhagwan
Kitna badal gaya bhagwan
Unhin ki pooja prabhu ko pyaari
Jinke ghar laxmi ki sawaari
Jinkaa dhandhaa chor baazaari
Unhin se khush hai brij bihari
Ham ko de bhookh aur bekaari
Inko den wardaan
Kitna badal gaya bhagwan
Kitna badal gaya bhagwan
Dekh tere bhagwan ki
Haalat kyaa ho gayi insaan
Kitna badal gaya bhagwan
Kitna badal gaya bhagwan
Sunkar is paapi ko taano
Sunkar is paapi ko taano
Badal na leejo apno thikaano
He bhagwan
He bhagwan
Mhaaro thaaro prem puraano
Mhaaro thaaro prem puraano
Ham hain thaile tum ho khazaano
Bharte rahiyo daas ki
Jholi dete rahiyo daan
Tumhaari jay jay ho bhagwan
Tumhaari jay jay ho bhagwan
Ho kitna badal gaya bhagwan
Kitna badal gaya bhagwan
Dhan waale hain bade machhandar
Sone ke banwaaye mandar
Bhagwan rahte inake andar
Khari khari kahtaa hai kalandar
Jaa be bandar
Ban baitha hai is duniyaa
Mein dharam se dhan balwaan
Kitna badal gaya bhagwan
Kitna badal gaya bhagwan
Dekh tere bhagwan ki
Haalat kyaa ho gayi insaan
Kitna badal gaya bhagwan
Kitna badal gaya bhagwan
Bhookhon ke ghar
Mein phera na daale
Sethon kaa ho mehmaan
Kitna badal gaya bhagwan
Kitna badal gaya bhagwan
Jay bhagwan jay bhagwan
Kitna badal gaya bhagwan
Kitna badal gaya bhagwan
Jay bhagwan jay bhagwan



0 comments:

Post a Comment