Friday, 18 July 2014

Ganapati bhajans 







Jai ganesh jai mahadeva(Beautiful bhajan)





Lyrics -

Jeene ka sabak seekha sai ke phakiron se
taqdeer jhalakti hai hathon ki lakeeron se

Jai ganesh jai mahadeva jai ganesh jai mahadeva
dukhiyan pe kirpa karo kare teri sewa

Om namo namo namo namo namah

maata jaki paarvati pita mahadeva
jo paar kare naiya woh paarvati maiya
jo bhagya banata hai mahadev kehlata hai
maata jaki parvati pita mahadeva

koi laaya phool yahan
koi laaya phoolon ki maala


Shree Ganeshay Dheemahi



Lyrics -

Gananayaka Ganadaivataya Ganadaksha Yadhimahi
Guna Shariraya Guna Manditaya Guneshanay Dhimahi
Gunaditaya Gunadhishaya Guna Pravishtaya Dhimahai
Ekadantaya Vakratundaya Gauri Tanahaya Yadhi Mahi
Gajeshanaya Bhalchandraya Shree Ganeshaya Dhimahi

Gaanachaturaya Ganaapranaya Gaanantaratmane 
Gaanot SukhayGaanamattaya Gannott Sukha Mana Se
Guru Pujitaya, Guru Daivataya, Guru Kulasthaine 
Guru Vikramaya, Guiyya Pravaraya Gurave Guna Gura Ve
Gurudaitya Kalakchetre, Guru Dharma Sada Rakdhyaya
Guru Putra Paritratre Guru Pakhand Khand Khaya

Geet Saraya, Geet Tatvaya Geet Kotraya Dhimahi
Gudha Gulfaya, Gandha Mattaya Gojaya Pradaya Dhimahi 
Gunaditaya Gunadhishaya Guna Pravishtaya Dhimahai
Ekadantaya Vakratundaya Gauri Tanahaya dhiMahi
Gajeshanaya Bhalchandraya Shree Ganeshaya Dhimahi


Granta Geetaya Granta Geyaya Grantanta Ratamane 
Geeta Leenay Geetaa Shrayaya Geetavadya Vadya Padave, 
Dheya Charitaya Gaya GavarayaGandharvapri Krupe 
Gayakadhina Vighra Haya Gangajala Pranayavate
Gauri Stanamadhaya Gauri Hridaya Nandanaya
Gaur Bhanu Sukhaya Gauri Ganeshwaraya
Gauri Pranyaya Gauri Pravanaya Gaur Bhavaya Dhimahi
Ohasa Hastraya Gowardanaya Gopa Gopaya Dhimahi
Gunaditaya Gunadhishaya Guna Pravishtaya Dhimahai
Ekadantaya Vakratundaya Gauri Tanahaya Yadhi Mahi
Gajeshanaya Bhalchandraya Shree Ganeshaya Dhimahi

SukhaKarta DukhaHarta Aarti 


Lyrics -

Sukhkarta dukharta varta vighnachi
noorvi poorvi prem kripa jayachi
sarvangi sundar utishendu rachi
kanthi jhalke maal mukta padhanchi

jaya dev jaya dev jaya mangal moorti
darshan marte man kaamna poorti ja
jaya dev jaya dev

Ratnakhachit phara tujh gaurikumra
chandanachi uti kumkum ke sahara
heere jatit mukut shobhato bara
runjhunati nupure charni ghagariya

lambodar pitambar phanivar vandana
saral sonda vakratunda trinayana
das ramacha vaat pahe sadna
sankati pawavw nirvani rakshave survar vandana

sendhur laal chadhayo accha gajmukh ko
doundil laal biraje sut gaurihar ko
haath liye gud ladoo sai survar ko
mahima kahe na jaaye laagat hoon pad ko

jaya jaya jaya jaya jaya
jaya jaya ji ganaraj vidya sukhdaata
dhanya tumharo darshan mera mat ramta
jaya devjaya dev

asta siddhi dasi sankat ko bairi
vighna vinashan mangal moorat adhikari
koti sooraj prakash aise chhabi teri
gandsthal madmastak jhool shashi bahri

Bhav bhagat se koi sharnagat aave
santati sampati sabahi bharpoor paave
asie tum maharaj moko ati bhave
gosavinandan nis din gun gaave

Jaya gananaayak vighnavinayak





Jaya gananaayak vighnavinayak
bhayahar dukhhar gajamukh ganapati

mushik vaahan tribhuvan pujit
ganapati vinati sheesha dharima

aadimati giriraj suta
 natraajn

naarad

Gaiye ganapati jagvandan 


Lyrics-

gaiye jagvandan
sankar suvan bhawani nandan
siddhi sadan gajvadan vinayak 
kripa sindhu sundar sab laayak 
modak priya mud mangal daata 
vidya vaaridhi buddhi vidhata 
maangat tulsidas kar jode 
basahu ram siya manas more 

Ganapati bappa morya 


Lyrics -

Ganapati bappa morya mangal murti morya 
siddhivinayak  morya girijanandan morya 

ekdant jai morya gauri sut jai morya
jai lambodar morya agradev jai morya 

vighnavinashan morya jai bhuvaneshwar morya 
gajanana jai morya vidyavaridhi morya 

sukhkarta jai morya dukhharta jai morya 
kripasindhu jai morya buddhividhata morya 

bhawani nandan morya jai shivnandan morya 
jai modak priya morya astavinayak morya 


Jai Ganesh Deva 


Lyrics -

Jai Ganesh jai ganesh jai ganesh deva 
maata jaki paarvati pita mahadeva  

andhan ko aankh det kodhin ko kaaya
baajhan ko putra det nirdhan ko maaya 

ekdant dayavant char bhuja dhari 
maathe sidur sohe muse ki sawari 

sur shyam sharan aayo safal kije sewa 
sagare kaam siddha kare shree ganesha deva

Jai ganesh gananath dayanidhi 


Lyrics -

Jai ganesh gananath dayanidhi 
sakal vighan kar door humare 
pratham dhare jo dhyan tumharo 
tiske tune kaaraj sadhe 

Lambodar gajbadan manohar 
kar trishul khad sundar dhare 

riddhi sidhhi dou chanwar dulave 
mushit vahan param suhave 

bharhmanand sahaye karo hit 
bhakt jano ke tum rakhware 

Jai jai ganapati bhaktan hitkari 


Lyrics -

Om gan ganpataye namah 

jai jai ganapti bhaktan hitkari 
bhawani nandan sab dukh bhanjan 
puran karta kaaraj saare 

vighna vinasak subh phal daayak
mangal murati ashtavinayak 
jai jai ....

sab sukhkarta har dukh harta 
buddhi vidata mangal karta 
jai jai ...

hey gananayak siddhi vinayak 
bhakt jano ke tum ho sahayak 
jai jai ..

Pratham sumir shree Ganesh 


Lyrics -

Pratham sumir shree ganesh
 gauri sut priya mahesh 

lambodar bud vishal 
kar trishool chand bhaal
shobhit gal pushpa maal 
rakt vasan charu vesh 

puran gun gan nidhaan 
sur muni as karat gaan 
brahmanand charan dhayn 
vighna haro gaj ganesh

Vakratund maha kaaya 


Lyrics - 

Vakratund maha kaaya surya koti samaprabh 
nirvighnam kuru me dev sarv kaaryeshu sarvada 

prathameshwara ganaeshwara chintamani parmeshwara 
gananath surmani ganapati heyramb shree lambodara

mahakaal ho ya kaal ho sur chhand shruti akhileshwara 
sangeet mein aur  geet mein gatimaan ho urmeshwara

shiv nand ho  dayavant ho manganeshwara bhuvaneshwara 
vishweshawa sarveshwara vidyapati chitteshwara 

Vande Ganapati vighna vinashan 


Lyrics -

Vande Ganapti vighna vinashan 
hey lambodar gajanana
riddhi siddhi ke daata tum ho 
hey shashi shekhar vandana 

jo dhyave vanchhit paave 
agradev tumhe vandana 

kaam krodh mad lobh aadi haro 
nirvikaar nirmal mana 

Jai Ganesh Aarti - Suresh Wadekar



Lyrics -

Jai Ganesh, Jai Ganesh, Jai Ganesh Deva
Mata Jaaki Parvati Pita Mahadeva
Jai Ganesh, Jai Ganesh, Jai Ganesh Deva
Mata Jaaki Parvati Pita Mahadeva
Ek Dant Dayavant, Chaar Bhuja Dhaari
Maathe Pe Sindhoor Sohe, Muse Ki Savari
Paan Chadhe, Phul Chadhe, Aur Chadhe Meva
Ladduan Ka Bhog Lage, Sant Kare Seva
Jai Ganesh, Jai Ganesh, Jai Ganesh Deva
Mata Jaaki Parvati Pita Mahadeva
Andhan Ko Aankh Det, Kodhin Ko Kaaya
Baanjhan Ko Putra Det, Nirdhan Ko Maaya
Surya Shaam Sharan Aye, Safalki Je Seva
Mata Jaaki Parvati Pita Mahadeva
Jai Ganesh, Jai Ganesh, Jai Ganesh Deva
Mata Jaaki Parvati, Pita Mahadeva

Shambhu Suataya 


Lyrics -

Riddhi, Siddhi, Vriddhi hoti
Haan tere hi aane se
Aur sundar ye shristi hoti
Haan tere hi aane se
Morya... Morya...

Mann ke andhere kone mein
Jo Daanav chhupa hai, Moreya!
Uspe hi jay ho to digvijay ho
Teri tarah Morya
Ganpati Bappa - Morya
Pudhchya varshi - Lavkar ya

Laakh koi de hunkaare
Laakh koi dhamka le
Ho ho hum teri raahon pe chalte
Hum nahi rukne waale

Mera deva devon ka devta
Maaza deva devon ka devta
Per rukne naa, Sar ye jhukne naa dega
www.lyricsmint.com
Morya re Morya Ganpati bappa
Shambhu Sutaya, Shambhu Sutaya, Lambodaraye Morya
Manya re Bappa Morya
Ganpati Bappa Morya
Devaa.... ho... ho..

Sajjan ki aas durjan ka naash
Tu Kaisa bindaas hai raja
(Tu kaisa bindaas hai raja)
Teri ho pooja, phir koi dooja
Tu sabka vishwas hai raja
(Tu sabka vishwas hai raja)
Yun sabhi devon ke aage ye sar jhuka hai Morya
Par apna hai tu ghar pe humaare aaya hai Morya
Morya re Morya Ganpati bappa
Shambhu Sutaya, Shambhu Sutaya, Lambodaray Morya
Manya re Bappa Morya
Ganpati Bappa Morya

Gan Gan Ganapati Gajmukh mangal
Ghit ghire ghit ghire ghit ghire
Thoon thoon
Tat tat thayee tha
Jai jagvandan vakra tund daani daata
Vighan haran shubh karan DhaGiNa Dha
Vighan haran shubh karan DhaGiNa Dha
Vighan haran shubh karan DhaGiNa Dha
Dhoom kite dhoom kite
DhaDhang DhaDhang DhaGiNa Dha
DhaDhang DhaDhang DhaGiNa Dha

Morya re Morya
Ganpati Bappa Morya
Shambhu Sutaya, Shambhu Sutaya, Lambodaraye Morya
Manya re Bappa Morya
Ganpati Bappa Morya
Devaa.... ho... ho..

Hey... Jal mein, thal mein
Shristi sakal mein
Van mein, Rann mein, kan kan mein
Taru mein, tran mein, Gaj mein, Gana mein
Morya hai har mann mein
Hey rang ki dhaare, ras fuhaarein
Chhal chhal chhalke sarjan mein
Tej hai, Bal hai, shakti prabal hai
Morya ke darshan mein re Bappa
Morya ke darshan mein re Deva
Morya ke darshan mein hey..
Morya ke darshan mein.... ho!




Shree Siddhivinayak Deva Aarti ( Sonu Nigam)




Shree siddhivinayak deva, jai jai gannayak deva 
Shashtaang koti pranam
Shree siddhivinayak deva, jai jai gannayak deva
Deva pragte prabha devi, riddhi siddhi sang hai sevi
Prabhu pawan mandir dhaam
Shree siddhivinayak deva, jai jai gannayak deva
Swambhushi siddhivinayak, mangalkaari shubh phaldaayak
Prathampujya shubhnaam
Shree siddhivinayak deva, jai jai gannayak deva
Devwaran sindur shushobhit, shubh karan hai jag me vandit
Bhaju nitya aviraam
Shree siddhivinayak deva, jai jai gannayak deva
Mushak wahan baitha dwaare, de sandes bhakt jan saare
Deva purn karo mere kaam
Shree siddhivinayak deva, jai jai gannayak deva
Divya bhawan me mangal murty, mangal pooja mangal aarti
Dhyaau subah aur sham
Shree siddhivinayak deva, jai jai gannayak deva 
Shashtaang koti pranam
Shree siddhivinayak deva, jai jai gannayak deva
Shree siddhivinayak deva, jai jai gannayak deva ...
Ganpati bappa moraya
Moray re bappa, moray re bappa...

Vakratund Mahakaya 


Vakratund mahakaya suryakoti samaprabhah
Nirvighnam kuru me dev sarvakaryeshu sarvada 



Vighnaharnam Gauri nandan


Vighnaharan Gauri ke nandan sumir sada sukhdayi
Tulasidas jo Ganapati sumire koti vighna tal jaayi re
Veda puran katha se pehle jo sumire sukhdayi re
Ashta siddhi navanidhi lakshmi man iksha phaldayi re 

Jai Ganpati jai jai shivnandan 

Jai Ganesh mangalkaran 
Deen jaan kar kariye kirpa humpe shree maharaj 
Jai ganapti jai jai shivanandan jai  kalushnikanadan
jai lambodar vinashan jayati sumukh vigyan vikasan 
jai jai kapil jayati ekdanta japat jahi nit sab sur santa
jai jai bhal chandra ati pawan jai raji karna sakal manbhawan
 jayati vikat jaya jayati vinayak jai survandit bhagya vidhayak

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 
jai jai dhumraketu asurarai jai jagmukh trailokya bihari
dwadash naam jape jo koyi tahi nirantar mangal hoyi
riddhi siddhi dou chanwar dulave mahima amit paar ko paave
lakshya laabh do tanay suhaye mudit hot jag vya paha paaye
jai gajvadan sadan sukhdata vishwa vinayak biddhi vidhata 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah

ek samaya shiv rishi kari bhari parvati kahe keen nikari
kishkindha giri girija gayi kah tumko pragatavat bhayi
dwarpal kahe tumhahi banayi aap gufa bich dhyan lagayi
kachhuk divas bite par shankar bhaye shant bole abhayankar
khojat girijahi tah chali aaye rakshak dwar tarr tumahi tah paayen

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 

Shiv pahichan lage gufa manjhari tab tum kar jo tinahi prachari
koti shambhu tah yudh machava dhar se sar tab kaat girava
shiva prarthana suni shiv tose sir jori tumahi tum poshe
ek samaya ganapati yah hetu sulabh sunaye kahe vrisha ketu 
mahi parikrama kari ke jo aave so ganesh ki padvi paave 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 


suni mayur chadh chale kumara tab tum yah nij manahi vichara 
maat pita pari kar jo laave yahi parikrama phal so paave 
yah man soch turat tehi dhayi kari parikrama shiv girijayi
buddhiman lakhi sab sur harshe tumhi sarahi suman bahu varse 
sur sammati le tabahi mahesha tumhi banaye bedi ganesha 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 

aadi kalp mein shrishti prasaran kit ichha kine jag taran
puni dekhan bhari nain ughari sakal jagat mein hai andhiyari
tab hari dharehu ganesha swaroopa kar mukh lambodar sur bhoopa
deen sudh so sab andhiyari khechi lapeti udar mein dari
tab te jagat pujya prabhu bhayahu adi ganesh kahawat bhayahu 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 

mahima nath kahan lagi gaun tav yash varnat paar na paun 
jai jagvandan vidyasagar jaya modak priya sab gun aagar
kah lagi kahun badan ki shobha muni man jahi bilokat lobha
laal baran dou charan suhavan  amit adhik jo kinehu pawan
naam yagya upveet suhave teen nayan lakhi ari dukh paave 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 


aksh maal nij daksha dant kar modak paas parat bayen dhar 
padmasan musak aswari sohat trividh taap bhaya haari 
jai jai dev sujan man ranjan jai jai sur dukh mahi dukh bhanjan
jai jai jai girija ke nandan jai jai jayati bhakt ur chandan 
jai jai agra pujya subh dhama  sumirat siddh hoyi sab kama

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 


jai jai vyas sahayak swami kripa karahu ur antar yami 
jai jai jai pitambar dhari shuklam vardham jai aghhari
jayati rakt ambar paridhanam vighna vimochan mod nidhanam
shambhu jalandhar yudh machava taha aaphi balhi dikhava 
aganit dekhe nimish mein maare bhage bache rahe adhmare

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 

shree ekdantaya namah 

hey prabhu deen bandhu abhilashi karahu kripa tailokya vilasi 
jap tap pooja path achara  nahi janat mati mand ganwara
nahi vigyan granth mat jano kewalbharos tero ur mano 
 bhool chook jo hohi hamaro chhami nath main das tiharo 
nahi mohe bal budhhi lavlesha tav bal nirbhaya rahat hamesha 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 

shree ekdantaya namah 

nath aap ho buddhi vidhata ati atur kari dukh karahu nipata 
jo jan tumharo dhhyan lagave so abhimat phal begahi paave  
nath mohi bahu buddhi satave subh kaamam mein vighna machave 
tin kar nash begahi kije maharaj mam vinay sunije
tumhiaan girija shankar ki  vipati hatao jan ke ghar ki 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 

shree ekdantaya namah

jo yah padhe ganesh chalisa tatah sidhh hoyi sidhhisa 
jo vrat chauth kare man layi tapar ganapati hoyi sahayi 
nirjal vrat din bhar jo karahi chnadrodaya pooja anusarahi 
yathashakti pooje dhari dhyana ganapati chhodi bhaje nahi aana
taa kar karaj sakal sanware satya satya shruti sant pukare

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 

shree ekdantaya namah

jyot param pyari ganarajahi ta mein char mukh kar bhajahi  
sanakti chauth ko pooji ganesha poojiye paad vinayak isha 
 siddhi vinayak chauth kahave jasu kripa jan abhimat paave 
saavan shukra chaturthi aave tab vrat ko aranbh lagave 
ek baar kari satvik archgana rahiye saniyam taje sab vyasana 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 

shree ekdantaya namah

pooje nitya tapardi ganesha taake paap rahe nahi lesha
bhadra shukla ki chauth suhavan vrat samaapt tehi din kari pawan 
dwadas naam path nit karahi  man vrat karma dhyan nit dharahi 
vidyarambh vivah majahri puni pravesh yatra sukhkari 
sankat thatha vikat sangrama vighna hohi nahi kaune kaama

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 

shree ekdantaya namah

satya satya nahi sanasaya bahi ganapati kripa suman agamayi  
hai abodh jan rasik bihari jaagat sovat saran tumhari 
akshar padmatra kar bhanga kshamahu paach ke  vikrit anga 
 tav prasad puran sab  hoyi hai marjad  naam ki soyi 
bandahu nath jugal kar jori sun lije prabhi arji mori 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 

shree ekdantaya namah

Main Ganapati ke gun gaun 

Listen to main ganapati ke gun gaun 

Lyrics -

Main ganapti ke gun gaun 
mahima amit na jaane koi
jo paayo so bataun

adi devta shristi ke swami ghat gaht vasi  antaryami 
vighna vinashak buddhi prakashak kya kya roop ginaun

mangal murti sakal var data bhakt jano ke bhagya vidhata 
karuna sagar ke charnon mein sadar sheesh jhukaun 

shankar parvati ke sut pyare pawan saras charitra hai nayare 
abhilasha hhai shree ganesh ke re man bhakti main paun 

Rakh laaj meri ganapati 

Listen to Rakh laaj meri ganapati 

Lyrics -


Rakh laaj meri ganapati apni sharan mein lijiye
kar aaj mangal ganapati apni kripa ab kijiye

sidhhi vinayak dukh haran santaap hari sukh karan
karun prarthana main nit prati vardaan mangal dijiye 

teri daya teri kripa hey nath hum maange sada
tere dhyan mein khoye mati parnaam mam ab lijiye

karte pratham tav vandana tera naam hai dukh bhanjana
karna  prabhu meri subh gati ab to sharan mein lijiye

Jai jai ganapati 

Listen to jai jai ganapati 

Lyrics -

Jai jai ganapati jai ganapati
 jai ganesh jai ganapati jai jai 
ganapati vighna vinashan haare 

lambodar peetambar sohe kani mani mukut nayan ratnare 
gajamani maal gale bich sohe bhal laal mein chandra talave

modak let det jajani jab thumak chalat nupur jhankare 
riddhi siddhi dou chanwar dulavat sur samooh lakhi sukahre 

Jai Jai mangal moorti ganesh

Listen to Jai mangal moorati  

Lyrics -

jai jai ganpati jai vighnesh siddhi vinayak jai karunesh 
jai jai mangal moorti ganesh janani girija janamk mahesh

pooja hoti pratham tumhari dosh paap aur sankat haari 
jayati gajanana jai sarvesh jai jai mangal moorti ganesh 

 labh aur shubh ke data tum ho vidya budhhi vidhata 
nirmal budhhi karo akhilesh jai  jai mangal moorti ganesh 

riddhi sidhhi ke tum ho swami dev namami namami namami 
sabke vighna haro vighnesh jai jai mangal moorti ganesh 

Sidhhi data shree ganeshaya namah

Listen to sidhhidata shree ganeshaya namah  

Lyrics -

jai gananayak gajbadan karuna sindhu ganesha 
vighna haran asharan sharan vishwa bharan akhilesh 
shiddhi data ganeshaya namah jai shree gaurisutaya namah 

maa ki agya ke paalan mein apna sheesh kataya 
hathi ka sir jod ke hari ne aap ko phir jilaya 
deva gana ko hey shree gajmukhaya  namah 

shiv ji ne hokar prasanna di ganannayak ki padvi
gunji jai jai jaykaar harsh se bhare gagan aur dharti 
vighnabadha badha har jan sukhaya namah 

aap jag ke nirmata palan karta sukhari 
pragat aap se hui vidhata vishnu aur tripurari 
shristi swami adi shreedevaye namah 

Gaiye ganapati jagvandan (vaani jairam)

Listen to gaiye ganapati jagvandan 

Lyrics -


Gaiye Ganapati Jagavandan
Shankar suvan bhawani ke nandan

Shiddhi sadan gaj badan vinayak
Kripa sindhu sundar sab laayak

Modak priya mud mangal data
Vidya varidhi siddhi vidhata

Maangat Tulsidas kar jore
Basahu Ram Siya maanas more

Nis din namoon ganapati


Nis din namoon ganapati charan
ganapati charan jag dukh haran

santaap sab man ke haren
mangal sada ganapati karen

man kar raha pratah smaran

baL BUDDHI KE TUM DEVATA
BHAR BHAKTI HIDAYA SEVATA
SHANKAR SUVAN TAARAN TARAN

TUMHARI KRIPA BEANT HAI
DENON PE TU DAYAVANT HAI
HUM AA GAYEN TERI SHARAN 

Rakh laaj meri ganapati 


Rakh laaj meri ganapati apni sharan mein lijiye
kar aaj mangal ganapati apni kripa ab kijiye

sidhhi vinayak dukh haran santaap hari sukh karan
karun prarthana main nit prati vardaan mangal dijiye 

teri daya teri kripa hey nath hum maange sada
tere dhyan mein khoye mati parnaam mam ab lijiye

karte pratham tav vandana tera naam hai dukh bhanjana
karna  prabhu meri subh gati ab to sharan mein lijiye

Ganapati rakho meri laaj


Lyrics -

Ganapati rakho meri laaj
puran kijo mere kaaj

tu bhakton ka pyara hai
sabka paalanhaara
sukhdayi bhayahaari tu
karta musha sawari tu

tu hi vighnavinashak hai deen jano ka rakshak hai
tera hi hum naap jape tujhko hi parnaam kare

sada rahe kushhaal ganapati laal jo brat mein tumhe dhiyaye
riddhi siddhi ke daata o bhagyavidhata ho tujhse sab kuchh paaye
binati sun lo meri aaj

kabhi na tute aaye mera vishwas main aaya sharan tumhari
hey shambhu ke laal prabhu kirpaal teri hai mahima nyari
teri daya ka main mohtaaj

Nachate Aye Ganapati

Nachate Aye Ganapati Ananda Aaj Nachat Aye
Brahma Bhi Aya Vishnu Bhi Aye, Sang Aye Sarasvati Ananda Aaj Nachat Aye
Ram Bhi Aye Khrisna Bhi Aye, Sang Aye Sita Sati Ananda Aaj Nachat Aye
Damaru Bajavat Shivji Bhi Aye, Sang Aye Parvati Ananda Aaj Nachat Aye
Meera Ke Prabhu Giridhara Naagar, Sur Das Giridhari Ananda Aaj Nachat Aye

Ganesha Sharanam

Ganesha Sharanam Parama Pavanam
Sathya Sainam Gajananam
Nithya Smaranam Parama Pavanam
Sathya Sainam Gajananam
Sadguru Charanam Parama Pavanam
Sathya Sainam Gajananam
Bhava Bhaya Haranam Parama Pavanam
Sathya Sainam Gajananam

Jai Ganesh, Jai Ganesh, Jai Ganesh Deva

Jai Ganesh, Jai Ganesh, Jai Ganesh Deva
Mata Jaaki Parvati Pita Mahadeva
Jai Ganesh, Jai Ganesh, Jai Ganesh Deva
Mata Jaaki Parvati Pita Mahadeva
Ek Dant Dayavant, Chaar Bhuja Dhaari
Maathe Pe Sindhoor Sohe, Muse Ki Savari
Paan Chadhe, Phul Chadhe, Aur Chadhe Meva
Ladduan Ka Bhog Lage, Sant Kare Seva
Jai Ganesh, Jai Ganesh, Jai Ganesh Deva
Mata Jaaki Parvati Pita Mahadeva
Andhan Ko Aankh Det, Kodhin Ko Kaaya
Baanjhan Ko Putra Det, Nirdhan Ko Maaya
Surya Shaam Sharan Aye, Safalki Je Seva
Mata Jaaki Parvati Pita Mahadeva
Jai Ganesh, Jai Ganesh, Jai Ganesh Deva
Mata Jaaki Parvati, Pita Mahadeva


Vishwa Vinayak



Gananayakaya Ganadaivataya Ganadakshaya Dhimahi
Gunashariraya Guna Manditaya Guneshanaya Dhimahi
Gunaditaya Gunadhishaya Gunapravishtaya Dhimahi
Ekadantaya Vakratundaya Gauri Tanayaya Dhimahi
Gajeshanaya Bhalchandraya Shree Ganeshaya Dhimahi
Ekadantaya Vakratundaya Gauri Tanayaya Dhimahi
Gajeshanaya Bhalchandraya Shree Ganeshaya Dhimahi
Gaanachaturaya Gaanaapranaya Gaanantaratmane
Gaanot Sukhay Gaanamattaya Gaannott Sukha Mana Se
Guru Pujitaya, Guru Daivataya, Guru Kulasthaine
Guru Vikramaya, Guiyya Pravaraya Gurave Guna Gura Ve
Gurudaitya Kalakchetre, Guru Dharma Sada Rakdhyaya
Guru Putra Paritratre Guru Paakhand Khand Khaya
Geet Saraya, Geet Tatvaya Geet Kotraya Dhimahi
Gudha Gulfaya, Gandha Mattaya Gojaya Pradaaya Dhimahi
Gunaditaya Gunadhishaya Gunapravishtaya Dhimahai
Ekadantaya Vakratundaya Gauri Tanayaya Dhimahi
Gajeshanaya Bhalchandraya Shree Ganeshaya Dhimahi
Ekadantaya Vakratundaya Gauri Tanayaya Dhimahi
Gajeshanaya Bhalchandraya Shree Ganeshaya Dhimahi
Gandharva Rajaya Gandhaya
Gandharva Gana Shravan Pranaime
Gaadha Anuragaya Granthaya
Geetaya Grantatarth Tanmaiye Gurileee….
Gunavateee.. Ganapatayeee..
Granta Geetaya Granta Geyaya Grantanta Ratamane
Geeta Leenay Geetaa Shrayaya Geetavadya Patave
Dheya Charitaya Gaya Gavaraya Gandharvapri Krupe
Gayakadhina Vighra Haya Gangajala Pranayavate
Gauri Stanamadhaya Gauri Hridaya Nandanaya
Gaur Bhanu Sukhaya Gauri Ganeshwaraya
Gauri Pranyaya Gauri Pravanaya Gaur Bhavaya Dhimahi
Ohasa Hastraya Gowardanaya Gopa Gopaya Dhimahi
Gunaditaya Gunadhishaya Gunapravishtaya Dhimahai
Ekadantaya Vakratundaya Gauri Tanayaya Dhimahi
Gajeshanaya Bhalchandraya Shree Ganeshaya Dhimahi
Ekadantaya Vakratundaya Gauri Tanayaya Dhimahi
Gajeshanaya Bhalchandraya Shree Ganeshaya Dhimahi


0 comments:

Post a Comment