Saturday 15 March 2014

Bhajans by Lata Mangeshkar



                                                               Ganapati vandana 

                                                          Listen to ganapati vandana


                                                                          Lyrics-


                                             Vakrakund mahakaya suryakoti samaprabhah

                                         Nirvighnam kurumein dev sarva kaaryeshu sarvada

                                                                 Vaishnava jan to 


                                                         Listen to Vaishnava jan to 


                                                                        Lyrics-


                                Vaishnav Jan to tene kahiye 
  Jay peer paraaye janney ray
                             Par dukkhey upkar karey teeyey, man abhiman na aaney ray
                               Sakal lokma Sahuney bandhey,Ninda Na karye kainee ray
                          Baach kaachh, Man nischal Raakhey, dhan-dhan jananee tainee ray
                                  Samdrishi nay trishna tyagee, par-stree jaynay mat ray
                              Vivihva thaki asatya na bolay, par-dhan nav jhaley haath ray
                           Moh maaya vyaayey nahin Jeynay, dridth vairagya jana manma ray
                         Ram nam shoom taalee laagee , Sakal teerth seyna tanma ray
                         Vanloohee nay kapat rahit chhay, Kaam, Krodh nivarya ray
                           Bhane Narsinhyo tainoo darshan karta kul ekotair taarya re


Ab main nachya thakyo 


Lyrics -

Ab main nachyo thakyo thakyo bahot gopal
kaam krodh ka pehne chola 
kanth vishaya ki maal 

maha moh ke nupur bajat
ninda sab darsaya
bhram bhavaron man bhayo pakhavaj 
chalat asangat gyan 

moh ko nad bhayo ghat bhitar 
nana vidhi taital 
maya kokati pheta bandhyo
lobh tilak diyo bhal 

koti kala aisi dikhlayi 
jal thal sudhi nahi paye 
surdas ki saari avidya 
door karo nandlal

Mai mai kaise jiyun 

Listen to Mai mai kaise jiyun 


Lyrics-


Mai mai kaise jiyu ri
 hari bin kaise jiyu 

Mere to Giridhar Gopal 



Ho Ramaiya bin neend na ave

listen to Ho Ramaiya bin neend na ave 

Lyrics -


Ho ramaiya bin neend na ave

neend na ave biraha satave prem ki aag lagave

bin piya jyot mandir andhiyaro deepak dayan ave

piya bin meri saz aluni jaagat rain bihave
piya kab ave . ramaiya bin ....

dadur mor papeeha bole koyel sabad sunave

ghumat ghata ular hui aayi damini damak darave
nain jhar lave . ramiya bin ....

ko hai meri sakhi saheli sajani piya ko aan milave

meera ke prabhu kare miloge manmohan mohe bhave
kab batlave . ramaiya bin ....

Kenu sang khelu holi

listen to kinu sang khelu holi

Lyrics -


kinu sang khelun holi

piya taj gayen hai akeli

manik moti sab hum chade

gale bich pehri seli
bhojan bhavan bhalo nahi lagyo
piya karan bhai akeli
mujhe doori kyu mili

ab tum preet avarasu so jodi

humse karoon kyu paheli
bahun din beete ajahoo na aayen
lag rahi tala beli
kinu dhilama ye heli

Sanwara re Mhari preet nibhajo 

listen to sanwara mhari preet nibhajo 

Lyrics -


sanwara re ..

mhari preet nibhajo ji

he cho mharo gun ro saagar

avagun mha bisrajo ji

lok na sijaya manana patija

mukhada sabad sunajo ji

dasi thari janam janam ri

mhare aangan aajo ji

meera re prabhu giridhar nagar

beda paar lagajo ji

Shyam mane chakar rakho ji 

Listen to shyam mane chakar rakho ji


Lyrics-

Nandnandan 

Listen to nandnandan

Lyrics -


nand nandan dithu padiya mai saanvaro

darya sab lok laaj sudbud sab bisrai

mhor chandra ka kirit mugut jab suhai

kesar ra tilak bhal lochan sukhdai

kundal jhalka kapol alka lehrai

meena taj sarovar jaaun makar milan dhayi

natvar hari kesh dharya roop jag lubhayi

giridhar prabhu ang ang meera bali jaayi


Ud jaa re kaga

Listen to ud ja re kaga


Lyrics -


ud jaa re kaga ban ka

mera shyam gaya boha din kare

tere udasu ram milega doka bhave man ka

it gokul ut mathura nagari hari hai gadhe ban ka

aap to jaayen bindsa chaye hum vasi madhuban ka

meera ke prabhu hari avinasi charan keval hari jan ka

Bala main bairagan hoongi


Bala main bairagan hoongi
jin bheshya mharo sahab rijhe , sohi bhesh dharungi
sheel santosh dharun ghat bheetar,samta pakad rahungi
jako naam niranjan kahiye, tako dhyan dharungi
guru ke gyan rangu tan kapda,man mudra pairungi
prem pitsu hari gun gaun, charnan lipat rahungi
ya tan ki main karun kingari rasna naam kahungi
meera ke prabhu giridhar naagar saadha sang rahungi 
Jo tum toda piya 

listen to jo tum todo piya

Lyrics -


jo tum todo piya main nahi todun

toson preet tod krishna kaun sang jodun

tum bhaye truvar main bhai pankhiya

tum bhaye sarowar main teri machiya
tum bhaye girivar main bhayi chaya
tum bhaye chanda main bhayi chakora

tum bhaye moti prabhu hum bhaye dhaga

tum bhaye sona hum bhaye suhaga
meera kahe prabhu braj ke vasi
tum mere thakur main teri dasi

Gadh se to meerabai utri

listen to gadh se to meerabai utri 


Lyrics -


Gadh se to meerabai utri karva linho saath

gaanva to chodyo meera medh ko pushkar dhava jaya

Ram Krishna hari jai jai ram krishna hari ...


mero man lagyo hari ke naam

hari ke naam rahasya sadha ke saath
rana ji othi bhejya dijo meerabai re haath

ghar ki malan as tari mudar chali rathod

laaj pehar saansaro
laaj tero to parivar

laje meera ji thada maaya aur baap

maaya aur baap chautho vansh rathor
meera bai kakad bheja dijo rana ji re haath


Payo ji maine ram

Listen to Payoji maine ram ratan dhan


Lyrics-


Payo ji maine Ram Ratan dhan payo

Vastu amolak di mere satguru
Kirpa kar apnayo
JAnam janam ki punji payo
Jag mein sabhi gavayo
Kharche nahi koi chor na lute
Din din badhat rahayo
Sat ki naav khevatiya satguru
Bhavasagar tara aayo
Meera ke prabhu giridhar naagar
Harash harash jas gayo 

Papiha re Piva ki bani na bol
(these are complete columns where from this bhajan has taken )


papiha re peev ki baani na bol
suni paanveli birahini re thari raveli paankh maror
chaanch kataun papaiya re upar kalor loona
peev mera main peev ki re tu peev kahe so koona
thara sabad suhavana re jo peev mela aaj
chaanch madhaun thari sovani re tu mere sirtaaj
peetam ku patiya likhoon re kaga tu le jaaya
jaayi preetam jasu yun kahe re thadi birhan dhaan na khaye
meera dasi byakuli re peeva peeva karat bihaya
begi milo prabhu antarjaami tum bin rahyo na jaaye

Chala vahi des 

Listen to chala vahi des


Lyrics-



Chala vahi des Oh preetam 
 chala vahi des
kaho kusuvan saadi rangava kaho to bhagwa bhes
chala vahi des
kaho to motiyan maal bharva  kaho chhitkau kesh
chala vahi des
Meera ke prabhu giridhar nagar sun jo peeda din res 



Aeri main to prem diwani






Aeri main to prem diwani mero dard na jaane koye

Ghayal ki gati ghayal jaane jo koi ghayal hoye
jauhari ki gati jauhari jaane ki jin jauhar hoye
suli upar sez humari sovan kis vidhi hoye
gagan mandal par sez piya ki kis vidhi milna hoye
dard ki ban ban dolun vaidya mila nahi koye
meera ki tab peer mita jab vaidya saanvaliya hoye

main to saanvare ke rang raanchi 


main to saanvare ke ranchi
saaji sringar bandhi pag ghungharoo lok laaj taji nachi
gayi kumati layi sadhu ki sangati bhagat roop bhayi sanchi
gaye gaye hari  ke nis din kaal byal so bachi re
un bin sab jag kharo laagat aur baat sab kanchi
meera shree giridharan laal ko bhagati rasili jaanchi re 



Jo tum todo piya



Listen to jo tum todo piya 

Jo tum todo piya main nahi todun re 
tose preet tod krishna kin sang jodun re
tum bhaye taruvr main bhayi pankhiya
tum bhaye sarovar main teri machhiya
tum bhaye girivar main bhayi chhaya
tum bhaye chanda main bhayi ckora 
tum bhaye moti prabhu hum bhaye dhaga 
tum bhaye sona hum bhaye suhaga
meera kahe prabhu brij ke wasi
tum mere thakur main teri dasi 






Saanwara mhari preet nibhajo ji






sanwara re mhari preet nibhajo ji

he chho mharo gunro saagar
avagun mha bisrajo ji

lok na sijaya manana patija
mukhada sabad sunajo ji

dasi thari janam janam ri
mhare aangan aajo ji

meera re prabhu giridhar nagar
beda paar lagajo ji


Chakar rakho ji




Chakar rakho ji prabhu ji mhane chakar rakho ji

chakar rahsu baag lagasu nit uth darshan paasu

vrindavan ki kunj galin mein teri leela gasu
mor mukut pitambar sohe gal baijanti mala
vrindavan mein denu charave mohan muraliwala  
hare hare nit baag lagaun bich bich rakho kyari
saanwariya ke darshan paaun pahar kusummi saaree 
jogi aaya jog karan ko tap karane sanyasi
hari bhajan ko sadhu aaya vrindavan ke vasi 
meera ke prabhu gahir gambheera sada raho ji dheera
aadhi raat prabhu darshan dinhe prem nadi ke teera

Payo ji maine 

Listen to payo ji maine 

Lyrics-

Payo ji maine ram ratan dhan payo 
vastu amolik di mere satguru kirpa kar apnayo

Janam janam ki punji payi 
jag mein sabhi gavayon

Kharche nahi ko chor na loote 
din din badhat rahayo 

sat ki naav khevatiya satguru
bhavsagar tar aayo

meera ke prabhu giridhar naagar 
harash harash jas gaayo 

Eri main to prem diwani (b'ful meerabai song) 

Listen to Eri main to prem diwani

Lyrics-

Eri main to prem diwani
mera dard na jaane koi 

ghayal ki gati ghayal jaane 
jo koi ghayal hoye 
jauhari ki gati jauhari jaane 
kije na jauhari hoye 

suli upar sej humari 
sovan kis vidhi hoye 
gagan mandal par sej piya 
kis vidhi milna hoye 

dard ki maari ban ban dolun
vaidya mila nahi koye 
meera ki prabhu peer mite gi 
jab baidya saanwariya hoye 

Deenanath ab bari tumhari




Lyrics-


Deenanath ab bari tumhari


Patit udharan deen jani ke bigadi dehu sanwari
Balapan khelat hi khoya yauvan visaya ras gholi
Vridhha bhayo sudhi pragati moko
Dukhit pukarat tohi
Nari tajyo sut tajyo bhai tajyo
Tan ki twacha bhayi nyari
sravanan na sunat charan gati thaki
Nain bhaye jaldhari
ab ye vyatha door karne ko
aur na samrath koi
surdas prabhu karuna sagar
tumse hoi so hoi


Jhini jhini bini chadariya 






Lyrics - 

jhini jhini jhini beeni chadariya 
kahe re booni 


 sukhman taar se beeni chadariya 



aath kamal dal charkha dole paanch tatwa gun dinhi
sai seeyat das maas laage thok thok ke beeni chadariya 



so chadar sur nar muni odhe odh ke maili kinhi chadariya 



das kabir jatan se odhi 
jyu ki tyu dhar dinhi chadariya 


Tohi mohi lagan lagaye re



Listen to tohi mohi lagan lagaye re



Lyrics- 



Tohi mori lagan lagaye re phakirwa 
Sowat hi main apne aangan mein
sabad mhari jagaye re phakirwa 
doobat hi bhav ke sagar mein 
pakad bah samjhaye re phakirwa
eke bachan bachan nahi dooja 
bandhan mohi chhudaye re phakirwa  
kahat kabir suno bhai sadho 


pran na tran jagaye re phakirwa 


aree dil mere man 


Are dil mere man 
prem nagar ka ant na paaya 
jo aaya so jaayega 
sun mere saajan sun mere meeta 
is jeevan mein kya kya beeta 
sir pe bhari bojha linha 
aage kaun utaare ga 

duje kinare meeta khadiya 
sun mere saajan sun mere meeta 
use milan ka dhyan na dhariya 
doobi naav upar jo baitha 
gafil gota khayega 

das kabir kahe samjahyi re 
ant kaal tera kaun sahayi 
chala akela sang na koi 
apna kiya hi payega 
su mere saajan sun mere meeta 

Ram hain mahan

listen to Ram hain mahan by Lata mangeshkar

Lyrics-

Ram hain mahan Ram naam hai mahan 
Ram ke siva na koi Ram ke saman

Data mere haal par na mujhko chhodiye
Suniye meri vinati mujhse muh na modiye
Aa bani hai jaan par na bano naadan 

Haar kar pukarta hai dil ye baar baar 
Saans lena bhi hua hai mere liye bhaar
Ramlijiye na mera aur imtihaan

Raam mujhko daas apna maan lijiye
lijiye sharan mein ram dhyan dijiye 
jeeva ke hain jeeva aap pran ke hain pran 

Om jai jagdeesh hare

listen to Om jai jagdeesh hare by Lata mangeshkar

Lyrics-

Om jai jagdeesha hare swami jai jagdeesh hare
Bhakt jano ke sankat das jano ke sankat Kshana mein door karen

Jodhyave phal pave dukh binase man ka 
Sukh sampati ghar aave kasta mite tan ka

Maat pita tum mere sharan gahun main kiski 
tum bin aur na dooja aas karoon main jiski

tum puran parmatma tum antaryami
paar brahma parmeshwar tum sabke swami 

tum karuna ke sagar tum palankarta 
main moorakh khal kami kripa karo bharta

tum ho ek agochar sabke pranpati
kis bidhi milun dayamaya tumko main kumati

deen bandhu dukh harta tum rakshak mere 
apne haanth uthao dwar pada tere

vishaya vikar mitao paap haro deva 
shraddha bhakti badhao santan ki seva 

Hari aao hari aao

listen to Hari aao

Lyrics- 

Hari aao hari aao hari aao
Kahan der kari mujhe jaldi padi 

meri bujhti jyot jalao
mere man ki aas bandhao

Maat dewaki ke hitkari
naari aiahilya tumne tari
phir tum bhool gayen yeh kaise 
aakhir main bhi hoon ek naari
aaj ek albla ke karan 
phir se apni shakti dikhao
meri lootati laaj bachao 

behne lagi hain tez hawayein aaj
uthne lagi ghanghor ghataayen aaj
daso dishaaon se takra kar 
laut rahin hain meri duwayen
jaao hari jaao jitni raah chale ho ab tak 
utna piche vapas jaao 
ruk jaao ruk jaao hari ruk jaao
ruk jaao ruk jao hari mat aao

mose mora shyam rootha

listen to mose mera shyam rootha 

Lyrics-

govind bolo hari gopaal bolo 
radha-raman hari gopaal bolo 
govind bolo hari gopaal bolo 
jay-jay shyam radheshyam

mose mora shyam rootha 
kaahen mora bhaag phoota 
kaahen maine paap dhoe 
ansuvan beej boe 
chhup chhup meera roe 
dard na jaane choe 

vish ka pyaala peena pada hai 
marakar bhi mohe jeena pada hai 
nain milaaye giradhar se 
gir gai jo apani hi nazar se 
ro ro naina khoe 

Hari bin kaun gati mori 


Lyrics - 

Hari bin kaun gati meri 

tum mere pratipalak hiye main dasi teri 

ye sansaar vikaar ka saagar beech mein main gheri 

baari baari puakri main prabhu ha i aarti teri 
naav tooti prabhu paar lagao dubat dasi teri 

Mookam karoti vachaalam 


Lyrics -

Mookam karoti vachalam pangu langhayate girim 
yat kripah  tamah vande parmanand madwam 





Vakratund Mahakaya 


Vakratund mahakaya suryakoti samaprabhah
Nirvighnam kuru me dev sarvakaryeshu sarvada 

Na main dharmi 
Listen to na main dharmi

Lyrics-

na main dharmi na hi adharmi
na main jati na kaami hoon 
na main kehta na main sunta 
na main sevak swami hoon

moko kahan dhundhe bande 
main to tere paas hi
na main deval na main masjid 
na kabe kailash mein

na main bandha na main mukta
na main phirat narangi hoon 
na kahu se nyara hua na kahu ke sangi hoon
na main dharmi... 
moko kahan dhundhe ..

na hum nark lok ko jaate na hum swarg sidhare ho
sabhi karma humara kiya hum karman se nyare ho 

khoji hoyi to turatahe miliyo 
pal bhar ki talash mein
keha kabir sun bhai sadho 
sab saanson ki saans mein 

Dinaanah ab baari tumhari 
Listen to deenanath ab bari tumhari

Lyrics-

Dinaanath ab baari tumhari
thakit udaran deen jaani ke 
begadi dehun sambhari

bala pan khelat hi khoya 
yauvan vishras gholi 
vriddha bhayo sudhi pragati moko 
dukhit pukarat tohi

naari tajo sut tajo bhai tajo 
tan ki twacha bhayi nyari
srawan na sunat charan gai dhari 
nayan bhaye jaldhari 

ab yeh vyatha door karne ko 
aur na samrath koi 
surdas prabhu karunasagar
tumse hoyi so hoyi

Saheliyan sajan ghar aaya re 

Listen to sahelyon saajan ghar aaya

Lyrics-

saheliyaan saajan ghar aaya re 
bohat deena ki jovati
birahana piya paya ri 

ratna karun nichavare
le aarti utarun re

piya ka diya sandesha va 
tahi bohat niharungi

meera sakhi ke aangane
mili mangal gavegi

Naina lobhi re

Listen to naina lobhi re

Lyrics- 

Naina lobhi re 
bahuri thake nahi aayen
badan chand par daar satya heri
mand mand muskaaye 

main khadi ghar apne hi 
mohan nikale aayen

log kutumbi mohe roke
man manat nahi hai

bhali kaho koi buri kaho
main dayi sheesh chadhaya 

meera ke prabhu giridhar nagar
pal bhar rahyo na jaye

Jheeni jheeni 

Listen to jheeni jheeni bini

Lyrics-

jheeni jheeni jheeni bini chadariya 
kahe se buni buni
sukhman taar se bini chadariya 

aanth kamaldal charkha dole 
paanch tatva god kini chadariya

saayin siyat das maas jage
thok thok ke bini chadariya

so chadar sur nar muni odhe 
odh ke maili kini chadariya

das kabir jatan se odhi 
jyun ki tyun dhar dini chadariya 

Hari bin kaun gati meri 

Listen to Hari bin kaun gati meri

Lyrics-

Hari bin kaun gati meri
tum mere pratipalak hiye
main dasi teri 

yeh sansaar vikar ka sagar 
beech mein main gheri

baari baari pukari main 
prabhu hai aarti teri

naav bhataki parabhu paar lagao
doobat dasi teri

dasi meera naam ratat hai
main sharan hoon teri 

Tohi mohi lagan lagaye

Listen to tohi mohi lagan lagaye 


Lyrics -

Tohi mohi lagan lagaye re pathirva

sovat hi main apne aangan mein
sabad mhari jagayi re

dubat hi bhav ke saagar mein 
pakad baanh sambhari de 

eke bachan bachan nahi duja
bandhan mohe chhudayi de

kahat kabir suno bhai sadho
praanan pran lagaye re

Main pardesini naari

Listen to main pardesini naari 


Lyrics -

Main pardesini naari akeli
bin raghunath aur nahi koi
maat pita na saheli

raavan bhesh dhari ho tapasi ko
kahe biksha dini
ati agyan moodh mati meri 
ram rekha taj dinhi

biraha tap tana agan lagavat 
jaise sukhat beli
surdas prabhu begi ilao
jeevan bhayo paheli 

Ab main nachyo thakyo

Listen to na main dharmi

Lyrics-

Ab main nachyo thakyo thakyo bahot gopal
kaam krodh ka pehne chola 
kanth vishaya ki maal 

maha moh ke nupur bajat
ninda sab darsaya
bhram bhavaron man bhayo pakhavaj 
chalat asangat gyan 

moh ko nad bhayo ghat bhitar 
nana vidhi taital 
maya kokati pheta bandhyo
lobh tilak diyo bhal 

koti kala aisi dikhlayi 
jal thal sudhi nahi paye 
surdas ki saari avidya 
door karo nandlal





Kenu sang khelu holi

listen to kinu sang khelu holi

Lyrics -


kinu sang khelun holi

piya taj gayen hai akeli

manik moti sab hum chade

gale bich pehri seli
bhojan bhavan bhalo nahi lagyo
piya karan bhai akeli
mujhe doori kyu mili

ab tum preet avarasu so jodi

humse karoon kyu paheli
bahun din beete ajahoo na aayen
lag rahi tala beli
kinu dhilama ye heli

Shyam bia jiyaro murjhaye 
jaise jal bin seli 
meera ko prabhu darshan dijo
main to janam janam ki cheli
daras bina khadi duheli 


Mhara re giridhar gopal

listen to mhara re giridhar gopal

Lyrics -

mhara re giridhar gopal doosara koya
sadha sakal lok joya doosara na dooja
bhaya chadya bandha chadya chadya saga soya
sadhu sang baith baith lok laaj khoya
bhagat dekhya raji hoya lagat dekh roya
dudh math ghrit kadh liya dar diya chhoya
rana vishro pyala bheja piya magan hoya 
meera re lagan lagya honi ho jo hoya 

Thane kayi kayi ko sunaya 


Listen to thane kayi kayi ko sunaya


Lyrics -

Thane kane kayi ko sunaya mhara kanha giridhari 
purb janam ri preet purani javo na giridhari 

sundar badan ghomta saajan thari chhavi balihari 
mhare aangan  mein saajan padharo mangal gavo naari 

moti chok pura mane na tan man 

charan sharan ri dasi meera ri janam janam ri thari 
Mai mharo supanama  parnyare deenanath


Listen to mai mhane supanama

Mai mharo supanama  parnyare deenanath 
chhappan kota jana padharya dulho shreee brijnath 
supana ma toran bandhya ri  supnama gahya haath 
supanama mhare paran gaya paya achal suhag
meera ro giridhar ni pyari purab janam ro haad


O ji hari kit gaye 


Listen to O ji hari


Lyrics -

O ji hari kit gaye neha lagaye 
neha lagaye man har liyo ras bhari ter sunaye
mere man mein  aisi aave marun jahar vish khaye ke 
chhadi gaye vishwaasgaath kari gayen neh ki rela chadhaye 
meera ke prabhu kabre miloge rahe madhupuri chhaye ke 

O ramaiya bin neend na aave 


Listen to O Ramaiya bin neend na aave


Lyrics -

O ramaiya bin neend na aave 
birha sataye prem ki aag jalave

bin diya jyot mandir andhiyaro deepak  jaar na aave
piya bin meri sez adhoori jaagat rain bitave 
piya kab aave 

daadur mor papeeha bole koyal sabad sunave 
ghumat ghata ular hui aayi damini damak darave 
nain jhar laave 

ko hai sakhi mori saheli sajni  piya ko kaun milave 
meera ke prabhu kabre miloge manmohan manbhave 
kab batlave 

Sanwara re Mhari preet nibhajo 

listen to sanwara mhari preet nibhajo 

Lyrics -


sanwara re ..

mhari preet nibhajo ji

he chho mharo gun ro saagar

avagun mha bisrajo ji

lok na sijaya manana patija

mukhada sabad sunajo ji

dasi thari janam janam ri

mhare aangan aajo ji

meera re prabhu giridhar nagar

beda paar lagajo ji

Ram bhajan kar man

Listen to Ram bhajan kar man 

Lyrics-

Raam hain swanaam dhanya 
ram dhanya ram ram ko prnaam 
ram naam ko pranaam 
ram bhajan kar man 
o man re kar tu ram bhajan 
sab mein ram ram mein hain sab 
tulsi ke prabhu nanak ke rab 
ram ramaiya ghat ghat vasi 
satya kabir bachan
ram naam mein paavak paawan 
ravi tejomaya chandra sudhadhar
ram bhajan bin jyoti na jaage
jaaye na jee ki jaran 
naam bhajan mei jyoti asimit
mangal deepak karman dipit
sakal amangal haran bhajan hai
sakal sumangal karan 

Ram ka gungaan kariye

Listen to Ram ka gungaan kariye 

Lyrics-

Ram ka gungaan kariye 
ram prabhu ki bhadrata ka sabhayata ka dhyan dhariye 
ram ke gun gun chirantar ram gun sumian ratan dhan
manujata ko kar vibhushit manuj ko dhanwaan kariye
shagun bhrahma swaroop sundar sujan ranjan bhoop sukhkar
ram atmaram atma ram ka samman kariye dhyan dhariye

Baje re muraliya baje 

Listen to Baje re muraliya baje

Lyrics- 

vimukh shikhar se dhara
dhaye radha hari sammukh aaye
bansuriya hari saanwariya ki radha gori sun bhave
baje muraliya baje baaje re muraliya baaje
adhar dhare mohan murali par hont pe maaya viraaje 
hare hare baans ki bani muraliya 
maram maram ko chhuve anguliyaan 
chanchal chatur anguliyan jispar
pili mundari anguri shyam 
mundari par radha ka naam 
aakar dekhe sune madhur swar 
radha gori laaje 
kanak mundariya saaje

Shyam ghan ghan shyam 

Listen to shyam ghan ghan shyam 

Lyrics-

shyam ghan ghan shyam barso bahut pyasi hoon 
raas bin ras ratri ke gehri udasi hoon 
aaj sraddha ko sahara hai nahi vishwas ka
bhoomi ke s ir par nahi hai haanth ab aakaash ka
sam vina shram shamvina main swar latasi hoon 
jise radha ne churaya wahi bhuli venu hoon main 
shyam ki pyari bisari wahi braj ki renu hoon main 
kya kahoon main aur prabhu ki charan dasi hoon



Narayana vandan

Listen to narayana vandan

Lyrics- 

naarayana vandan nirantar 
nidhi pati narayana prati nidhi nar 
aayen nit nav nidhi nar ke ghar 
narayan ka nitya nirantar kar man abhinandan 
narayana bin nar agyani narayana nar ke vardani 
ek manorath rath main baithe nitya janardan jan 
nar ke nitya sakha narayana nar ke karan geeta gaayan 
hum bhagatan ke bhagat humare narayana ka pran 
shree man narayana bhajman narayana


Mai mharo supanama 

 listen to Mai mharo supanama 

Lyrics -

Mai mharo supanama parnare deenanath 
chhappan kota jana padharya dulho shree brijnath
supanama toran bandhya ri supanama gahya haath
supanama mhare paran gaya paaya achal suhaag
meera ro giridhar ki pyari purab janam ro haad


  
Mahara re giridhar gopal 


Lyrics -

Mhara re giridhar gopal doosara  na koya
                                                     sadha sakal lok joya doosara na dooja
                                               bhaya chadya bandha chadya chadya saga soya
                                                      sadhu sang baith baith lok laaj khoya
                                                   bhagat dekhya raji hoya lagat dekh roya


                                                    dudh math ghrit kadh liya dar diya choya


Sukhkarta dukh harta 



Lyrics -

Sanware rang rachi 

Listen to sanware rang rachi

 lyrics-
Sanware rang rachi ranaji hum to
Bandh ghunghara prem ka hum to hari ke aage naachi
Ek nirkhat ek parkhat hai ek karat mori haansi 
Aur log mhari kaai karsi ham to hari ji prabhu ji ki daasi
Raano vish ko pyalo bhejo hoon to himmat ki kanchi 
Meera charna laagai chhe sanchi 

O Paalanhare 

Lyrics -


O paalanhaare nirgun aur nyaare

Tumre bin hamra kaunon naahin
Humri uljhan suljhaao bhagwan

Tumre bin hamra kaunon naahin

Tumhe humka ho sambhaale

Tumhe hamre rakhwaale

Tumre bin hamra kaunon naahin
Chanda mein tumhi to bhare ho chaandni

Sooraj mein ujaala tumhe se

Ye gagan hai magan tumhi to diye ho issey taare

Bhagwan yeh jeevan tumhi na sanwaaroge

To kya koi sanwaare
O paalanhare nirgun aur nyaare

Tumre bin hamra kaunon naahin

Jo suno to kahe Prabhuji hamri hai binti

Dukhi jan ko dheeraj do haare nahin voh kabhi dukh se

Tum nirbal ko raksha do reh paaye nirbal sukh se
Bhakti ko shakti do

Jag ke jo swami ho itni to araj suno

Hai path mein andhiyaare

Dedo vardaan mein ujiyaare
O paalanhaare nirgun aur nyaare

Tumre bin hamra kaunon naahin

Humri uljhan suljhaao bhagwan

Tumre bin hamra kaunon naahin


Payo ji maine 

Listen to payo ji maine

lyrics

Payo ji maine
Ram ratan dhan payo - 3

Vastu amolik di mere sataguru
Kirapa kari apanayo
Payo ji maine
Ram ratan dhan payo
Janam janam ki punji payi
Jag mein sabhi khovayo
Payo ji maine
Ram ratan dhan payo
Kharachai na khutai chor na lute
Din din badhat savaayo
Payo ji maine
Ram ratan dhan payo
Sat ki nava khevatiya sataguru
Bhavasagara tar aayo
Payo ji maine
Ram ratan dhan payo
Meera ke prabhu giridhar nagar
Harakha harakha jasa gayo
payo ji maine
Payo ji maine
Shree ram chandra kripalu 

 lyrics- 



Shri Ramchandra kripalu bhaju mana harana bhava bhaya darunam

Navakanja-lochana kanja-mukha kara-kanja pada-kanjarunam
Kandarpa aganita amita chhavi nawalina niraj sundaram

Patapita manahu tarita ruchi suchi naumi janaka-sutawaram

Bhaju dinabhandu dinesha danava-daitya-vansha nikandanam

Raghunanda anandakanda kaushalachanda dasharatha-nandanam

Sir mukuta kundala tilaka charu udaru anga vibhushanam

Ajanu bhuja shara chapa dhara sangrama-jita khara-dhushanam

Iti vadati tulasidasa shakara shesha munimana ranjanam

Mam hridaya-kanja niwas kuru kamadi khaladala ganjanam


Thumak Chalat Ramchandra 

Lyrics-



Thumak chalat raamachandra b
aajat painjaniyaan

Kilaki kilaki uthat dhaay girat bhumi latapataay

Dhaay maat god let dasharath ki raniyaan

Aanchal raj ang jhaari vividh bhaanti so dulaari
Tan man dhan vaari vaari kahat mridu bachaniyaan
Vidrum se arun adhar bolat mukh madhur madhur
Subhag naasikaa men chaaru latakat latakaniyaan
Tulasidaas ati anand dekh ke mukhaaravind
Raghuvar chhabi ke samaan raghuvar chhabi baniyaan

Banwari re


Lyrics -

Banwari re jine ka sahara tera naam re
mujhe duniya walon se kya kaam re

jhoothi duniya jhoote bandhan jhoothi hai ye maaya
jhootha saans ka aana jaana jhoothi hai yeh kaaya
yahan sancho tero naam re

rang mein tere rang gayi giridhar chhod diya jag saara
ban gayi tere prem ki jogan leke man ektaara
mujhe pyara tera dhaam  re

darshan tera jis din paaun har chinta mit jaaye
jeevan mera in charnon mein aas ki jyot jalaye
meri bah pakad lo shyam re

Jyoti kalash chhalke


Lyrics -


Tumhi ho maata pita tumhi ho


Lyrics -


Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho

Tumhi Ho Bandhu, Sakha Tumhi Ho

Tumhi Ho Sathi, Tumhi Sahare

Koyee Na Apna Siva Tumhare
Tumhi Ho Naiya Tumhi Khavaiya
Tumhi Ho Bandhu Sakha Tumhi Ho

Jo Khil Sake Na Woh Phool Ham Hain

Tumhare Charano Ki Dhool Ham Hain
Daya Ki Drishti Sada Hi Rakhna
Tumhi Ho Bandhu Sakha Tumhi Ho

Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho

Tumhi Ho Bandhu, Sakha Tumhi Ho

Jyot se jyot jalate chalo


Lyrics -


Jyot se jyot jalate chalo prem ki ganga bahate chalo 
rah mein aaye jo deen dukhi sabko gale se lagate chalo 

jis ka na koi sangi sathi ishwar hai rakhwala 
jo nirdhan hai , jo nirbal hai ,woh hai prabhu ka pyara
pyar ke moti lutate chalo  

Aasha tooti mamta roothi chhot gaya hai kinara 
band karo mat dwaar daya ka de do kuchh to sahara
deep daya ka jalate chalo 

Chhayi hai chau ore andhera bhatak gayi hain dishayen
maanav ban baitha hai daanav kisko byatha sunaye 
dharti ko swarg banate chalo 


Kanha kanha aan padi main


Lyrics -

Kanha, kanha aan padi main tere dwar
Mohe chakar samjh nihar

Tu jise chahe aisi nahi main Ha teri radha jaisi nahi main
phir bhi hoon jaisi waisi nahi main Krishna mohe dekh to le ek bar
Bund hi bund main pyar ki chunkar Pyasi rahi  par layi hu girdhar
Tut hi jaye aas ki gagar mohana Aisi kakariya nahi mar
Mati ka roya swarn bana lo Tan ko mere charno se laga lo
Murli samjh hatho me utha lo Sochona kachu ab hey krishan murar
Shyam teri bansi

Lyrics -

Shyam Teri Bansi pukare Radha naam
log kare Meera ko yuhi badnam
Saware ki bansi ko bajane se kaam
Radha ka bhi Shyam wo to Meera ka bhi Shyam
O Jamunaa ki lahare bansi-bat ki chhainya
kisaka nahin hai kaho Krishna-Kanaiya
Shyam ka diwana to sara Brijdham
log kare meera ko yu hi badnam 
O Kaun jane basuriya kisko bulaye
jiske man bhaaye usike gun gaye
kaun nahin kaun nahin Bansi ki dhun ka gulam
Radha ka bhi Shyam wo to Meera ka bhi Shyam

Ek radha ek meera 

Lyrics -


Ek raadhaa ek miraa dono ne shyaam ko chaahaa

Antar kyaa dono ki chaah me bolo
Ik prem divaani ik daras divaani



Raadhaa ne madhuban me dhundhaa
Miraa ne man me paayaa
Raadhaa jise kho baithi
Vo govind meera haath bhigaya
Ek murali ek paayal ek pagali ek ghayal
Antar kyaa dono ki prit me bolo
Ek surat lubhaani ek murat lubhaani
Miraa ke prabhu giridhar naagar
Raadhaa ke manamohan
Raadhaa nit sigaar kare
Aur miraa ban gayi jogan
Ek raani ek daasi dono hari prem ki pyaasi
Antar kyaa dono ki priti me bolo
Ek jit na maani ek haar na maani
Humko man ki shakti dena

Lyrics -

Hum ko man kee shakti dena, man vijay kare
Dusaron kee jay se pehle, khud ko jay kare

Bhed bhaaw apne dil se saaf kar sake
Doston se bhool ho to maaf kar sake
Zooth se bache rahe, sach kaa dam bhare
doosaro ki jay se pehle ....
Mushkile pade to hum pe itanaa karam kar
Saath de to dharam kaa, chale to dharam kar
Khud pe hausalaa rahe, badee se naa dare
Dusaron kee jay se pahale.....
Jago mohan pyare jago

Lyrics -

Jab Ujiyaara Chhaaye
Man Ka Andhera Jaaye 
Kiranon Ki Raani Gaaye 
Jaago He, Mere Mann, Mohan Pyaare 

Jaagi Re, Jaagi Re, Jag Kaliyaan Jaagi
Jaagi Re, Jaagi Re, Jaagi Re 
Jaagi Re, Jaagi Re, Jaagi Re  

Jaago Mohan Pyaare Jaago
Nav Yug Chuume Nain Tihaare 
Jaago, Jaago Mohan Pyaare 

Bhigi-Bhigi Ankhiyon Se Musakaaye 
Ye Nai Bhor Tohe Ang Lagaaye
Baahen Phaila O Dukhiyaare 
Jaago Mohan Pyaare ..... 

Jis Ne Man Ka Deep Jalaaya 
Duniya Ko Us Ne Hi Ujala Paaya
Mat Rehana Ankhiyon Ke Sahaare 
Jaago Mohan Pyaare..... 

Kiran Pari Gagari Chhalakaaye 
Jyot Ka Pyaasa Pyaas Bujhaaye
Phool Bane Mann Ke Angaare 
Jaago Mohan Pyaare...... 


Apna Hari Hai Hazar Haathwala 



Main kehta danke ki chot pe ,dhyan se suniyo lala 
apna hari hai hazaar haath wala o deendayala 
kya kehna samrath sai ka kya se kya kar daala 
apna hari hazar hath wala

Kaun batore kankar patthar jab ho haath mein heera 
kanchan sada rahega kanchan aur kathira kathira 
saanch ke aage khooth ka hardam nikla yahan diwala

Koi jhuka nahi sakta jag mein apne prabhu ka jhanda 
jo usko chhede ga uske sir pe padega danda 
yugon yugon se is dharti par usi ka hai bol baala

Woh deendayala hai rakhwal
kya marega maarnewala .

Jai Jai Narayan


Jai jai narayana narayana hari hari
Swami narayana narayana hari hari
Teri leela sabse nyari nyari hari hari
teri mahima sabse pyari pyari hari hari
jai narayana narayana hari hari
Swami narayana narayana hari hari
 
Alakha niranjan bhava bhaya bhanjan 
jana man ranjana data
Hume sharan de apni charan me
kar nirbhaya jaga trata
Tune lakho kee naiya tari tari 
 
Prabhu ke nam ka paras jo chhule, woh ho jaye sona
Do akshar kaa shabdha hari hai lekin bada salona
Usne sankata tale bhari bhari hari hari

Humne dekha to yahi laga tere jag mein hai bhagwan daga hi daga
man mein dekha to yeh jaana bin tere yahan par koi na saga koi na saga
hum tumpe jayen wari wari hari hari 

Prabhu ke bharose 


Suno re pyara bahi prabhu ke bharose hako gaadi
hari ke bahrose haanko gadi
na jaane kab toot pade maathe pe kaal kulhadi
prabhu ke bharose haanko gadi

Panch tatwa se bani kuthariya 
jiska naam hai kaaya
har ek jeev rahe is ghar mein dekar saana kiraya 
jab lut jaayegi saans ki punji ,pachhatao ge o anari 

jisko hum tum kehte hai duniya woh ek darshan mela 
ek din aisa aata yahan jab udta HANS AKELA 
bhakti ke rang mein rang lo re jeevan 
yahi hai mukti ki nadi 

Maarnewala Hai Bhagwan 


Shraddha rakho jagat ke logon apne deenanath pe 
laabh haani jeevan aur mrityu ,sab kuchh uske haanth mein

Maarne wala hai bhagwaan bachane wala hai bhagwaan 
baal na baanka hota uska ,jiska rakshak daya nidhan 

tyaag do re bhai phal ki aasha ,swarth bina preet jodo
kal kya hoga uski chinta jagat pita par chhodo 
kya honi hai kya anhoni ,sab ka usko gyan

jal thal agan akaash pawan par kewal uski satta 
uski marzi ke bina yahan par hil na sake ek patta
usi ka socha yahan pe hota ,uski shakti mahaan 







0 comments:

Post a Comment