Tod Chalega Jag Se Naata Sada Sada So Jayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Dhan Daulat Riste Naate Sab Pal Me Chhut Jayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Jinko Tu Apna Kahta Hai Ye Na Tere Apne
Tu Rahi Hai Jeevan Path Ka Ye Sab Sare Sapne Hai
Tootega Jab Sapna Tera Sab Apna Kho Jayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Jab Se Jag Ko Apna Samjha Jab Se Rab Ko Bhoolgaya
Janmo Se Tu Aaata Raha Har Bar Garbh Me Jhoolgaya
Ab Bhi Waqt Hai Sunle Bande Baad Me Tu Pachhtayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Bachpan Tera Beet Gaya Aur Jati Teri Javani Hai
Ye Jeewan Kal Kal Bahta Ek Nadiya Ka Pani Hai
Haath Guru Ka Thamle Varna Beech Bhawar Me Dubjayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Rah Jayega Lakh Chauraasi Jisne Guru Ko Paya Hai
Bade Bhagi Hai Guru Sang Jisne Jeeawan Safal Banaya Hai
Guru Charno Se Preeti Karli Ant Guru Me Samayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Tod Chalega Jag Se Naata Sada Sada So Jayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Dhan Daulat Riste Naate Sab Pal Me Chhut Jayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Bhūlō Bhalē Bījuṁ Badhuṁ, Mā Bāpanē Bhūlaśō Nahi
Agaṇita Chē Upakāra Ēnā, Ē Kadī Visaraśō Nahi
Paththara Pūjyā Pr̥thvī Taṇā, Tyārē Dīṭhuṁ Tama Mukhaḍuṁ
Ē Punita Jananāṁ Kāḷajāṁ, Paththara Banī Chundaśō Nahi
Kāḍhī Mukhēthī Kōḷīyā, Mhōmmāṁ Da’ī Mōṭā Karyā
Amr̥ta Taṇāṁ Dēnāra Sāmē, Jhēra Ugaḷaśō Nahi
Lākhō Laḍāvyāṁ Lāḍa Tamanē, Kōḍa Sau Purā Karyā
Ē Kōḍanā Puranāranā, Kōḍanē Bhūlaśō Nahi
Lākhō Kamātā Hō Bhalē, Mā Bāpa Jēthī Nā Ṭharyā
Ē Lākha Nahiṁ Paṇa Rākha Chē, Ē Mānavuṁ Bhūlaśō Nahi
Santānathī Sēvā Cāhō, Santāna Chō Sēvā Karō
Jēvuṁ Karō Tēvuṁ Bharō, Ē Bhāvanā Bhūlaśō Nahi
Bhīnē Sū’ī Pōtē Anē, Sukē Suvaḍāvyā Āpanē
Ē Amīmaya Āṅkhanē, Bhūlīnē Bhīn̄javaśō Nahi
Puṣpō Bichāvyāṁ Prēmathī, Jēṇē Tamārā Rāha Para
Ē Rāhabaranā Rāha Para, Kaṇṭaka Kadī Banaśō Nahi
Dhana Kharacatāṁ Maḷaśē Badhuṁ, Mātā Pitā Maḷaśē Nahi
Pala Pala Punita Ē Caraṇanī, Cāhanā Bhūlaśō Nahi
Uṭha Jāga Musāphira Bhōra Bhaī, Aba Raina Kahām̐ Jō Sōvata Hai
Jō Sōvata Hai Sō Khōvata Hai, Jō Jāgata Hai Sōī Pāvata Hai
Ṭuka Nīnda Sē Akhiyām̐ Khōla Jarā, Aura Apanē Prabhu Mēṁ Dhyāna Lagā
Yaha Prīta Kārana Kī Rīta Nahīṁ, Raba Jāgata Hai Tū Sōvata Hai
Jō Kala Karanā Sō Āja Karalē, Jō Āja Karē Sō Abhī Karalē
Jaba Ciṛiyā Nē Cuga Khēta Liyā, Phira Paśtyatē Kyā Hōvata Hai
Nādāna Bhugata Apanī Karanī, Ai Pāpī Pāpa Mai Caina Kahām̐
Jaba Pāpa Kī Gaṭhaṛī Sīsa Dharī, Aba Sīsa Pakaṛa Kyūm̐ Rōvata Hai
Uṭha Jāga Musāphira Bhōra Bhaī, Aba Raina Kahām̐ Jō Sōvata Hai
Jō Sōvata Hai Sō Khōvata Hai, Jō Jāgata Hai Sōī Pāvata Hai
Kabhi Pyase Ko Paani Pilaya Nahin
Listen to Kabhi Pyase Ko Paani Pilaya Nahin
Kabhi Pyase Ko Paani Pilaya Nahin
Listen to Kabhi Pyase Ko Paani Pilaya Nahin
Kabhi Pyase Ko Paani Pilaya Nahin, Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda,
Kabhi Girte Hue Ko Uthaya Nahi, Baad Aansoo Bahane Se Kya Faayada,
Kabhi Pyase Ko Paani Pilaya Nahi, Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda,
Main To Mandir Gaya, Pooja Aarti Kee, Puja Karte Hue Ye Khayaal Aa Gaya,
Kabhi Maa Baap Ki Sewa Ki Hi Nahi, Sirf Pooja Ke Karne Se Kya Faayda,
Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda,
Main To Satsang Gaya Gurvaani Suni, Gurvaani Ko Sunkar Khayal Aa Gaya,
Janm Manav Ka Leke Daya Na Kari Phir Manav Kehlane Se Kya Faayda,
Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda
Maine Daan Kiya Maine Jap Tap Kiya, Daan Karte Hue Ye Khayal Aa Gaya,
Kabhi Bhookhe Ko Bhojan Khilaya Nahi, Daan Laakhon Ka Karne Se Kya Faayda,
Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda
Ganga Nahane Haridwar Kaashi Gaya, Ganga Nahate Hi Man Mein Khayal Aa Gaya,
Tan Ko Dhoya Magar Man Ko Dhoya Nahi Phir Ganga Nahane Se Kya Faayda,
Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda
Maine Ved Padhe, Maine Shaashtra Padhe, Shaastra Padhte Hue Ye Khayala Aa Gaya,
Maine Gyan Kisi Ko Baanta Nahin, Phir Gyani Kehlane Se Kya Faayda, Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda
Maa Pita Ke Hi Charnon Mein Chaaron Dhaam Hain, Aaja Aaja Yahi Mukti Ka Dhaam Hai, Pita Mata Ki Sewa Ki Hi Nahi, Phir Teerthon Mein Jaane Se Kya Faayda,
Kabhi Pyase Ko Paani Pilaya Nahin, Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda,
Kabhi Girte Hue Ko Uthaya Nahi, Baad Aansoo Bahane Se Faayda
Ghana Din So Liya Re
Listen to Ghana Din So Liya Re
Ghana Din So Liya Re
Listen to Ghana Din So Liya Re
Ghana Din So Liya Re Ab To Jaag Musafir Jaag
Pehla Sutyo Maat Garabh Mein Punda Pier Psaar X2
Hath Jod Kar Bahar Niklyo Hari Ne Diyo Bisraye
Janam Tera Ho Liya Re Ab To Jaag Musafir Jaag
Ghana Din So Liya Re Ab To Jaag Musafir Jaag
Dooja Sutyo Maat God Mein Has Has Dant Dikhaye X2
Behan Bhanji Lot Jimaave Gaavein Manglachar
Laad Tera Ho Liya Re Ab To Jaag Musafir Jaag
Ghana Din So Liya Re Ab To Jaag Musafir Jaag
Teeja Sutyo Piya Sej Mein Man Mein Bahut Uchaal X2
Triya Charit Ik Bahut Ghana Re Hari Ne Diyo Bisraye
Biah Tera Ho Liya Re Ab To Jaag Musafir Jaag
Ghana Din So Liya Re Ab To Jaag Musafir Jaag
Chotha Sutyo Shamshana Mein Lamba Pier Psaar X2
Kehat Kabir Suno Re Bhai Sadho Deeni Aag Lgaye
Daag Tera Ho Liya Re Ab To Jaag Musafir Jaag
Ghana Din So Liya Re Ab To Jaag Musafir Jaag
0 comments:
Post a Comment