Saturday 19 April 2014

Hare Krishna Krishna

Listen to hare krishna  krishna 

Lyrics-

Hare krishna krishna krishna krishna hare hare
Hare ram ram ram ram hare hare

Papiyon ke paap se dharti apawan thi kabhi 
krishna ke vardan se pawan huen manav sabhi

dharma ke path par chale to swarg ban jaye dhara 
krishna kripa prem se yadi man humara ho bhara 

bhul se bhul ho jaaye to hum sweekaar lein
dukh ke pal mein ram ka bhi naam sau sau baar lein

aacharan sundar rahe kartavya se vichalit na hon 
hum swayam apne hi  karmon se kabhi shapit na ho 



Hey Govind hey gopal  by M S Subbalaxmi 




Lyrics -


Hey govind hey gopal 

rakho sharan ab to jeevan hare

neer piban hetu gayo sindhu ke kinare  

sindhu beech basat grah charan dhari pachhade 


charo prahar yudh bhayo le gayo majhdhare 

naak kaan dooban lage krishna ko pukare 

dwareka mein shabad bhayo shor bhayo dhaye

shankh chakra gada padma garud le sidhare 

sur kahe shyam suno sharan hain tumhare 

abki baar paar karo nand ke dulare


Hey mero manmohana


Lyrics- 

hey mero manmohana aayo nahi nahi sakhi ri
kai kahun kaaj kiya santan ka
Kai kahun gail bhulavana ..
Kahan karoon kit jaaun sajani
lage hai birha satavana ..
Meera dasi darshan pyasi
hari charna chit laav na ..

Hey govind Hey Gopal


Lyrics -


Vanccha Kalpa taru bhayascha Kripa Sindhubhyevacha
Patitanaam pavanebhyo vaishnebhayo namo namah 
Hey Krishna Karuna Sindu Deen Bandu Jagatpate 
Gopesha Gopikakant Radhakant namostute
Hari naam Hari naam Hari naam Kevalam 
Kalau naste naste naste gatiranatha

Hey govind Hey Gopal Hey dayalu nath
Pran nath anath sakhe deen dard niwar 
Hey samrath agmaya puran moh maya dhar
Andh koop mahabhayanak Nanak paar utar

 Ho rasiya main to sharan tihari 


Lyrics Ho rasiya main to sharan tihari 

Ho rasiya main to sharan tihari
Nahi saadhan bal vachan chaturi 
Ek bharoso giridhari
Main ati deen tumahri sharan mein 
nath na dijo bisari 
Apno jaan samharo pritam prem 
Prem sakhi balihari 


Ho Ramaiya bin neend na ave


H

Ho ramaiya bin neend na ave


Lyrics -

Ho ramaiya bin neend na ave
neend na ave biraha satave prem ki aag lagave

bin piya jyot mandir andhiyaro deepak dayan ave
piya bin meri saz aluni jaagat rain bihave
piya kab ave . ramaiya bin ....

dadur mor papeeha bole koyel sabad sunave
ghumat ghata ular hui aayi damini damak darave
nain jhar lave . ramiya bin ....

ko hai meri sakhi saheli sajani piya ko aan milave
meera ke prabhu kare miloge manmohan mohe bhave
kab batlave . ramaiya bin ....

Hari bin kaun gati mori 


Lyrics - 

Hari bin kaun gati meri 
tum mere pratipalak hiye main dasi teri 
ye sansaar vikaar ka saagar beech mein main gheri 



baari baari puakri main prabhu ha i aarti teri 
naav tooti prabhu paar lagao dubat dasi teri 





Hari aawan ki awaz




Lyrics-

 hari aawan ki awaaz 
aaj suni maai

mahalan chadhi chadhi jou meri sajani 
kab aave baraat

dadur mor papiha bole 
koyal madhure saaj
koyaliya koyaliya koyaliya ..
barase bundiya megha bole 
damini chhodi awaz 

dharti roop navanav dhariya 
piya milan ke aas 
meera ka chit dheera na maane 
begi milo maharaj 

Lyrics - Hari tum haro jan ki peer 

listen to Hari tum haro jan ki peer

Hari tum haro jan ki peer
Daupadi ki laaj rakhi 
Tum badhyao cheer
Bhakt kaaran roop narhari
Dharyo aap sharir
Budhate gajraaj rakhyo
Kiyo bahar neer 
Dasi meera laal Giridhar 
Dukh taha jaha peer 

Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare Hare
Hare Rama Hare Rama Rama Rama Hare Hare 


Hari Hari Govind bol 

Lyrics -

hari hari govind bol 
murli manohar krishan kanhaiya
 bansi bajaiya tu bol re manwa 

jal mein bhi woh hai thal mein woh 
shrishti ke kan kan mein bhi woh hai 
bhakton ke sare dukh harle data 
tere dware kab se khade hain
ghadi ghadi ghanshyam bol 
re manwa ghadi ghanshyam bol 
hare murare khade tere dware 
man ki kewadiya tu khol 

saare jagat hai rakhwala 
yashoda nandan giridhar gopala 
surat se kitna hai bhola bhala
 mud mud ke dekhane wala 
hare hare nandlala bol 
re manwa hare hare nandlal bol 
sote jagate bas raat sham 
tu apni sanson mein ghol 

Hey Krishna Govind hare Murari

Lyrics -

Hey Krishna govind hare murari hey nath narayan vasudeva
binati humari sun le murari aayen hai hum to dar pe oh banwari 

gokul mere hoton mein ho mathura meri aankhon mein ho
ho dwarka ki man chhavi ek vrindavan meri saanson mein ho

itni kripa humpe karo rang mein tere rang jaye hum 
bhule se na tumko prabhu dil se kabhi bisrayen hum 


Hathi Ghoda Palki 

Lyrics -

haathi ghoda paalki jai kanhaiya laal ki 
hoton pe satrangi bansi baaje 
AANKHON MEIN KAJRARe KAjaL SAAJE 
SURATIYA pyari jiski leela nyari
BOLO GIRIDHAR GOPALA KI JAI HO 

brij ki galiyan mein chham cham bole
kaano mein ras ghole jab kuchh bole 
chupke chpke woh  makhan churaye 
aur chori chori sabko rijhaye 
bole yashoda se maakhan nahi khayo re 
chori nahi yeh tere laal  ki 

ungaLI PE GOVARDHAN KO UTHAYA 
KALIYA KE SAR KO USNE JHUKAYA
vadh kiya ye kans ka 
AUR SUDAMA KA DUKJH HAR LIYA
danav  ko mara manav ko tara
leela yehi nyari hai nandlal ki 



Lyrics - Hey Ram hey Ram 


Hey Ram Hey Ram
Jag mein sancho tero naam 
Tu hi mata tu hi pita hai
Tu hi to hai radha ka shyam
Tu antaryami sabka swami 
Tere charnon mein charon dham 
Tu hi bigade tu hi sanware 
Is jag ke sare kaam
Tu hi jag trata vishwavidhata
Tu hi subah tu hi shaam 

Hey Govind hey Gopal 


Lyrics -



Hey govind hey gopal 
rakho sharan ab to jeevan haaren 
neer piyan hetu gaya sindhu ke kinaare
sindhu beech basat grah paav dhari pachhade
charon pahar yuddh bhayo le gayo majhdhaare
naak kaan duban laage krishna ko pukaaren 
sur kahe shyam suno sharan hain tumhaare 
abki baar paar karo nand ke dulaare 

Meaning-


This is a b'ful bhajan expressing the grief of Gajaraj who has been cpatured in the water by the alligator .The gajraj went there to offer prayer to God and at that time this all happened .It is said that he prayed to the lord so intensley by his heart that Lord Vishnu instantly reached there and saved the elephant by beheading the alligator by his "Sudarshan" Chakra .
At that time whatever he narrated all those words are the important part of "Srimad Bhagwat Mahapurana " and this whole instance is collected together as "Gajendra Moksha".


Oh Govind Oh Gopal ,keep me in your shelter as I am loosing my life .
I went to drink the water at  the bank of river .In the river there lies an alligator who has grabbed my legs and thus he is drawing me in the water .
Whole day we had a conflict but he taken me to the edge , now my nose and ears are drowned and are calling only Krishna .
Sur das ji says that the elephant says Oh Shyam please listen to me I am only in your shelter .Oh dearest of Nand ji this time you take me accross this jolt .

















Hindore mai jhoolat 

Listen to hindore mai jhoolat hai

Lyrics -

Hindore mai jhoolat hai nandlal 
sang shobhit vrishbhan nandini
Jodi param rasaal 

Mor mukut van maal shobhit
pyari ke nutan saari 
jo doli det lalita jhooli shakha
Das nirakhi balihari











 Hari naam mala stotra


Om Namo Bhagwate Vasudevaya

Govindam gokulanandam gopalam gopiballabham
Govardhano dharam veeram tam vande gomatipreeyam

Narayanam niradharam narveeram narottamam
Narshiham naagnathanam cha tam vande narkantakam

Peetambaram padmanabham padmaksham purushottamam
Pavitram parmanandam tam vande parmeshwaram

Raghavam ramchandram cha ravanaadim ramapatim
Rajeevlochanam raam tam vande raghunandanam

Vamanam vishwaroopam cha vasudevam cha vitthalam
Vishveshwaram vibhum vyasam tam vande vedvallabham

Damodaram diptasingham dayalum deennayakam
Dattyarim devadevesham tam vande devakisutam

Murarim madhavam makhsim mukundam musthimardanam
Munjkesham mahabahum tam vande madhusudanam

Keshavam kamalakantam kamesham kautukpriyam
Kamudke dharam krishnam tam vande kaurvantakam

Bhudharam bhuvanandam bhutesham bhutnayakam
Bhavanekam bhujangesham tam vande bhavnashanam

Janardanam jagannatham jagadchakravinashakam
Jamdaghnam varam jyoti tam vande jalshayanam

Chturbhujam chidanandam charurmallamardanam
Charachargatam devam tam vande chakrapaninam

Sheeryakaram shreeyonatham shreedharam shreevarapradam
Shreevatsal dharam swamin tam vande shree sureshwaram

Yogishawaram yagnapatim yasosanand dayakam
Yamuna jal kalyorim tam vande yadunayakam

Shaligramam shilashuddham shankh chakropashobhitam
Surasur sada setum tam vande sadhuvallabham

Trivikramam tapomurti trividha bhavya nashanam
Trishthalam tirthrajendram tam vande tulsi preeyam

Anantam aadipurusham achutam cha varpradam
Anandam cha sada anandam tam vande cha aghnashanam

Leelaya adbhut bhudharam loksatvaikavanditam
Lokeshawaram cha shree kantam tam vande laxmanapreeyam

Harim cha harinaksham cha harinatham haripriyam
Halayudham sahayam cha tam vande hanumatpatim 

Lyrics Ho rasiya main to sharan tihari 

listen to Ho rasiya main to sharan tihari 

Ho rasiya main to sharan tihari
Nahi saadhan bal vachan chaturi 
Ek bharoso giridhari
Main ati deen tumahri sharan mein 
nath na dijo bisari 
Apno jaan samharo pritam prem 
Prem sakhi balihari 


Hey mahabahu govind keshava 

Listen to hey mahabahu govind keshava

Lyrics -

hey mahabahu govind keshava mere 
mujhpe itni kripa apni dikhlaiye 
tyag kya hai yeh sanyaas kya hai prabhu
mujhko ek ek kar ke yeh samjhaiye 

karmaphal tyag kya wohi tyag hai
aur vidwan sanyas ka naam de
kamya karmon ko tyago magar dekhna
yagya aur dhyan tap sang mein rahe

main ladunga nahi mithya nishchaya tera
yehi khatriya kal yudh mein jayega
kar samarpit mujhe karma kar marma kar 
paap se tu mukt ho jayega 

hey dhananjay bata moh jo hua 
tere man ka andhera chhata ya nahi
bola arjun kripa se prabhu aap ki 
yudh se ab to pichhe hatunga nahi


0 comments:

Post a Comment