Tuesday, 22 April 2014

D



Daras bin dukhan lage nain 


Lyrics -

Daras bin dukhan lage nain 
jab te tum bichhude prabhu ji 
kabahun na paayo chain

sabad sunat mori chhatiyan tharke
mithe lage bain 
unchi chadhi chadhi panth niharun 
bhayi chhama si rain

birah vyatha kaso kahun sajni 
bah gayi karvat rain 
meera ke prabhu kabre miloge 
dukh metan sukh den 


Deenan ke nath dayal ho



Deenan ke nath dayal ho bhajo Radhe Govinda
Murali manohar Ghanshyam ri bhajo Radhe Govinda

deendayal sune jab se, tab se man mein  kachhu aisi basi hai
deenon ka haaye ke jaun kahan tere hit ki kati bhet kasi hai  
tero hi aasaro ek manu nahi prabhu to kou dujo jati hai
ehu murar gopal kahun ab meri hansi na teri hansi hai

dekh arjun ki dasha 

Listen to dekh arjun ki dasha

Lyrics -

Dekh arjun ki dasha prabhu krishna bole
jeevan atma ke bhed sab khole
atma na janme deh janma paye 
atma na marti kabhi deh mar jaaye 
janma jo le mar jaye janma phir hole

shashtra se kat na paaye 
jale na jalaaye 
jal se jo ho na gili
vayu na sukhaye
atma mein main hi main hoon
arjun bhole

dharma yudh jo na kare papi kehlaye
tu hai ek yodha kho jaaye
aise apyash se achha 
mrityu ka hole

kaam se krodh jage krodh se maya
isse jo bach ke raha yogi kehlaya
indriyan bas mein kar ke karma yogi hole



Deendayal gopal hari  


Lyrics -

Deen dayal gopal hari 

vrindavan mohi bula to sahi 
ro ro raj charan pakhar karoon
prem prasad jaga to sahi 

toye chhod ke kiski aas karun 

teri nagari mein nitya niwas karoon 
din raat yehi ardaas karoon 
teri bansi ki dhun suna do sahi 

vraj ki buhari mein birah karoon  

teri sewa pooja kiya hi karoon 
tere dho dho charan piya hi karoon 
meri naav ko paar laga to sahi 

viraha bas nayan kuchaye rahe 

ro ro ke samudra bahaye rahe 
bina aye rahe akulaye rahe 
mere dukh ko kaaran mita to sahi 

tere daras kaaran main pyasa 

surdas bahut hi aasha hoon 
mere aas ki pyas bujha to sahi 
mera jeevan maran chhuta to sahi 


Deenan dukh haran dev


deenan dukh haran dev santan hitkari 
ajamil geedh byadh inme kah kaun saadh 
panchhi ko pad padhaat ganika si taari 
deenan dukh haran dev ... 
dhruva ke sar chhatra det
prahalad ko ubari det 
bhakta hetu bandhyo setu 
lankpuri jaayi 
deenan dukh haran dev .....
gaj ko jab grah grasyo
duhshashan cheer khasyo
sabha beech krishna krishna draupati pukari
deenan dukh haran dev .....
itne hari aaye gaye 
basnan aaroorh bhaye 
surdas dware khado aanadhro bhikhari 
deenan dukh haran dev santan hitkari
deenan dukh haran dev .....

0 comments:

Post a Comment