Raasrang by Pt Bhimsen Joshi
Hari ka bhed na paya
Listen to Hari ka bhed na paaya
Lyrics -
Jiya mein basi wako naam hari
Rama hari ka bhed na payo
Jadu bhareli
Listen to jadu bhareli
Lyrics -
jadu bhare li naina rasile
tore naina rasile
dans jaharile
dekh nazar se mohe dhave re
kajrile komal ratnaar
jadu bhare ...
Jamuna ke teer
Listen to Jamuna ke teer
Lyrics -
Jamuna ke teer
kaun mero
gokul gunji vrindavan gunji
kahu se
Jo bhaje hari ko sada
Listen to jo bhaje hari ko sada
Lyrics -
jo bhaje hari ko sada
soyi param pad paayega
deh ke mala tilak aur
haath nahi kuch kaam denge
prem bhakti ke bina nahi
nath ke man bhayega
dil ke darpan ko safa kar
door kar abhiman ko
khak ho guru ke kadam ki
to prabhu mil jayega
chodd duniya ke maje sab
baith kar ekant mein
dhyan dhar hari ka charan ka
phir janam nahi aayega
dridh barosa man mein karke
jo jape hari naam ko
kehta hai Brahmanand
bheetar payega
Kripa sarowar
Listen to Kripa sarovar
Lyrics -
kripa sarowar kamal manohar
shree krishna charan gahiye
leela purushottama radhavar
radha maadhav bhav badha har
aakarshan ke kendra krishna hain
sundartam rasikendra krishna hain
krishna krishna kahiye
shree krishna sharan gahiye
sada sarwamaya hai sarvottama
kyu na sada dhyayae unko hum
sakal labh lahiye
Piya milan ki aas
Listen to piya milan ki aas
Lyrics-
Piya milan ki aas
Sakhi ri gin din jagat sagari rah gayi
piya milan ki aas
chhaan ri ban ban banwari
o ri sakhi ri jo piya aave ka kari
Sumati sita ram
Listen to sumati sitaram
Lyrics -
Sumati sita ram aatmaram sitaram
Taran taaran charan chaaro dham
shashwati sree kripa sita ram shree karuna ratan
bharat laxman shatrusudan sahit shree panchayatan
sarvada sammukh viraje aanjaneya pranaam
dhanya jisne dhyandhar bhumadhya mein dekha
ayodhya hai bhakt ki mastak tilak rekha
navdwara puri jiska patitpavan naam
sita ram sita ram
Piya to maanat nahi
Listen to piya to maanat nahi
Lyrics -
Ab to piya to maanat nahi
kaun gunan se manau re
aiso nithur na jaane bha
more piya nithur nithur
preet purani jaanat nahi re
ab kaun gunana se manau re
piya to maanat nahi
0 comments:
Post a Comment