Guru prarthana
Guru vandana
Lyrics -
Hey deenbandhu dayalu guru kehi bhanti tav guna gaun main
Tumhre pavitra charitra kehi vidhi nath kahi ke sunaun main
Jihva apavan hai meri, guru nam kaise lijiye
Mun funs raha bhav-jaal mein vah kis tarah prabhu dijiye
Dhan dhanya maya roop hai kyonkar nyochhavar kijiye
Sansar sagar mein funsa guru dhyan kaise kijiye
Tun kaise arpan kar sakoon, vah to maha paapi adham
Dhan dhanya au mun deke guru tum se nahin uddhar ham
Shraddha sumirani bhent kari main deen ho charano pada
Main patit hoon tum patit pavan, aapka hai aasra
Bhav sindhu mein hoon funs raha gurudev mujhe uthaiye
Gahi baanh deenanath apradhi ko par lagaiye
Jo deen ho charano pade he nath ve sare tare
Tera bhikhari tum bina prabhu asra kiska kare
Main deen hoon tum deen bandhu, main adham tum naath ho
Main hoon anath kripanidhan to tum anathon ke nath ho
Mata pita sut bhrat bharya koi sath na jayenge
Us paak kumbhi narak mein koi na hath batayenge
Yah soch ke tab sharan aya ab thikana hai nahin
Bas paar kar do meri nauka aur apna hai nahin
Guru bin kaun bataave
Listen to Guru bin kaun batave
Lyrics -
Guru bin kaun batave baat
bada vikat yamghat
bada vikat yamghat
bhranti ki pahadi nadiya beech mein
ahankar ki laat
ahankar ki laat
kaam krodh ko parvat thade
lobh chor sanghaat
lobh chor sanghaat
mad me sarita meh barsat
maaya pawan bah jaat
kahat kabir suno bhai sadho
kyun tarnaaye ghat
maaya pawan bah jaat
kahat kabir suno bhai sadho
kyun tarnaaye ghat
Humare guru mile brahma gyani
Humare guru mile brahma gyani
payi amar nishani
kaag palatehu hansa kine
dinhi naam nishani
hansa sukhsagar par
mukti bhare jahan pani
jal bich kumbh kumbh vich jal hai
bahar bhitar pani
bikasyo kumbh jal, jal hi samana
ye gati birle hi jani
hai athah thah santan mein
dariya lehar samani
bhiwar jaal dal ka karihe
jab meen bikhal bhaye pani
anubhav ka gyan bujhalta ki vaani
so hai akath kahani
kahe kabir kunge ki sain
jin jani un maani
Humare guru puran datar
Lyrics -
humare guru puran dataar
abhay daan deenan ko dine
kinhi bhav jal paar
janam ke bandhan kate
yam ko bandh niwar
rank hute so raja kinhi
anna dhan diyo apaar
deve gyan bhagti puni deve
yog batawan haar
tan man vachan sakal sukhdayi
hirday buti ujiyaar
sab dukh ganjan patka bhanjan
ranjan gyan bichar
saajan durjan jochan aayve
ek hi drishti nihaal
anand roop swaroop mayi hai
lipta nahi sansaar
charandas guru sahajo kere
namo namo barambaar
Sai baba bhajans
Sai teri yaad
Sai teri yaad maha sukhdai
Ek tuhi rakhwala jag mein,tuhi sada sahai .
Tujhko bhula jag dukhiyara , sumiran bin man mein andhiyara
Hoon charnan sharanaai ..
Sanchi preet tihari data , tere bin sab jhuta nata
Tune kripa barasai …
Ek tuhi rakhwala jag mein,tuhi sada sahai .
Tujhko bhula jag dukhiyara , sumiran bin man mein andhiyara
Hoon charnan sharanaai ..
Sanchi preet tihari data , tere bin sab jhuta nata
Tune kripa barasai …
Tere dware khada aan mili
Listen to tere dware khada
Lyrics -
tere dware khada aan milo mere sai
mere man nein yeh aas lagayi
lagi lagan meri tum hi so jag ki preet bhulayi
teerath dham anek chhane koi khabar nahi payi
man mandir mein aan birajo bhagati sej bichhayi
bin darshan yh bujh na jaaye prem ki jyot jalayi
aaradhan mera sweekaro lelo nij sharnayi
hey karunamaya kirpa kije dware jholi phailayi
dukhiyon ke dukh harne wale mori sudh bisrai kyun
tum bin mero kaun hai data sharan pade ka sahayi
Listen to tere dware khada
Lyrics -
tere dware khada aan milo mere sai
mere man nein yeh aas lagayi
lagi lagan meri tum hi so jag ki preet bhulayi
teerath dham anek chhane koi khabar nahi payi
man mandir mein aan birajo bhagati sej bichhayi
bin darshan yh bujh na jaaye prem ki jyot jalayi
aaradhan mera sweekaro lelo nij sharnayi
hey karunamaya kirpa kije dware jholi phailayi
dukhiyon ke dukh harne wale mori sudh bisrai kyun
tum bin mero kaun hai data sharan pade ka sahayi
Sai naam ka pyala pee le
Lyrics -
Sai naam ka pyala pee le dhalne lagi hai sham
jeevan rajni dwar khadi re japa nahi tune naam
japle sai naam
bolo ram sai ram ..
man mein uski jyot jala le usko apna meet bana le
karde apna sara jeevan re man uske naam
ghat ghat wasi tum avinasi kripa karo prabhu main abhilashi
reet na janu main pooja ki gir ke rijhaun ram
karle uski sachhi pooja ussa sathi aur na dooja
pal pal chhin chhin sang woh tere bigade banaye kaam
Sai naam ka ras barsaao
Lyrics -
Prabhu ji..
sai naam ka ras barsao
jeevan safal ho mera sai
main to balak tum mere sai
sharan mein apni bula lo
aarti teri roz main gaaun
preet ki reet sajao
Sharnagat sai charnon mein
Lyrics -
Shranagat sai charnon mein
tere charnon mein charnon mein
patit pawan sai charnon mein
in sanson ko aas hai teri in naino ko pyas hai teri
pooja archana meri tere charnon mein charnon mein
jeevan ka anmol khajana tere naam se bharte jana
jag chhute man doobe tere charnon mein charnon mein
sai tum ho bohat kripalu daya karo sai tum ho dayalu
beete baki jeevan tere charnon mein charnon mein
Tere rang hain nyare baba
Lyrics -
kabhi hansaye kabhi reulaye tere rang hain nyare baba
dhoop chhav ke khel ranchaye jeevan bhar do sare baba
rang birangi sundar duniya kaise tune banayi
suraj chanda pawan aur paani in sab se hai sajayi
oh mahan kala ke swami tujhe dhoondhate saare baba
haar jeet ka jag mein mela laga diya hai tune
bhool bhulaiya yeh zindagi uljhaya hai tune
dukh aur sukh ke jhonko mein hai tujhe yaad kare saare baba
kaun dost hai kaun hai dushman manbhavo ke rang
kaun kisi kya swarth mein lipte sab ek duje sang
ant samaya mein apna tan bhi saath rahe na baba
Man mein ganth padi mere sai
Lyrics -
man mein gaanth padi mere sai tum hi isko kholo
andhkaar ko door karo sai man ki ankhiyaan kholo
mere mna ki ankhiyan kholo
pyar ka bhaw bana kar tum ne duniya ka rang sajaya
pyar ko hi moh jaal kaha phir pyar ko hi jhuthlaya
khud hi banaya phir khud hi mitaya bolo sai bolo
mere man ki ...
daulat hi apaar kahin kahin nirdhan kangal
murakh ghadi ati sundar kahin vikrit roop vikaar
kyun na banaya ek sa sab ko
mere man ki ....
jihva banayi sab rang bole man pure jag dole
saans ki chakki ek si sab mein lal lahu tan dole
karam hai phir bhi alag alag kyun bolo sai bolo
mere man ki ....
Naina neer bahaye
Lyrics -
Naina neer bahaye hain sai
tere paawan darshan paayen pagal khushi manaye hain
kalushit jag ko dekh dekh ke naino mein ho bahut thakaan
sara kalush baha ban ashru teri chhavi basaye hain
rom rom mein baso prabhu tum pehle kyun na mujhe jagaya
raha bhatakta pehle yeh man sharan tihari aayen hain
ganga jamuna sa nirmal man naian aan samaya
tere preet ki baat kare yeh ro ro haal sunaye hain
Man re tu sumiran kar sai naam
Lyrics -
Man re tu sumiran kar sai naam
jag ke jhoote chhod de kaam sumiran kar sai naam
jag mein aake sudh budh khoyi jhoothi maya uljhaye mohi
kaal ka panchhi udta jaaye toote gi saans bina sai naam
meri meri ratate ratate poori nahi ho apni kahani
dhan daulat yeh mahal atari jeevan ritu bani sham
subah ka bhoola sham ko lauta kshama karo prabhu das main chhota
tumko na jana abtak swami kiya jeevan tere naam
Lagan lagi tere naam ki
Lyrics -
Lagan lagi tere naam ki baba bole sai sai naam
man dole kab jaaunga shirdi dham
chalo shirdi sai dham
baba mere adhir man ko dheeraj se tum bhar dena
reeti jhole laya hoon main naam ke moti bhar dena
chahu disha se barse ga amrit sai sai naam
man dole...
sab dukhiyo ko mile sahara tere dware aake
'sachhe man se jo bhi aaye preet ki jyot jaga ke
jeevan rajni roshan ho jaaye tere naam ki chhah
man dole..
jeevAN APNA SARTHAK KAR LOON JAP KAR SAIN NAAM
SHEESH JHUKA KAR TERE CHARNON KARUN SADA TERA DHYAN
BAKI UMRA SHIRDI MEIN BEETE BAS YAHI ARMAAN
MAN DOLE
Sai nath tere hazaron haath
Lyrics -
Tu Hi Fakir Tu Hi Hai Raaja Tu hai Sai Tu Hi Hau Baba
Sainaath tere Hazaaron Haath, Jis Jis ne teraa naam liyaa
Tu Ho liyaa uske saath
Sai Naath Tere Hazaron Haath
it dekhu to tu laage kanaiya ut dekhu to Durgaa Maiyaa
Nanak si muskaan hai mukh par Saan a muhammad bhi hai mukh par
Raam Naam ki hai tu mala, Gautam waalaa tujme ujaalaa
Neem tere ki meethi chaayaa badle har chole ki kaaya
Teraa dar hai dayaa ka saagar, sab mazhab bharte hai gaagar
paavan paaras teri aag, tera patthar kan kan main raag
Tera Mandir sabka Madinaa, jo bhi aaae sikhe jinaa
Tu chaahe to tal jaae ghaat Tu hi bholaa Tu hi naath
Ajo Ananthaya Nithyaya Shuddhaya
Listen to Ajo ananthaya
Ajo Ananthaya Nithyaya Shuddhaya
Listen to Ajo ananthaya
Ajo Ananthaya Nithyaya Shuddhaya
Satchidananda Nanda Guru Om
Guru Om Guru Om (2)
Satchidananada Nanda Guru Om
Namo Narayanaya Hari Hara Shashi Shekharaya
Para Brahma Ananda Guru Om(2)
Satchidananda Nanda Guru Om
Aavo Gurudev Darshana Dijo
Aavo Gurudev Darshana Dijo
Tum Ho Jagata Ke Daataa
Tumhi Ho Bhrama Tumhi Ho Vishnu
Tum Ho Shankara Roopa
Aavo Gurudev Darshana Dijo
Tum Ho Jagata Ke Daataa
Sristi Stithi Laya Swaroopa Tum Ho
Tum Ho Anaadi Roopa
Aavo Gurudev Darshana Dijo
Tum Ho Jagata Ke Daataa
Anaatha Naatha Dina Bandhu
Tum Ho Aananda Roopa
Aavo Gurudev Darshana Dijo
Tum Ho Jagata Ke Daataa
Agnana Nashaka Sharana Samrakshaka
Atma Gnana Pradaata
Aavo Gurudev Darshana Dijo
Tum Ho Jagata Ke Daataa
Guru Maatru Pita Guru Bandhu Sakha
Lyrics -
Guru Maatru Pita Guru Bandhu Sakha
Tere Charano Mein Swami Mere Koti Pranaam
Priyataam Tumhi Praananaath Tumhi
Tere Charano Mein Swami Mere Koti Pranaam
Guru Maatru Pita Guru Bandhu Sakha
Tere Charano Mein Swami Mere Koti Pranaam
Tumhi Bhakti Ho Tumhi Shakti Ho
Tumhi Mukti Ho Mere Sambh Shiva
Guru Maatru Pita Guru Bandhu Sakha
Tere Charano Mein Swami Mere Koti Pranaam
Tumhi Prerana Tumhi Sadhana
Tumhi Aaradhana Mere Sambh Shiva
Guru Maatru Pita Guru Bandhu Sakha
Tere Charano Mein Swami Mere Koti Pranaam
Tumhi Prem Ho Tumhi Karuna Ho
Tumhi Moksh Ho Mere Sambh Shiva
Guru Maatru Pita Guru Bandhu Sakha
Tere Charano Mein Swami Mere Koti Pranaam
Priyataam Tumhi Hridayanath Tumhi
Tere Charano Mein Swami Mere Koti Pranaam
Guru Maatru Pita Guru Bandhu Sakha
Tere Charano Mein Swami Mere Koti Pranaam
Jit Bithrawe Tit Hi Baithu
Jo Paiharawe Soe Soe Paharu
Meri Unki Preet Purani
Beche To Bik Jau
Guru Meri Pooja Guru Govinda
Guru Mera Par Barahma
Guru Bhagwanta
Guru Meri Pooja
Guru Mera Deva Alakh Abheu
Sarv Pooje Charan Guru Sevu
Guru Meri Pooja Guru Govinda
Guru Mera Par Barahma
Guru Bhagwanta
Guru Meri Pooja
Guru Ka Darshan Dekh Dekh Jeeva
Guru Ke Charan Dhoye Dhoye Peewa
Guru Bin Avar Nahi Mai Thau
Aan Din Japahu Guru Guru Nau
Guru Meri Pooja Guru Govinda
Guru Mera Par Barahma
Guru Bhagwanta
Guru Meri Pooja
Guru Mera Gyan Guru Hryada Dhayan
Guru Gopal Purakh Bhagwan
Guru Meri Pooja Guru Govinda
Guru Mera Par Barahma
Guru Bhagwanta
Guru Meri Pooja
Asse Guru Ko Bal Bal Jayeye
Aap Mukat Mohe Tare
Guru Ki Sharan Prabhu Kar Jode
Guru Bina Mai Nahi Bhoor
Guru Meri Pooja Guru Govinda
Guru Mera Par Barahma
Guru Bhagwanta
Guru Meri Pooja
Guru Bahot Hi Tare Bhav Paar
Guru Seva Yam Te Chhutkar
Guru Meri Pooja Guru Govinda
Guru Mera Par Barahma
Guru Bhagwanta
Guru Meri Pooja
Andhkar Me Guru Mantra Ujaara
Om Sai Shirdi Sai Jai Jai Sai
Andhkar Me Guru Mantra Ujaara
Guru Ke Sang Sagal Nistara
Guru Meri Pooja Guru Govinda
Guru Mera Par Barahma
Guru Bhagwanta
Guru Meri Pooja
So Guru Satya Kahawein
So Guru Satya Kahawein
Koi Nainan Alakh Lakhawein
Dolat Dige Na Bolat Phisle, As Upadesh Dikhwaein
Jap Tap Jog Kriya Te Nyara, Sahaj Samadhi Sikhwaein
So Guru Satya Kahawein
Kaya Kasht Bhooli Nahi Dewaein
Nahi Sansar Chudawain
Yeh Man Jaaye Jahan Tahan Tahan
Paramata Darsawein
So Guru Satya Kahawein
Karma Karien Nishkarm Rahein, Kuch Aise Yukti Batawein
Sada Vilaas Bhog Mein Jog Jagawein
So Guru Satya Kahawein
Bheetar Bahar Ek Hi Dekhein, Dooja Dristhi Na Aawein
Kahe Kabir Koi Sadguru Aisa
Aawagaman Chudawein
O Guru Satya Kahawein
Anant Samsar Samudra Tar
Lyrics -
Anant Samsar Samudra Tar Naukayitabhyam
Guru Bhaktidabhyam Vairagya Samrajyada Poojanabhyam
Namo Namah Shri Shri Guru Padukabhyam
Kavitva Varashi Nishakarabhyam
Daurbhagya Davambud Malikabhyam
Durikrita Namra Vipattitabhyam
Namo Namah Shri Shri Guru Padukabhyam
Nata Yayo Shripatitam Samiyuh
Kadachidapyashu Daridravaryaha
Mookascha Vachaspatitahitabhyam
Namo Namah Shri Shri Guru Padukabhyam
Nalik Nikash Padaahritabhyam
Nana Vimohadi Nivarikabhyam
Namajjanabhist Tatipradabhyam
Namo Namah Shri Shri Guru Padukabhyam
Nrupali Mauli Vraja Ratna Kanti
Sarid Viraja Jhasha Kanyakabhyam
Nrupatvadabhyam Natlok Panktihi
Namo Namaha Shri Shri Guru Padukabhyam
Papandhakarark Paramparabhyam
Traap Trayaheendra Khageshwarabhyam
Jadyabdhi Samsoshana Vadawabhyam
Namo Namah Shri Shri Guru Padukabhyam
Shamadi Shatka Pradavaibhavabhyam
Samadi Dana Vrata Dikshitabhyam
Ramadhavangri Sthir Bhaktidabhyam
Namo Namah Shri Shri Guru Padukabhyam
Swarchaparanaam Akhileshtadabhyam
Swaha Sahayaksha Dhurandarabhyam
Swantachchabhava Prada Poojanabhyam
Namo Namah Shri Shri Guru Padukabyam
Kamadisarp Vraj Gaarudabhyam
Viveka Vairagyanidhi Pradabhyam
Bodh Pradabhyam Drut Mokshadabhyam
Namo Namah Shri Shri Guru Padukabhyam
Namo Namah Namo Namah Namo Namah
Guru Maharaj Guru Jai Jai
Guru Maharaj Guru Jai Jai
Guru Maharaj Guru Jai Jai,
Parabrahma-Sath Guru Jai Jai
Guru Maharaj Guru Jai Jai,
Vedhavyasa-Sath Guru Jai Jai
Guru Maharaj Guru Jai Jai,
Aadhi Shankara-Sath Guru Jai Jai
Guru Maharaj Guru Jai Jai,
Raghavendra-Sath Guru Jai Jai
Guru Maharaj Guru Jai Jai,
Chimayananda-Sath Guru Jai Jai
Guru Maharaj Guru Jai Jai,
Tapovan-Sath Guru Jai Jai
Shirdi Wale Sai Baba
Lyrics -
Zamane Ne Kaha Tooti Hui Tasweer Banti Hai
Tere Darbaar Main Bigdi Hui Taqdeer Banti Hai
Tareef Teri Nikli Hai Dil Se
Aayi Hai Lab Pe Ban Ke Qawaali
Shirdi Wale Sai Baba
Aaya Hai Tere Dar Pe Sawali
Lab Pe Duayen Aakhon Main Aansoon
Dil Main Umeedein Par Jholi Khali
Shirdi Wale Sai Baba
Aaya Hai Tere Dar Pe Sawali
O Mere Sai Deva, Tere Sab Naam Lewa
Khuda Insaan Saare, Sabhi Tujhko Hain Pyaare
Sune Fariyaad Sabki, Tujhe Hai Yaad Sabki
Bada Ya Koi Chhota, Nahi Mayoos Lauta
Ameeron Ka Sahara, Gareebon Ka Guzara
Teri Rehmat Ka Kissa Bayan Akbar Kare Kya
Do Din Ki Duniya, Duniya Hai Gulshan
Sab Phool Kaante, Too Sab Ka Maali
Shirdi Wale Sai Baba
Aaya Hai Tere Dar Pe Sawali
Khuda Ki Shaan Tujhme, Dikhe Bhagwaan Tujhme
Tujhe Sab Maante Hain, Tera Ghar Jaante Hain
Chale Aate Hain Daude, Jo Khush Kismat Hain Thode
Yeh Har Raji Ki Manzil, Yeh Har Kashti Ka Sahil
Jise Sab Ne Nishala, Use Toone Sambhala
Too Bichhdon Ki Milaye, Bujhe Deepak Jalaye
Yeh Gam Ki Raatain, Raatain Yeh Kaali
Inko Banade Eid Aur Diwali
Shirdi Wale Sai Baba
Aaya Hai Tere Dar Pe Sawali
Lab Pe Duayen Aakhon Main Aansoon
Dil Main Umeedein Par Jholi Khali
Shirdi Wale Sai Baba
Aaya Hai Tere Dar Pe Sawali
X4
Tere Naam Ke Siva
Tere Naam Ke Siva
Tere Naam Ke Siva Mujhe Kuch Bhi Yaad Nahi
Guruji Guruji
Sagar Mein Bhi Tu Hi Tu Hi
Leheron Mein Bhi Tu Hi Tu Hi
Dharti Mein Bhi Tu HI Tu Hi
Ambar Mein Bhi Tu Hi Tu Hi
Tere Naam Ke Siva Mujhe Kuch Bhi Yaad Nahi
Guruji Guruji
Om Gurave Namah
Om Gurave Namah
Guruji Guruji
Allah Mein Bhi Tu Hi Tu Hi
Jesus Mein Bhi Tu Hi Tu HI
Buddha Mein Bhi Tu Hi Tu Hi
Krishna Mein Bhi Tu Hi Tu Hi
Tere Naam Ke Siva Mujhe Kuch Bhi Yaad Nahi
Guruji Guruji
Manasa Bhajare Guru Charanam
Dusthara Bhava Saagara Taranam
Guru Maharaj Guru Jai Jai, Swaminaatha Sathguru Jai Jai
Om Namaha Shivaya (3), Shivaya Namah Om
Arunachala Shiva (3), Aruna Shivom
Omkaaram Bhava (3), Om Namo Baba
Guru Maharaj Guru Jai Jai,
Parabrahma-Sath Guru Jai Jai
Guru Maharaj Guru Jai Jai,
Vedhavyasa-Sath Guru Jai Jai
Guru Maharaj Guru Jai Jai,
Aadhi Shankara-Sath Guru Jai Jai
Guru Maharaj Guru Jai Jai,
Raghavendra-Sath Guru Jai Jai
Guru Maharaj Guru Jai Jai,
Chimayananda-Sath Guru Jai Jai
Guru Maharaj Guru Jai Jai,
Tapovan-Sath Guru Jai Jai
Guru Hamare Mana Mandirame Guru Hamare Praan
Sare Vishva Ka Vo He Dhata Narayana Bhagavan
Om Gurudev Jai Gurudev
Shree Gurudev Sat Gurudev
Paramananda Guru Sacchidananada Guru
Gnan’ Ananda Guru Chinmayananda Guru
Guru Hamara Tanamana Sabha He Guru Hamare Pyar
Gnana Bhakti Ka Vohe Data Narayana Bhagavan
Om Gurudev Jai Gurudev
Shree Gurudev Sat Gurudev
Paramananda Guru Sacchidananada Guru
Gnan’ Ananda Guru Chinmayananda Guru
Guru Hamare Dhana Dholata He Guru Hamare Praan
Bhakti Mukti Ka Vohe Data Narayana Bhagavan
Om Gurudev Jai Gurudev
Shree Gurudev Sat Gurudev
Paramananda Guru Sacchidananada Guru
Gnan’ Ananda Guru Chinmayananda Guru
Aruna Ramana Sri Guru Deva
Sesha Ramana Sadguru Deva
Bhavabhaya Harana Sri Sai Deva
Sri Sai Deva Sri Sai Deva
Guru Hey Satjith Ananda Deva
Ananda Deva Sri Sai Deva
Mohe Laagi Lagan Guru Charanam Ki,
Mohe Laagi Lagan Guru Charanam Ki …..
Charan Bina Mujhe Kuch Nahi Bhaaye,
Jhuthee Maayaa Sab Swapanan Ki ………
Bhow Saagar Sab Sukha Gayaa Hai,
Phirat Nahee Mujhe Taranan Kee …..
Mira Ke Prabhu Giridhar Naagar,
Ulat Bhaye More Nayanan Kee ….
0 comments:
Post a Comment