The Classical Amalgamation .1
Jhini jhini jhini chadariya
Lyrics -
Jhini jhini jhini chadariya
kahe ke tana kahe ke barni
kon taar se bini chadariya
ingla pingala tana barni
shushman taar se bini chadariya
jhini jhini jhini
aath kamaldal charkha dole
paanch tatva guni kinhi chadariya
jhini jhini jhini
jo chadar sur nar muni odhi
odhi ke maili kinhi
das kabir jatan se odhi
jyu ki tyu dhar dinhi
Sandhya sanjivani sur samadhi rupini
Lyrics -
Sandhya sanjivani sur samadhi rupini
gayatri trivarg dhatri savitri trilok yatri
mahamantra mahayantra mahatantrini
rahoyaga krimaradya rahstarpini
om lum vam ram rhim yam
Atulit bal dhamam hemshailabhadeham
Atulit bal dhamam hemshailabhadeham
Lyrics -
Atulit bal dhamam hemshailabhadeham
danujvan krishanum gyaninnaam agraganyam
sakal gunnidhanam vanaranaamdhisham
raghupriya bhaktam vaatjaatam namami
namo anjani nadanam vayuputram
sada mangalakar
shree ram dutam
maha veer veeresh
trikaal vesham
ghananad nirdwand akankalesham
sanjeevan jadi laaye nagesh kate
gayi murchhana ram bhrata niwaje
sakal deenjan ke haro dukh swami
namo vayu putram namami namami
Jai Shivshankar jai ganga dhar
Jai Shivshankar jai ganga dhar
Lyrics-
Jai Shivshankar jai ganga dhar
karunakar kartaar hare
jai kailashi jai avinashi
sukh hasi sukhsaaar hare
jai shashishekhar jai damrudhar
jai jai premadhaar hare
jai tripurari jai madhari
amit anant akaar hare
jai rameshwar jai naageshwar
vaidyanath kedar hare
kashi pati shree vishwanath jai
mrityunjai avikaar hare
Krishna krishna kahe na bole
Krishna krishna kahe na bole
Krishna krishna kahe na bole
vyakul man jab it ut dole
krishna krishna kahe na bole
dheeraj jaave pag bharmave
nij man hi nij tan ko khave
shyam sharan mein manwa hole
it ut ki rasna hum chhode
krishna charan ko mukh ab mode
narayan hari man pat khole
Sadho aisa hi guru bhave
Lyrics -
Sadho aisa hi guru bhave
jo raag rang bhar pyala pive aur pilave ho
Naad chhipa tan me lai man mein
koi bata na paave
chand suraj ka lochan guru ka
dekhe aur dikhave
paramhans guru hans roop jag
hirday beech viraje
saat suron ki vaani me hi
onkar dhun raaje
Dhanyabhaag seva ka awasar paaya
Dhanyabhaag seva ka awasar paaya
Lyrics -
Dhanyabhaag seva ka awasar paaya
charan kamal ki dhool bana main
moksha dwaar tak aaya
Hari anant hari roop ananta
kaise koi dhyave
raag raagini ke sur sun le
hari niz roop dikhaya
ghat mein dooja naad nirantar
jyot jali antar mein
sau suraj ko ujiyare mein
maine mujhko paaya
0 comments:
Post a Comment