Radhe Radhe
This time I have come to you with a very innovative concept . May be you all are knowing this already but I thought that I should really express my this beautiful experience with this excellent heartthrob video.
Lets start , what I used to think when I was a little girl .My father always used to talk about people's welfare , Lok Seva .He used to say that by serving others we become pure .I never knew the logic behind it .How could serving other can make you pure ?Perhaps I got its answer while seeing Radharani resting in peace like a queen and I thought even then she is the most loved to Krishna.Before seeing my answer you first think about the answer in your mind.And then listen to me ....Only those people can live in utmost rest and even being the most loving to Krishna and even making public service and even making themselves more pure .....Who knows that everywhere there is clash ,each and everyone is fighting for their ego and everywhere there is a competition of getting supreme but despite this all he or she works for happiness of God because we get intention of keeping things on their place .We only intentionally help lord like that little squirrel who helped lord Ram in constructing the bridge over the ocean .We are fighting against adharma by tolerating and commanding ourselves to to establish dharma.In this way we are also finding a self control over ourselves too and this makes us pure while serving for others and when we get over these factors Kaam , Krodh, Lobh, Moh ....we could really get that peace despite being extensively involved in creating actions in this world .It means the bigger hearts that are free from all bondages are the real players of this universe .By the way she is Radhe rani the holder of Universe .May Radharani bless all sweetheart people of this world.Because the innocents are the most traumatized people in this harsh world.
So Try to be the Player not the part of Game.
Now let me introduce you that bhajan that made me to feel I am boundless. You too should feel it. Thank you so much .Its all your love that makes me to share such things to you.Hope you like it .Do comment .And take help of headphones for first heavenly glimpse .
Karunamayi Kripa kijiye
De ke charnon ki sewa mujhe meri kismat bana dijiye .
Karunamayi kripa kijiye .
Lets listen other songs from Brajkeepers
Mera aap ke Kripa se
Lyrics -
Tum saath ho jo mere kis cheej ki kami hai
kisi aur cheez ki ab darkaar hi nahi hai
tere saath se ghulam ab gulfaam ho raha hai
mera aap ki kripa se sab kaam ho raha hai
karte ho tum kanhaiya mera naam ho raha hai
mera aap ki kripa se ....
main to nahi hoon kabil tera paar kaise paun
tooti hui vaani se gungaan kaise gaun
teri prerna se hi ab ye kamaal ho raha hai
mera aap ki kripa se..
toofaan aandhiyon mein tune hi mujhko thama
tum krishna ban ke aaye jab main bana sudama
tera karam ye mujhpe sare aam ho raha hai
mera aap ki kripa se ..
Naino mein neend bhar aayi
Listen to naino mein neend bhar aayi
Lyrics -
Naino mein neend bhar aayi bihari ju ke
banke bihari ju ke raman bihari ju ke
kaun bihari ju ko doodh pilave kaun khilawe malayi
bihari ju ke naino mein neend bhar aayi
maiya yashoda doodh pilawe baba khilawe malayi
bihari ju ke naino mein neend bhar aayi
kaun bihari ju ki sej bichhave kaun kare gun gaaayi
biahri ju ke naino mein neend bhar aayi
lalitha vishaka sez bicchave bhakt kare gun gaayi
bihari ju ke naino mein neend bhar aayi.
Mere ginyo na apraadh
Listen to mere ginyo na apraadh
Maana ki main patit bahut hoon
par patitpaawan tero naam ladli shree Radhe
mere giniyo na apraadh ladli shree Radhe swamini sgree radhe
karunamayi kirpamayi meri dayamayi Radhe
Door nagari badi door nagari
Lyrics -
Door nagari badi door nagari
kaise aaun re kanhayi teri gokul nagari
door nagari badi door nagari
dheere dheere chalu kanha kamar mori lachake
tez chalun to chhalkaye gagari
door nagari ...
sakhi sang aayun kanha sharma mohe lage
akeli aaun to bhool jaun dagari
door nagari ...
beech nagar mein kathin dagar mein hardam tere saath
khol tu man ke dwar sakhi ri darne ki kya baat
tu chale jo ek pag main chalun pag saath
tera mohan saanwara khada nihare baant
door nagari nahi door nagari
main to aaya re sakhi ri tere nam ki nagari
nahi door nagari
Radha naam param sukhdayi (beautiful)
Listen to radha naam param sukhdayi
Lyrics -
Radha naam param sukhdayi
leher leher shree radhe ju ki leher leher shree shyama ki ju
man mein mere samayi
Rat rat radha janam bitaun brij gopin ko sheesh nawaun
mahima kahiyo na jaayi radha naam param sukhdayi ..
braj taj ke main kahin nahi jaun rasik santan ke darshan paaun
jag se preeti hatayi radha naam param sukhdayi .....
Hum prem diwani hain
Listen to hum prem diwani hain
Lyrics -
Hum prem diwani hain wo prem diwana
ai udho hume gyan ki pothi na sunana
hum prem diwani hain wo prem diwana
tan man jeevan shyam ka aur shyam humara kaam
rom rom mein ram raha wo matwala shaym
is tan mein ab yog ka nahi koi theekaana
hum prem diwani hain ...
ek din nainan ke nikat rehte thein aanthon yaam
baithe hume bisaar ke wo nirmohi shyam
ek wo bhi zamana tha aur ye bhi zamaana
hum prem diwani hain .
prem dor mein bandh raha jeevan ka sanyog
sumiran mein doobi rahe yehi humara yog
kaano mein sada gunjata bansi ka tarana
hum prem diwani hain ..
ye to prem ki baat hai udho bandagi tere bas ki nahi hai
yahan sar deke hote hain saude aashiqui itni sasti nahi hai
hum prem diwani hain ..
Teri ankhiyaan hain jaadu bhari
Listen to teri ankhiyaan hai jaadu bhari
Lyrics -
Teri ankhiyan hain jaadu bhari
bihari ji main kab se khadi
sun lo mere shyam salona
tumne hi mujhpar kar diya tona
meri ankhiyan tumhi se ladi
teri ankhiyaan ..
tum so thakur aur na paaya
tumse hi maine neh lagaya
main to tere hi dwar padi
bihari ji main kab se khadi
teri ankhiyaan ..
kripa karo haridas ke swami
banke bihari antaryami
meri tumse na toote ladi
bihari ji main kab se khadi
teri ankhiyaan ..
Radha Krishna bhajan mashup
Listen to radha krishna bhajan mashup
Lyrics -
Kar do kar do beda paar radhe albeli sarkaar
man chal re vrindavan dhaam Radhe radhe gaayenge shyama shyama gayenge
ter puran hoonge kaaj radhe radhe gayenge
aisi kripa karo shree radhe dijo vrindavan ko vaas
dijo hari bhaktan ko ssath
yamuna maiya kari kari radha gori gori
vrindavan mein dhoom machave barsane ki chhori
varjdham radha ju ki rajdhani lage
man kharo kharo jamuna ji ko paani laage
meeethe ras se bhari radha rani lage
mujhe duniye se nahi koi kaam
main to ratu shree radha radha naam
darshan karun subaho shaam
mere man mein biraje sham deewani
jahan biraje radha rani
mero man lagyo barasane mein jahan biraje radha rani
man hato duniyadari se jahan milo khara paani
man bhool mat jaiyo radha rani ke charan
rani ke charan maharani ke charan
baithi rahoon kunjan ke kone
shyam radhika gaaun
kishori tore charnan ki raj paaun
shyam ju ter charnon ki raj paun
main to radha shree radha sada hi ratu
kabhi dware se swamini ki na hatun
mere man ki vyatha sab har lo swamini shree radhe
ek nazar kripa ki kar do swamini shree radhe
ye naam nahi bhaiya ye swayam kishori hai
isme koi bhed nahi
hari dasi to pagali hai tum maano ya na maano
kehte sab ved yahi
aankh muund ke dekh
aankh mund ke dekh chuvega tujhko murliwala
radha radha naam humko prano se pyara
radhe radhe boliye vrindavan mein doliye
rahde radhe boliye barsana main doliye
brindavan ke vriksha ko maram na jaane koi
daal daal aur paat paat pe radhe radhe hoyi
vrindawan ko baas bhalo jahan nitya bahe yamuna patrani
jo jan nhayi ke dhyan dhare baikunth mile tinko rajdhani
charon ved bakhaan kare aur sant unhi jinke manmaani
yamuna yamdootan taarak hai bhav taarak hain shree radhika rani
jai radhe radhe radhe shree radhe
jai jai radhe radhe
Kaise bithaun tumhe naav mein
listen to kaise bithaun tumhe naav mein
Lyrics -
Sitaram sitaram
Meri chhoti si naav tere jadu bhare paanv
mohe dar laage ram kaise bithaun tumhe naav mein
sitaram sitaram kahiye jahi vidhi rakhe ram tahi vidhi rahiye
ik patthar se ban gayi nari lakdi ki hai naav humari
usse chalta rozgaar paalun mera parivaar
kaise bithaun tumhe ...
ek baat mano to baitha loon tere charnon ki dhool nikalun
gar hove manzoor suno mere huzoor
aao bithaun tumhe naav mein
meri chhoti si hai naav ...
bade prem sahit pag dhota sagare paap janam ke khota
hove man mein prasanna kiye ram ke darshan sang sita lakshman
aao bithaun tumhe naav mein .
Meri chhoti si hai naav tori jadu bhare paanv
kaise bithaun tumhe naav mein .
shyam gaat rajeev bilochan deen bandhu prantarit mochan
anuj janki sahit nirantar basahu ram nit mam ur antar
ram rameti rameti vare rame manorame
sahatra naam tatulyam ramnaam varananae
0 comments:
Post a Comment