The Classical Amalgamation 2
Bhajan bina hari naam bina
Lyrics -
Bhajan bina hari naam bina
jal jaiyo aiso jeevana
pahaad suna ek vriksha bina
vriksha suna paran bina
jal jaiyo aiso jeevana
mandir suna ek deep bina
deep suno jyoti bina
jal jaiyo aiso jeevana
praja suni ek raja bina
raaj suna nyaya bina
jal jaiyo aiso jeevan
kahat kabir suno bhai sadho
jag suna hai ram bina
Re manwa kyu jag mein liptayo
Lyrics -
Re manwa kyu jag mein liptayo
tero koi nahi sahayo
ye sansaar...
Friday, 23 December 2016
Wednesday, 26 October 2016
The Classical Amalgamation .1
Jhini jhini jhini chadariya
Lyrics -
Jhini jhini jhini chadariya
kahe ke tana kahe ke barni
kon taar se bini chadariya
ingla pingala tana barni
shushman taar se bini chadariya
jhini jhini jhini
aath kamaldal charkha dole
paanch tatva guni kinhi chadariya
jhini jhini jhini
jo chadar sur nar muni odhi
odhi ke maili kinhi
das kabir jatan se odhi
jyu ki tyu dhar dinhi
Sandhya sanjivani sur samadhi rupini
Lyrics -
Sandhya sanjivani sur samadhi rupini
gayatri...
Tuesday, 21 June 2016
Songs From Satya Narayan Vrat Katha by Manna Dey
Data deen bandhu bhagwan
Listen to data deen bandhu bhagwaan
Lyrics -
Deen bandhu bhagwaan
data deenbandhu bhagwaan
kar do is jag ka kalyaan
data deen bandhu bhagwaan
dukh mein hain dharti ke wasi
inki peer haro avinasi
meto dukh agyaan
data deen bandhu bhagwaan
rog shok aur paap mita do
sukh ka amrit ras barsa do
ho charnon mein dhyan
data deen bandhu bhagwaan
Narayan...
Wednesday, 15 June 2016
Geet Govind : Songs of eternal love .
Gagan gheere badra
Listen to gagan gheere badra
Lyrics -
koi roopsi sanware ke sang pranaya rachaye hai
Alas nayan mund mund jaate hain
Madhur bayaar hari ko abhisar
Gagan gheere badra
saghan lata ghere se
dagar dagar ban upawan
chhyaya hai andhiyara
bhaya bheeru shyam kanhayi
le jaao isko ghar raadhe
angran aadesh maan kar
chali radhika le maadhav ko
yamuna...
Subscribe to:
Posts (Atom)