T
Tere daya dharam nahi man
Listen to Tere daya dharam nahi man
Lyrics-
Tere daya dharam nahi man mein
Mukhada kya dekhe darpan men
Aam ki daali pe koyal bole ,Sugna bole ban mein
Gharwli ghar mein raji , Phakkad raji ban mein
Aithi dhoti paag lapeti tel chuva julphan mein
Gali gali ki sakhi rijhayi daag lagaya tan mein
Pathar ki to naav banayi utra chahe chhin mein
Kahe Kabir sno bhai sadho ve kya utarenge ran mein
Tohi mohi lagan lagaye re
Listen to tohi mohi lagan lagaye re
Lyrics-
Tohi...
Wednesday, 27 November 2013
K
Kaun thagwa nagariya lootal ho
Listen to kaun thagwa nagariya lootal ho
Kaun thagwa nagariya lootal ho
gagan khat ke banal khatola
taa par dulahin sutal ho
utho sakhi ri maang sambharo
dulha mose ruthal ho
aaye jamraaj palang chadhi baitha
nainan asuwa chhootal ho
char jane mil khat uthayi
chahu disi bham bham uthal ho
kahat kabira suno bhai sadho
jag se nata chhutal ho
Kabira soya kya kare
Listen to Kabira soya kya kare
Kaya nahi teri nahi teri
Listen to Kaya Nahi...
R
Rehna nahi des birana hai
Listen to rehna nahi
Lyrics -
Rehna nahi des birana hai
rehna nahi sun bhai sadho rehna nahi
yeh sansar kaagaz ki pudiya bund pade ghul jana hai
yeh sansar jhad aur jhakad aag lage bar jana hai
yeh sansar kante ki badi ulajh ulajh mari jana hai
suno bhai sadho ulajh ulajh mari jana hai
kehat kabira suno bhai sadho
sad guru naam thikana hai
Ram Gun
Listen to Ram Gun by Madhup Mudgal
Lyrics-
Ram gun be ladi re avadhu
wo rakhna ki jani
nati swaroop raja
raja...
D
Darshan de
Listen to darshan de
Lyrics-
darshan de thad darbar
tujh bin sudhi kaun le humaar
tum dam daani udaar tyagi
shavanan suniya suyash tumhari
mangu kisse sab rang dekhe
tu hi mero nistar
jai devnama vipra sudama
tinpar kripa bhayi apaar
kahat kabir tu samrath daata
char padarath devanhaar
Dhubiya jal bin marat piyasa
Dhubiya jal bin marat piyasa
jal meinn thad piye nahi murakh achha jal hai khasa
apne ghar ke maram na jaane kare dhubiyan ke...
N
Naiharawa humka na bhave
Listen to naiharwa humka na bhave
Naiharawa humka na bhave
sai ki nagari param ati sundar,jah koyi jaaye a aave
chand suraj jaha pawan na paani ,ko sandes pahunchave
darad yah sai ko sunawe
aage chalo panth nahi sujhe pichhe dosh lagave
kehi bidhi sasure jaun meri sajni birha jor janawe
bisayaras naach nachave
bin satguru apni nahi koi,jo yah raah batave
kahat kabir suno bhai sadho supne na pitam paave
tapan yah jiya ki bujhave
Nirbhaya Nirgun Gun
Listen to Nirbhaya Nirgun Gun
Nirbhaya...
H
Haman hai isq mastana
Haman hai isq mastana humko hoshiyari kya
rahe aazad yah jag mein ,haman duniya se yaari kya
jo bichhude hain piyare se bhatakte dar badar phirte
humara yaar hai humme haman ko intzari kya
khalak sab naam ape ko bahut kar sar patakata hai
haman hari naam rancha hai haman duniya se yaari kya
na pal bichhude piya humse ,a hum bichhude piyare se
unhi se neh laaga hai hama se bekarari kya
kabira ishq ka maata dui ko door kar dil se
jo chalna raah nazuk hai ,haman sar bojh bhari kya
Hum ka odhave chadariya
Listen...
A
Abinasi dulha kab miliyo
Abinasi dulha kab miliyo bhagatan ke rachhpaal
jal upaji jal hi so neha ratat piyas piyas
main thadi birhin mag joun priyatam tumhari aas
chhode geh neh lagi tumso ,bhayi charan lauleen
taala beli hoyi ghat bhitar,jaise jal bin meen
diwas a bhookh rain nahi nindiya,ghar aangan na suhaye
sejariya bairin bhayi hbumko,jagat rain bihaya
hum to tumhari dasi sajna,tum humare bhartaar
deen dayaal daya kar aao samrath sirjanhaar
kai hum pran tajat hain pyare,kai apni kar leb
das kabir birah ati badhyo humko...
Subscribe to:
Posts (Atom)