1

Power of Soul

Tuesday, 11 December 2012

Kaise Miloge Bihari

Hari sabse pyara tera naam Listen to hari sabse pyara tera naam  Lyrics- Hari sabse pyara tera naam sab dukh door huven jab maine liya tera naam bhaj govinda govinda bhaj gopala jab jab kasht pade prabhu humpar tumne aake ubara chhota bada ho khota khara ho tumne kuchh na vichara tumme paa ke punya ki bunde deti hain vishram swarth mein dubi duniya sari kaun kise pehchane mere man ke aaye dukhon bas tuhi to jaane man mandir mein base raho tum purna karo sab kaam Surdas ke tum ho kanhaiya Tulsi ke ho RamMeera ke prabhu giridharnagar...

Monday, 10 December 2012

Kaise miloge bihari

Kaise miloge bihari Listen to kaise miloge bihari Lyrics- kaise miloge bihari aas lagaye aayen dware kripa karo banwari panth nihare naina haaren kahan chhupe ho mohan pyare man mandir mein jyoti jalao govardhan giridhari sankat mochan naam tiharo jan ke bigade kaaj sanwarotum bin mera koi nahi hai natwar krishna muraridarshan do giridhari darshan do banwari bhaktan ke ho tum rakhwarebegi suno brajraj dulare naiya meri paar lagaohey prabhu dukh niwaridarshan do giridharidarshan do banwari aas lagaye tharedware kripa karo banwari...

Thursday, 6 December 2012

Parmarth Geeta Saar

Parmarth Geeta Saar(Dekh Arjun ki dasha) Lyrics -Dekh arjun ki dasha prabhu krishna bolejeevan atma ke bhed sab kholeatma na janme deh janma paye atma na marti kabhi deh mar jaaye janma jo le mar jaye janma phir holeshashtra se kat na paaye jale na jalaaye jal se jo ho na gilivayu na sukhayeatma mein main hi main hoonarjun bholedharma yudh jo na kare papi kehlayetu hai ek yodha kho jaayeaise apyash se achha mrityu ka holekaam se krodh jage krodh se mayaisse jo bach ke raha yogi kehlayaindriyan bas mein kar ke karma yogi hole...
Parmarth Geeta Saar(Arjun Bola) Lyrics -arjun bola hey purushottam batlayen adhyatma hai kyamukti ka marg milta kaise yeh karma hai kya yeh brahma hai kyanaash na ho jiska arjun woh brahma pukara jata haius brahma ka nitya swabhava hai jo adhyatma wohi kehlata hai jin bhavon ka chintan kar ke prani pran ko chode gale kar woh phir se janma unhi ke phal se nata jodegajo mujhe prapta ho jata hai phir janma na uska hota hai ichhaoon mein jo bhatak gaya janmon janmon tak rota hai jo naam mera lete lete pranon ko chhodta hai arjunsandeh nahi...
Parmarth Geeta Saar(Prabhu karmon ke sanyas ki ) Lyrics -prabhu karmon ke sanyas ki raah dikhayinishkaam karma ki mahima tumne gayi in dono mein jo ho uttamkari woh batlao mujhko hey krishna murari nishkaam karma ka yog sugam sundar hai dono margon mein kuchh bhi nahi antar hainishtha se bhi marg vyakti apnaaye dono ke hi phalroop mokshka ko paaye jo alag alag phal samjhe we abhichari aise bole arjun se krishna murari yeh jeev moh ki dhara mein behta hai maya ke dwara gyan dhaka rehta hai jab atmagyan ka sat prakash chhata hai hey arjun...

Geeta saar

Parmarth Geeta Saar (Prabhu karmon ke sanyas ki raah dikhao) Sung by Anu radha Paudwal Lyrics   prabhu karmon ke sanyas ki raah dikhayinishkaam karma ki mahima tumne gayi in dono mein jo ho uttamkari woh batlao mujhko hey krishna murari nishkaam karma ka yog sugam sundar hai dono margon mein kuchh bhi nahi antar hainishtha se bhi marg vyakti apnaaye dono ke hi phalroop mokshka ko paaye jo alag alag phal samjhe we abhichari aise bole arjun se krishna murari yeh jeev moh ki dhara mein behta hai maya ke dwara gyan dhaka rehta...
Parmarth Geeta Saar ( Hey prabhu ) Lyrics- Hey prabhu aap kehte jise yog hainman hai chanchal bada usko paane na dedhyan to door hai dhyan ke dwar tak mujhko jaane na dekarma phal mein anasakta reh kar ke jo parth kartavya ka nitya paalan karewoh hi sachha hai sanyaasi sansaar mein yogi woh hi hai jo karma se na dareman to baandhe bandhe isko sadho sadheapna man pehle vishnu charan pe dharekaamnaaon se tum mukt ho jaaoge pehle sambhav ka tum varan to karoyeh vishaya vaasana isko tyage bina jag mein yogi ki padvi nahi pa sake...

Parmarth Geeta Saar

Parmarth Geeta Saar (Jo Bhakt Bhaktiman Gaaye)  Lyrics- jo bhakt bhaktiman dhyaye wohi bhakt mujhko bas paaye jo jal thal aur amber mein jo kan kan aur sagar mein basa hai wohi bhed batana hai har sidhhi ke liye jagat mein bahuton ne yatna kiya haipar na koi bhi prani ise tatva se jaan saka hai main jal mein hoon rasdharitasuraj mein jyoti apaarvedon mein Om rama hai yehi bhed batana haiyeh sat raj taamas vaani hai trigun mayi meri mayaprani mujhko jo jaane woh hi isse bach paayavigyan sahit yeh gyan karunga tujhse purna bakhan rahe kuchh...