1

Power of Soul

Tuesday, 11 December 2012

Kaise Miloge Bihari

Hari sabse pyara tera naam Listen to hari sabse pyara tera naam  Lyrics- Hari sabse pyara tera naam sab dukh door huven jab maine liya tera naam bhaj govinda govinda bhaj gopala jab jab kasht pade prabhu humpar tumne aake ubara chhota bada ho khota khara ho tumne kuchh na vichara tumme paa ke punya ki bunde deti hain vishram swarth mein dubi duniya sari kaun kise pehchane mere man ke aaye dukhon bas tuhi to jaane man mandir mein base raho tum purna karo sab kaam Surdas ke tum ho kanhaiya Tulsi ke ho RamMeera ke prabhu giridharnagar...

Monday, 10 December 2012

Kaise miloge bihari

Kaise miloge bihari Listen to kaise miloge bihari Lyrics- kaise miloge bihari aas lagaye aayen dware kripa karo banwari panth nihare naina haaren kahan chhupe ho mohan pyare man mandir mein jyoti jalao govardhan giridhari sankat mochan naam tiharo jan ke bigade kaaj sanwarotum bin mera koi nahi hai natwar krishna muraridarshan do giridhari darshan do banwari bhaktan ke ho tum rakhwarebegi suno brajraj dulare naiya meri paar lagaohey prabhu dukh niwaridarshan do giridharidarshan do banwari aas lagaye tharedware kripa karo banwari...

Thursday, 6 December 2012

Parmarth Geeta Saar

Parmarth Geeta Saar(Dekh Arjun ki dasha) Lyrics -Dekh arjun ki dasha prabhu krishna bolejeevan atma ke bhed sab kholeatma na janme deh janma paye atma na marti kabhi deh mar jaaye janma jo le mar jaye janma phir holeshashtra se kat na paaye jale na jalaaye jal se jo ho na gilivayu na sukhayeatma mein main hi main hoonarjun bholedharma yudh jo na kare papi kehlayetu hai ek yodha kho jaayeaise apyash se achha mrityu ka holekaam se krodh jage krodh se mayaisse jo bach ke raha yogi kehlayaindriyan bas mein kar ke karma yogi hole...
Parmarth Geeta Saar(Arjun Bola) Lyrics -arjun bola hey purushottam batlayen adhyatma hai kyamukti ka marg milta kaise yeh karma hai kya yeh brahma hai kyanaash na ho jiska arjun woh brahma pukara jata haius brahma ka nitya swabhava hai jo adhyatma wohi kehlata hai jin bhavon ka chintan kar ke prani pran ko chode gale kar woh phir se janma unhi ke phal se nata jodegajo mujhe prapta ho jata hai phir janma na uska hota hai ichhaoon mein jo bhatak gaya janmon janmon tak rota hai jo naam mera lete lete pranon ko chhodta hai arjunsandeh nahi...
Parmarth Geeta Saar(Prabhu karmon ke sanyas ki ) Lyrics -prabhu karmon ke sanyas ki raah dikhayinishkaam karma ki mahima tumne gayi in dono mein jo ho uttamkari woh batlao mujhko hey krishna murari nishkaam karma ka yog sugam sundar hai dono margon mein kuchh bhi nahi antar hainishtha se bhi marg vyakti apnaaye dono ke hi phalroop mokshka ko paaye jo alag alag phal samjhe we abhichari aise bole arjun se krishna murari yeh jeev moh ki dhara mein behta hai maya ke dwara gyan dhaka rehta hai jab atmagyan ka sat prakash chhata hai hey arjun...

Geeta saar

Parmarth Geeta Saar (Prabhu karmon ke sanyas ki raah dikhao) Sung by Anu radha Paudwal Lyrics   prabhu karmon ke sanyas ki raah dikhayinishkaam karma ki mahima tumne gayi in dono mein jo ho uttamkari woh batlao mujhko hey krishna murari nishkaam karma ka yog sugam sundar hai dono margon mein kuchh bhi nahi antar hainishtha se bhi marg vyakti apnaaye dono ke hi phalroop mokshka ko paaye jo alag alag phal samjhe we abhichari aise bole arjun se krishna murari yeh jeev moh ki dhara mein behta hai maya ke dwara gyan dhaka rehta...
Parmarth Geeta Saar ( Hey prabhu ) Lyrics- Hey prabhu aap kehte jise yog hainman hai chanchal bada usko paane na dedhyan to door hai dhyan ke dwar tak mujhko jaane na dekarma phal mein anasakta reh kar ke jo parth kartavya ka nitya paalan karewoh hi sachha hai sanyaasi sansaar mein yogi woh hi hai jo karma se na dareman to baandhe bandhe isko sadho sadheapna man pehle vishnu charan pe dharekaamnaaon se tum mukt ho jaaoge pehle sambhav ka tum varan to karoyeh vishaya vaasana isko tyage bina jag mein yogi ki padvi nahi pa sake...

Parmarth Geeta Saar

Parmarth Geeta Saar (Jo Bhakt Bhaktiman Gaaye)  Lyrics- jo bhakt bhaktiman dhyaye wohi bhakt mujhko bas paaye jo jal thal aur amber mein jo kan kan aur sagar mein basa hai wohi bhed batana hai har sidhhi ke liye jagat mein bahuton ne yatna kiya haipar na koi bhi prani ise tatva se jaan saka hai main jal mein hoon rasdharitasuraj mein jyoti apaarvedon mein Om rama hai yehi bhed batana haiyeh sat raj taamas vaani hai trigun mayi meri mayaprani mujhko jo jaane woh hi isse bach paayavigyan sahit yeh gyan karunga tujhse purna bakhan rahe kuchh...

Friday, 30 November 2012

Shree Krishna Anuraag Volume 3 By Pundit Jasraj Ji Shree Krishna Anuraag is an album consisting all the songs dedicated to lord Krishna that increases one's affection for Krishna .It is not only depicted in the words one must listen to these songs that are a rythmic expression of the Verses in sanskrit created for Lord Krishna's rememberance via His Glorious activities captured in each word . Over and above all the miraculous voice of Pt Jasraj Ji has aided in their sparks. Listening to these increases the joy within you and I am sure...

Monday, 26 November 2012

Badrinath songs

Teerath Badrinath song (Nar Narayan Prakat bhayen) Sung by Alka Deo Marulkar Lyrics Nar Narayana  himgiri vishal ki mala mein Gandhmadan parvat shikhar paawan hue tap ki jwala mein Ek shahartra varsha tap line ki dono liye Vishnu roop Door kiya maaya ka andhakar dikha bhakti ki dhoop Hans haanth mein chakra charan mein tejomaya vishkomalki Paalanhaar vishnu ke ansh shreevatsa shushobhit hridayasthali Indrajaal se dono avichal rudrakop se atal rahe swayam Indra aur rudra unhe vash karne ko thein vikal rahen Ek purna brahma ke...

Wednesday, 21 November 2012

Badrinath Songs

  Teerath Badrinath ( Main to chali Badrinath ) This song has been sung by Alka Deo and it is one of the best Badrinath Teerath songs . I hope my blog visitors will like it and appreciate the song . Thanks ..    Lyrics Main to chali badrinath duriyan lagaiyo bhagwan ji Pehli chadhai Chandi Devi ki jahan base mori maayi Ek to chalat pag thake duje nahi kou saath Ab to main sharan tihari mora dhar lehu haanth duriyan lagaiyo bhagwan ji   ...

Friday, 31 August 2012

Maata bhajans

Beautiful  Devi  Bhajans Before the Yuddha of Mahabharat started Lord Krishna said to Arjun that he should pray Maa Durga to achieve all neccessary internal powers to fight in the battle .Though Arjun already knew everything before but Lord Krishna told him that the Devi has enormous power ,she will be helpful to you in winning the battle . Indeed when a person is fed up of this world he sometimes wants an internal inspiration and power to execute any external performance .He needs to call devi Shakti at that time .I dont know...

Sunday, 5 August 2012

Bhajan Mahima by Shobha Joshi Mohan basi gayo mere man mein  Mohan basi gayo mere man mein  Lyrics - Mohan basi gayen mere man mein  lok laaj kul kani chhuti hai ya ki neh lagan mein  jit dekhun tit hi wah dikhe ghar baahar aangan mein  ang ang prati rom rom mein chhayi rahyo tan man mein  kundal jhalak kapolan sohe baju bandh bhujan mein  kanakan kalit latit ban maala nupur dhuni charnan mein chapal nayan bhrikuti bar banki thado saghan latan mein  narayan bin mol biki hoon yaki nek hasan mein  Nain...

Thursday, 26 July 2012

Classical bhajans with lyrics Classical bhajans have a unique soothing and relaxing effects on mind ,soul and body .It has been scientifically proved . Over and above all they are very deep in their meanings if understood impact directly at heart .HARE KRISHNA HARE KRISHNA KRISHNA KRISHNA HARE HAREHARE RAMA HARE RAMA RAMA RAMA HARE HAREIf anybody has to be crazy about classical song just try to understand what are the words and their...